zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana chura lo tum khushi ke pal muqaddar ke khazaane se bhala kab door hote hain ye ghum aansoon bahaane se tumhare saath ho naa ho ye aalam tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana sambhal jaao sambhal jaao abhi gir ke sambhalna hai utho waade nibhaane hain utho kuchh door chalna hai chalenge to hi manzil paayenge hum tum naa ghabraana zamaane mein sabhi ko milte hain ghum tum naa ghabraana yahaan har raat ki subah hai hamdam tum naa ghabraana
Zamaane Mein Sabhi Ko
Yeh Zindagi Ka Safar (2001)

Amisha Patel, Jimmy Shergill, Nafeesa Ali, Gulshan Grovar, Ehsan Khan, Serina