soorajmukhi soorajmukhi tera pyaar anokha hai har subah ko khilna hai har shaam ko murjhana hai sooraj ne kya tere kis marm ko jaana hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi sooraj ki kirnen ye suneheri jab karti tera aalingan komal komal pankhudiyon mein bhar jaata hai madhu spandan jaise asha ki kirnon ka preet bhara nirmal abhinandan mehka deta man aangan mein saanson ki sargam ka chandan neh nimantran pakar jeevan jyot jala kar kirnon ke sahaare tera ye jeevan chal padta hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi pyase adhron par anjaane mein koi geet jo pyaar ke aa jaye man ko chhukar dard ka jhonka ye ashq bane nas nas mein sama jaaye jaise shabnam se bheege phoolon ka aanchal kora koi kiran sehla jaaye dard ko yun sehla kar man ko yun bharma kar kirnon ke sahaare tera ye jeevan chal padta hai ye kaisa rishta hai ye kaisa naata hai soorajmukhi gehn andheri raahon mein kyun saath ye kirnen chhod gayi hain in modon par preet ki dori ka
Soorajmukhi Tera Pyaar
Bhupinder Singh