woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se tumhein khuda ne humaare liye banaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use zamaane ne shayad bahot sataaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta woh ek charaag tha maine use bujhaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai
Woh Chandni Ka Badan
Chandan Dass