nainon mein nainon mein do nain samaye laakhon jatan kiye par man ko chain kahan se aaye nainon mein do nain samaye ab tak mere madhur pyar ko tum ne jaan na paaya man ki kitni gehraayi mein maine tumhe chhupaya prem agan badhti hi jaaye prem agan badhti hi jaaye kaise koi dabaye nainon mein do nain samaye ek baar tum aa jao to nainan pyaas bhuja loon wo matwali bholi bhali surat man mein basa loon tum bin suna jeewan mera tum bin suna jeewan mera yunhi beet na jaaye nainon mein do nain samaye
Nainon Mein Do Nain Samaye (Geet)
C H Atma