kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin
Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin
Talat Mahmood