ye chaar din bahaar ke hansi khushi guzaar ke bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum nisaar tum pe dil mera kategi zindagi sada tumhare pyaar mein sanam bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum khili huyi hai chandani chhidi huyi hai raagini nazar nazar mein mastiyaan ada ada mein shokhiyaan humein tumhaari justazu tumhein humaari aarzu badhe ye pyaar dum ba dum bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum tumhaare dil mein hum rahein humaare dil mein tum raho kisi se apni daastaan na hum kahein na tum kaho zamaana chaahe kuchh kahe zafa kare sitam kare juda na honge tum se hum bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum bhula do zindagi ke ghum
Ye Chaar Din Bahaar Ke
Rukhsana (1955)