aawargi karta hoon par main aawara nahin chhoda khulla dil ko magar khud ko bigaada nahin aisa lage tere bina ab toh guzara nahin kisi ka bhi hoga na main hua jo tumhara nahin tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera haan tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera zinda hoon tujhpe mar ke bhoola sab tujhko padh ke kaise hai pyaar tera haan main yaara tere aage dekho dil hara hoon main yaara jaise bhi hoon jo bhi hoon tumhara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon main yaara tere liye zameen pe utaara hoon main teri bholi bhaali aankhon ka ishara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon tu paas bhi tu pyaas bhi tu raaz bhi main ho gaya hoon tera tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumaar mera tu hi toh hai khayal
Tu Hi Toh Hai
Holiday (2014)