ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko mere haath mein haath de do zara sahara milega mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ho o o badal jaaye duniya na badlenge hum badal jaaye duniya na badlenge hum basaya hai jab apne dil mein tumhein basaya hai jab apne dil mein tumhein nibhana hi hoga is iqraar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to ho o o zamaane ke ghum se humein kaam kya zamaane ke ghum se humein kaam kya humein tum mile aur kya chaahiye humein tum mile aur kya chaahiye ke hum chhod baithe hain sansar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to
            
                    Ye Wada Karo
                
                    Raj Hath (1956)
                
                    Madhu Bala, Pradeep Kumar, Sohrab Modi, Ulhas