machal ke jab bhi aankhon se chhalak jaate hain do aansoo machal ke jab bhi aankhon se chhalak jaate hain do aansoo suna hai aabshaaron ko badi taqleef hoti hai machal ke jab bhi aankhon se chhalak jaate hain do aansoo machal ke jab bhi aankhon se khudaara ab to bujh jaane do is jalti huyi lau ko khudaara ab to bujh jaane do is jalti huyi lau ko charaagon se mazaaron ko badi taqleef hoti hai charaagon se mazaaron ko badi taqleef hoti hai machal ke jab bhi aankhon se chhalak jaate hain do aansoo machal ke jab bhi aankhon se kahoon kya wo badi maasumiyat se poochh baithe hain kahoon kya wo badi maasumiyat se poochh baithe hain kya sachmuch dil ke maaron ko badi taqleef hoti hai kya sachmuch dil ke maaron ko badi taqleef hoti hai machal ke jab bhi aankhon se chhalak jaate hain do aansoo machal ke jab bhi aankhon se tumhaara kya tumhen to raah de dete hain kaante bhi tumhaara kya tumhen to raah de dete hain kaante bhi magar hum khaaksaaron ko badi taqleef hoti hai
Machal Ka Jab Bhi Aankhon Se
Griha Pravesh (1979)