zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaana mujhko bura samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe laaya tha dil ko nazar karne qurbaan ye jaan o jigar karne unke bina mera haal hai kya aaya tha unko khabar karne aaya tha unko khabar karneeee taal diya lekin mujhko bala samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe haaye dil mere bure hain din tere ke maar hi naa daale kisi ki bedili unka muskurana gali se aana jaana humara loot jaana humari galtiiiii jaan ke dushman ko jaane wafaa samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe kya hai muhabbat pyaar hai kya koi unhen batlaaye zara husn gazab ka husn sahi jaan to len dildaar hai kya jaan to len dildaar hai kyaaaaa baat wo karte hain baat bina samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaanaaaa mujhko bura samjhe
Zulm O Sitam Ko Bhi Hum
Jawan Mohabbat (1971)

Shammi Kapoor, Asha Parekh, Pran