kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon dil jo toota to kayi haath dua ko utthe dil jo toota to kayi haath dua ko utthe aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon
Kisko Qaatil Main Kahoon
Jagjit Singh