main rota hooooon main rota hooooon mat mana karoo tum mere aansoon gina karoooo main rota hooooon mat mana karoo rone mein meri duniya hai aansoon mein meri basti hai main dukh ka kaala badal hoon boondo mein aag barasti hai tum mera rona suna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main ro kar jeena seekh gaya seekh gaya phir hans kar ke kya karna hai bus yaad tumhari aankh mein le kar ke paar utarna hai tum dukh ka tana buna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main patjhad mein hoon bada sukhi bada sukhi mat phool se sakhi bahaar banao o o o o o phool se sakhi bahaar bano main toota phoota ghar achha tum mat iski deewaar bano tum dil par tum dil par patthar chuna karo o o o o o main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo
Main Rota Hoon (Geet)
Pankaj Mullick