main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki tum aaj mere nazdeek ho yahi jeet hai mere pyaar ki dil leke hum deke sharmaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho kal gairon ke mehmaan the aaj is ghar ke mehmaan ho duniya ke dukh paake ghabraaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai kal tak jo nazar magroor thi wo hi shokh bhari saugaat hai tarsaa ke tadpaa ke pachhtaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun
Main Sadke Jaaun
Vaasna (1968)