roothi huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun toota hua sitaar hai ab kaise bajaun ab kaise bajaun kismat se mile hain ye mujhe do nazrane khane ko mili thokar peene ko mile aansu ghum aur museebat se sada yaari nibhaun nibhaun ab kaise manaun ujdi huyi nagri hai meri toota hua hai dil haaye toota hua hai dil keh rahi hai mujhko meri alvida baharein keh rahi hai mujhko meri alvida baharein poochha jo unse maine ab kaise bataun ab kaise manaun tooti huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun
Roothi Huyi Taqdeer Ko
Mukesh