kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi
Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna)
Jagjit Singh