MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maanen ek safar hai apni zindagi raah mein ghum hai aur khushi bhi jo bhi mile hum yun apnaayen jaise humein ho chaah ussi ki saathi re saathi re hum hain ummeedon ke afsaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane pyaar ke pyaase saare jahaan ko hum to sada apna hi samjhe ye hai apna wo hai paraaya in baaton mein kabhi na uljhe saathi re saathi re hum to hain aise deewaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane click here
hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan hum dhool mein lipte sitaare hum zarre nahin hain angaare naadaan hain jahaan samjhega kahaan hum naujawaan ke ishaare jab jab jhoom ke nikle hum jaan ke pad jaayen laale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale hum matwaale naujawaan hum rote dilon ko hansa den dukh dard ki aag bujhaa den bechain nazar betaab jigar hum sab ko gale se laga lein hum manmauji sehjaade dukhiyon ke rakh waale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale click here
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena click here
hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake tumne humein bhula diya hum na tumhen bhula sake tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun kis ki zubaan khulegi phir hum na agar suna sake raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin dil mein shikaayaten rahin lab na magar hila sake shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan kis ki majaal hai yahaan hum se nazar mila sake click here
la la la la la la la la la la la la laa hum na hum rahen tum na tum raho hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho dekhte hi tumhen meri aankhon mein kyun ye diye jhilmilaane lage tez kyun ho gayi dil ki ye dhadkanen kyun kadam dagmgaane lage tum mile to humein jaane kya ho gaya hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho madbhari chandni dil jalaane lagi udd rahi tan se chingaariyaan meri har saans ki jal uthi aaj yoon na kahin aag hai na dhuaan jaan ye le na le ye jalan dilruba hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho chaar din ko mili umr ye pyaar ki pyaar mein doob jaayen na kyun pyaas jo click here
hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum ko laage bahut dar haay haay bahut dar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho pa ke akeli jo chhedega saiyaan pa ke akeli jo chhedega saiyaan ghunghta utha ke marodega baiyaan jab vo bulayega kar ke ishaare haaye raam jab vo bulayega kar ke ishaare jaungi kaise palang par haye haye palang par ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho maine to sabki nazar se chhupa ke maine to sabki nazar se chhupa ke rakhi thi kori umariya bacha ke lut na jaaun kahin sasuraal ja ke haye raam lut na jaaun kahin sasuraal ja ke dil mera kaanpe thar thar haay haay re thar thar ho bhabi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hote hain ye mard sab ek jaise hote click here
hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hooo ho ho ho ho hoo hooo ho hooooo ek hai jaan do badan ek mehek do suman ek hai jaan do badan ek mehek do suman seeta hoon main raam tu radha hoon main shyaam tu ho oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai ek do janam kuchh nahin sadiyon ki ye baat hai hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum na rahenge hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega pyaar kaa aisa fasana rachenge yaad hamari zamana karega pyaar kaa aisa fasana rachenge yaad hamari zamana karega hum na rahenge suraj dhartee chanda jaisa apna naata hai sadiyon purana chalte chalte chahe yeh ruk jaye phir bhi rahega yeh rishta suhana aandhi ya tufaan aandhi ya tufaan chahe jo bhi aaye ye karavan hamara toh chalta rahega hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum naa rahenge janam maran kaa saath hamara har jeevan hum saath rahenge chamkenge kabhi ban ke sitare phool banke kabhi hum sab khilenge samay kaa sagar samay kaa sagar sookh bhi jaye preet kaa kamal khilta rahega hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum naa rahenge click here
jis ghar ke logon ko subah jhagadte dekha hai shaam huyi ke ghar wahi ujadte dekha hai are banti nahin hai baat jhagde se kabhi yaaro bante bante baat ko bigadte dekha hai are hum panchhi ek daal ke ek daal ke hum panchhi ek daal ke ek daal ke hoy sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haan sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke din ke jhagde din ko bhoolen ho din ke jhagde din ko bhoolen raat ko sapnon mein hum jhoolen dharti bichhaunaa neeli chadariyaa meethi neenden so len ji so len ji so len haan sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haha sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke click here
hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai chun chun ke shokh taaron ko ek aashiyaan banaana hai ek lagan hai ek hi masti ek jaise afsaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena tufaan rasta roke jhukne ka naam mat lena pyaar shamma hai hum dil wale usi ke hain parwaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge jis dil mein ghar banana hai us dil ko dhoond hi lenge hum albele aaj chale hain duniya nayi basane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane click here
khayaalon par mere chhaaye huye maaloom hote ho nahin aaye magar aaye huye maaloom hote ho aaa aaaa aaa aaaaa hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge tere rangeen husn par main ho ke paagal aaaaaa thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa tere rangeen husn par main ho ke paagal thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa haath na aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hogi ek din bekhabar teri jawaani aaaaaa zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa hogi ek din bekhabar teri jawaani zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa na mila saaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hongi tere bin jo sooni meri raatein aaaaaa khwaab mein tumse karunga dil ki baatein aaaaaaa hongi tere bin jo click here
hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane kahen naa dil ki baat sadaa chup rehna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane pyaar ke dushman ko hazaaron mein pehchaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane apnon se jab thes koi lag jaati hai apnon se jab thes koi lag jaati hai himmat apni aur bhi badh jaati hai ye mat bhulo aise hi deewanon ke pairon mein zanjeer bhi pad jaati hai deewane zanjeer se kya darna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane mujrim ko parda chhupa naa paayega mujrim ko parda chhupa naa paayega chingaari ke khel mein jal jaayega jalne waala aag bhi laga sakta hai phir to uska waar bhi chal jaayega hum to jiska waar usi pe dharna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane aapas mein takraana kaisa are aapas mein takraana kaisa gaao mil kar saath mere mere liye to ho tum donon jaise ye do haath mere aap ke kadmon ke jaisa duniyaa mein kahaan aaram koi duniyaa mein click here
hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi hum saath chalte jaayenge hum wo nahin hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho wafa ki aaisa ho sakta nahin hum toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar click here
hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum ladke jhagad ke bhi pyaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge gar saare saare din hum aa na sake gar saare saare din hum aa na sake wada karke bhi apna nibha na sake wada karke bhi apna nibha na sake saari sari raat tera intezaar karenge saari sari raat tera intezaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum laaj ke maare marr jayenge hum laaj ke maare marr jayenge par saamne tere na kabhi aayenge par saamne tere na kabhi aayenge luk chup ke tera deedar karenge luk chup ke tera deedar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar hum thodi thodi yunhi takraar click here
Hum Pyaar Kiye Jayenge click here
hum pyaar mein jalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi aadhi raah mein hi loot jaaye iss manzil kaa raahi iss manzil kaa raahi kaaton par chalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye ghum hi to hai pyaar ki daulat ye keh kar samjhaayen ye keh kar samjhaayen apna mann chhalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko click here
Hum Pyar Tumhe Karte Hai click here
hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain click here
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain click here
hum sabko nek raah chalaana mere allaah bandon ko burai se bachaana mere allaah allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna ek vakaya sunaati hoon main apni zubaani apne badon se maine suni hai ye kahaani rehta tha kisi shehar mein ek aisa bhi insaan jo naam ka muslim tha magar kaam ka shaitaan zaalim ko zor e baazu pe apne guroor tha yaani ke bekhudi mein khuda se wo door tha sab log use kehte the jallaad sitamgar masoom ki fariyaad ka us pe na tha asar jo waada usne kar liya wo kar ke dikhaya paison ke liye qatl kiye khoon bahaaya ek din wo behta khoon asar uspe kar gaya insaan zinda ho gaya shaitaan mar gaya allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna imaan jise kehte hain farmaan e khuda hai quraan ke har lafz mein uski hi sada hai allaah ne bakshi hai jo imaan ki daulat ye sabse badi cheez hai insaan ki daulat soye huye dilon ko jagaata hai ye imaan bhatke huyon ko raah dikhaata hai ye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Manmauji Raahi Mastaane Dagabaaz (1970) 03:39 38652
 
Poster of Dagabaaz (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Dilip Ray
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 38652   

Hum Matwaale Naujawaan Shararat (1959) 03:19 12010
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12010   

Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 04:44 32123
 
Poster of Nawab Sahib (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 32123   

Hum Mein Hi Thi Na Koi Baat Jagjit Singh & Chitra Singh 04:55 20218
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hafeez Jalandhari
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 20218   

Hum Na Hum Rahen Muqaddar Ka Faisla (1987) 07:01 39733
 
Poster of Muqaddar Ka Faisla (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:01   Song Number : 39733   

Hum Na Jaibe Balam Ghar Dwaar (1985) 05:40 20170
 
Poster of Ghar Dwaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Shoma Anand
Duration : 05:40   Song Number : 20170   

Hum Na Kabhi Honge Juda Phir Janam Lenge Hum (1977) 04:30 36945
 
Poster of Phir Janam Lenge Hum (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bhavana Bhatt, Adil Amen
Duration : 04:30   Song Number : 36945   

Hum Na Rahenge Tum Na Rahoge Jaan Haazir Hai (1975) 03:16 35971
 
Poster of Jaan Haazir Hai (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Jay Paarte
On Screen Actors- 
Prem Kishan, Natasha
Duration : 03:16   Song Number : 35971   

Hum Panchhi Ek Daal Ke Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957) 02:51 40324
 
Poster of Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:51   Song Number : 40324   

Hum Panchhi Mastane Dekh Kabira Roya (1957) 04:17 37517
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Anita Guha
Duration : 04:17   Song Number : 37517   

Hum Pe Dil Aaya To Bolo Do Ustad (1959) 04:44 20498
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 04:44   Song Number : 20498   

Hum Premi Prem Karna Parvarish (1977) 05:24 20543
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 05:24   Song Number : 20543   

Hum Pyaar Ka Sauda Karte Hain Zindagi (1964) 03:30 32165
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:30   Song Number : 32165   

Hum Pyaar Karenge Dhoon (1953) 02:58 32075
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 02:58   Song Number : 32075   

Hum Pyaar Kiye Jayenge Aaya Toofan (1964) 04:53 38542
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:53   Song Number : 38542   

Hum Pyaar Mein Jalne Waalon Ko Jailor (1958) 03:21 20544
 
Poster of Jailor (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:21   Song Number : 20544   

Hum Pyaar Tumhen Karte Hain Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:26 39317
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:26   Song Number : 39317   

Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 03:22 12652
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 12652   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Hum Sabko Nek Raah Dada (1978) 05:36 17178
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 05:36   Song Number : 17178