so gayi chaandni jaag uthi bekali ghum sataane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad cheekh uthi zindagi aankhon mein ashk bhi dabdabaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad laakh umangen liye raat dhalne lagi meri tanhaayi karwat badalne lagi haaye re bebasi ab mere saaye bhi munh chhupaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad door tak mere dil ki pukaaren gayin door tak mere dil ki pukaaren gayin phir na lauti kuchh aisi bahaaren gayi shaam e ghum ki kasam ab to mere kadam dagmagaane lage tum mujhe aur bhi yaad aane lage tum mujhe aur bhi yaad
So Gayi Chaandni Jaag Uthi Bekali
Akash (1953)