main dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya main dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya haath piya tumhara kangana hamara ye nazar tumhari hai mere maathe ki bindiya suno ji saanwariya dhal gayi dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya main dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya tune kabhi jo dekhi na hogi aisi main duniya dikhaunga sangam ke mele main le jaa ke tujhko main ganga snaan karaunga ho tumse pallu baandha hai jeevan bhar ka vaada hai chahe jahaan pe leke chalo humko rasiya ara ra ra ra ra dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya koi na samjhe dil ne to samjha re teri seedhi saadi baaton ko teri deewaani kitni sayaani thaama sajan tere haathon ko tu jo man ki raani hai teri meherbaani hai mera bhi ek jeevan le maine tujhko diya ho dhal gayi rang mein tere tu raazi hai ab to saanwariya haath gori hamara kangana tumhara ye nazar hamaari hai tere maathe ki bindiya suno ji gujariya
Main Dhal Gayi Rang Mein Tere
Heeralal Pannalal (1978)