aaaaa matlab ka tu meet bedardi garaj ki raakhe preet dukhiya mann ko ghaayal karna samjhe tu apni jeet aaaaaaaa tora mann bada paapi saanwariya re tora mann bada paapi saanwariya re milaaye chhal bal se najariya re milaaye chhal bal se najariya re tora mann bada paapi saanwariya re tu sangdil hai teri zindagi mein pyaar nahin tere chaman mein hai sab kuchh magar bahaar nahin tujhe kasam hai na yun muskura ke dekho humein teri nazar ka bhi zaalim kuchh aitbaar nahin haaaan milaaye chhal bal se najariya re milaaye chhal bal se najariya re tora mann bada paapi saanwariya re sitamgaron ki inaayat se berukhi achchhi jo tere saath na guzre wo zindagi achchhi garaz ka yaar hai matlab ka tu hai deewaana na teri dosti achchhi na dushmani achchhi haaaan milaaye chhal bal se najariya re tora mann bada paapi saanwariya re jahaan mein ho jise jeena wo tujhse door rahe jo marna chaahe wo aakar tere huzoor rahe ye kya gazab hai ke hum aah karke hon badnaam tu laakh zulm kare
Tora Man Bada Paapi
Ganga Jumna (1961)