Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
tu hai to tedi medi raahen ulti pulti baaten seedhi lagti hai tu hai to jhute mute waade dushman ke iraade sachche lagte hain jo dil mein taare waare de jagaa wo tu hi hai tu hi hai jo rote rote de hansa tu hi hai wahi jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright saari duniyaa ik taraf hai ik taraf hain hum har khushi to door bhaage mil rahen hain ghum coz when you smile for me world seems alright ye meri zindagi pal mein hi khil jaaye jaane kyun jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jo dil mein taare waare de jagaa wo tu hi hai tu hi hai tu hi hai tu hi hai oooooo chhote chhote kuchh palon kaa dostaana ye jaane kyun ab lag raha hai jaana maana ye coz when you smile for me world seems alright ye saare pal yahin yunhi tham se jaayen jaane kyun jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to i''ll be alright jaane kyun dil jaantaa hai tu hai to
jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jab jab jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya tere naam ka hi sindoor bhara tere pyaar se hi singaar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai tujhse milne se pehle bhi teri soorat thi meri aankhon mein teri yaaden thi mere sapnon mein teri khushboo thi mere saanson mein shayad pehle bhi kahin humne ye pyaar ka tha iqraar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jeete jee yahaan sab pyaar karen hum mar ke bhi pyaar nibhayenge tujhse mil ke jeena seekha tere pyaar mein hum mar jaayenge tere saath jeeyen tere saath maren jeevan mein yahi har baar kiya jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa hmm hmm hai
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm iss zamaane mein iss muhabbat ne kitne dil tode kitne ghar phoonke jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain dil ke badle dard e dil liyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain tanhaai milti hai mehfil nahin milti raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milti dil tut jaataa hai naaqaam hotaa hai ulfat mein logon kaa yahi anjaam hotaa hai koi kyaa jaane kyun ye parvaane kyun machalte hain ghum mein jalte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain saawan mein aankhon ko kitanaa rulaati hai furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai ye zindagi yun hi barbaad hoti hai har waqt honthon pe koi fariyaad hoti hai naa davaaon kaa naam chaltaa hai naa duaaon se kaam chalataa hai zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain jaane kyun log muhabbat kiyaa
jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaaga jo dard dil mein bechain ho gaya dil hoooo tu hi dawaa hai dil ki aise mein pyaar se mil ye dillagi ban ke rahi dil ki lagi o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa tanha nahin katengi iss zindagi ki raahen manzil tab milengi baahon mein jab ho baahen jab tak rahen aa jaa sanam mil ke chalen o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa
jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun dheere dheeere saara jag ye begaana dil ka fasaana jaana anjaana sa lage hoooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun haan maana tha saaya apna jise usi ne seekhaya hai humen jalna kyun aise sheeshe ki tarah se toota hai aankhon mein hi mera sapna dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewane kaise theekane jaa lage hooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun inn baarishon mein aajaa bheege aye dil dekhe naa koi aansun jo hai behte haan
jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein ye kiss ki lagan manzil manzil har roz mujhe le jaati hai hai kis ki tamanna seene mein jo aas ke deep jalaati hai jo aas ke deep jalaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jharnon mein nahaati jal pariyaan kyun jaane mujhe lalchaati hai jungle ki kanwaari kaliyaan bhi hans hans ke qayamat dhaati hai hans hans ke qayamat dhaati hai hoooooo oooooo ooooo oooo ooo ooo ooooo jaane mera dil kise dhoondh raha hai inn hari bhari waadiyon mein kabhi naa kabhi to takraayega dil dil se inhin aabaadiyon mein jab dekhe bina madhosh hoon main dekhunga use to kya hoga kya noor bhari
hmm hmm hmm hmm mm jaane mujhe kya hua re kya hua re jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye haaye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye hoye hoye chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye teri baahon mein na aaun teri baahon mein na aaun kahin jal hi na jaaun mera dil bhi to maane na jo bhi dil mein lagaaye wahi dil ki bujhaaye meri jaan tu ye jaane na jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab se toone chhua re dil ki lagi aur badhi jaaye hayee chhoone se tera ye haal hai kaisa ye kamaal hai jaane kya hoga baahon mein jo aaye haaye na banaa tu bahaane na banaa tu bahaane kya milega o deewaane meri zulfon ko uljha ke wo kali to khilegi pyaar se jo milegi zara mil humse lehraa ke jaane mujhe kya oh ho ho ho jaane mujhe kya hua re jab
jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko soyi tamannaon mein hulchul si macha di kaun si duniyaa ye mujhe aaj dikha di soyi tamannaon mein hulchul si macha di kaun si duniyaa ye mujhe aaj dikha di ohhh garm huyi saans haraarat jo badha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di jaane mujhe tune ye kya cheez peela di pyaas to bhujhaayi nahin aag laga di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di hosh udd chuke hain kadam de chuke jawaab le ke kahaan aaye aap hain bade kharaab hosh udd chuke hain kadam de chuke jawaab le ke kahaan aaye aap hain bade kharaab husn ki masoom kali shokh bana di dekhiye sharaab ko sharaab pila di are aaj to logon ne qayaamat hi utha di dekhiye sharaab ko sharaab pila di
jaane naa jaane tu hi naa jaane main hoon pujaari tu meri devi maane naa maane aaya manaane prem bhikaari tu meri devi jaane naa jaane tu hi naa jaane main hoon pujaari tu meri devi jag ko bisaara karta hoon pooja jag ko bisaara karta hoon pooja mera sahaara koi naa dooja mera sahaara koi naa dooja mera sahaara koi naa dooja mera sahaara koi naa dooja praanon se pyaari tu meri devi main hoon pujaari tu meri devi jaane naa jaane tu hi naa jaane main hoon pujaari tu meri devi sach hi kaha hai sach hi kahunga sach hi kaha hai sach hi kahunga tera raha hoon tera rahunga tera raha hoon tera rahunga tera raha hoon tera rahunga tera raha hoon tera rahunga kanya kumaari tu meri devi main hoon pujaari tu meri devi jaane naa jaane tu hi naa jaane main hoon pujaari tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri devi tu meri deviiiii
jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa aa aaaa aaaa aaaa ahha ha ha oh ho ho ho aaha ha ha ha aaaa kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu haay oi hoy hoy hoye kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu khushboo mein doobi huyi saanson ka jaadu dil ko lubhaane waali baaton ka jaadu baaton ka jaadu haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa ho ho ho ho ho aa ha aa ha ha oho oho ho ho ha ho aah ha ha ha ha ha ha betaab dil hai mera madhosh aankhen haay oi hoy hoy hoye betaab dil hai mera madhosh aankhen karta hoon dil se apne teri hi baaten kaise guzaarun apni bechain raatein bechain raatein mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukra ke mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukraa ke jaan e
jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya jaane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya piya jab se hua tera mera milan mere jeewan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo piya jab se hua tera mera milan mere jeevan mein chamki khushi ki kiran ae ji oo din gujarne lage hain teri yaad mein aur satati hai raaton ko teri lagan ae ji oo udd gayi nainon se meri nindiya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil bhar diya apna banane wale tera shukriya ye sama aur ye mausam mehakta hua is mein hai rang jaalim tere husn ka aji ho haye ye sama aur ye mausam mehakta hua isme hai rang jaalim tere husn ka aji ho mujhe tune mohabbat sikhayi balam warna mere to jeewan mein kuchh bhi na tha ae ji oo teri adaaon ne mera dil le liya apna banane wale tera shukriya jane teri nazron ne kya kar diya jab tujhe dekhun mera dhadke jiya tune mohabbat se mera dil
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
Jane Wale Tera Khuda
hmmm lalalala lalalala lalalala laaaa hmm hmm na na na ruk jaana jaana na ruk jaana jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jalta hai ye badan chain kotarse ye man jalta hai ye badan chain ko tarse ye man jaise dil banke dhadakne laga hai saara mera tan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho haay bekraar hoon ho maanti main haar hoon ho tu shikaari hai mera ho main tera shikaar hoon aaj lage maar daalegi ye tanhaai mujhe haaye angdaayi mujhe aur ye raat yun dasti hai ke jaise koi naagan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain tune mere dil ko di kitni betabiyaan tune mere dil ko di kitni betabiyaan ho tu hai aisi naazni hai jo husn se hasin mujh ko tere ishq mein koi hosh hi nahin na dekh aisi
jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana ro rahe baabul ro rahi maayi ro rahi maayi is jag mein beti hai daulat paraayi daulat paraayi in bichhdon ko bisraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jaane kab milogi humse aao vida ho lein aao vida ho lein aao ek baar behna gale mil ke ro lein gale mil ke ro lein zindagi ka koi hai thikaana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jao ri suhagin tirath karne tirath karne pati sang jeene aur pati sang marne pati sang marne dukh mein kabhi bhi ghabraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana
jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai ek aansun jo ek katra hai ek aansun jo ek katra hai zindagi ko isi se khatra hain aadmi ko aadmi kooo aadmi ko yehi duboota hai jaane waalon ka ghum to hota hai raat dhalti hai din nikalta hai raat dhalti hai din nikalta hai waqt ke saath sab badalta hai yeh hua hai yeh hua hai yeh hua hai yehi to hota hai jaane waalon ka gham to hota hai aao ab aur kuchh karen baatein aao ab aur kuchh karen baatein phir kahan yun hansi jawan raatein aisi raaton aisi raaton aisi raaton kon sota hai jaane waalon ka ghum to hota hai jaane waalon ka ghum to hota hai umr bhar kon umr bhar kon umr bhar kon kis ko roota hai jaane waalon ka ghum to hota hai
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi
jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jisne sabko racha apne hi roop se uski pehchaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa iss anokhe jagat ki main taqdeer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon ek tasveer hoon iss jahaan ke liye dharti maa ke liye shiv ka vardaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mann ke andar chhipaaye milan ki lagan apne suraj se hoon ek bichhadi kiran apne suraj se hoon ek bichhadi kiran ek bichhadi kiran phir raha hoon bhatakta main yahan se wahan aur pareshaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mere paas aao chhodo ye saara bharam jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum hai tumhara bhi ghum dekhta hoon tumhein jaanta hoon tumhein laakh anjaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah
Jaane Woh Kaise Log The
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 04:04 20616
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 20616   

Jaane Kyun Dostana (2008) 04:33 16978
 
Poster of Dostana (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
John Abraham, Abhishek Bachchan
Duration : 04:33   Song Number : 16978   

Jaane Kyun Aisa Lagta Hai Shradhanjali (1981) 05:00 16322
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Rakhi
Duration : 05:00   Song Number : 16322   

Jaane Kyun Log Muhabbat Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:23 11851
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:23   Song Number : 11851   

Jaane Kyun Mujhe Ab Yun Lage Agreement (1980) 04:48 15178
 
Poster of Agreement (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:48   Song Number : 15178   

Jaane Kyun Tanhaa Ho Gaye Bhram (2008) 05:58 17588
 
Poster of Bhram (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Dino Morea
Duration : 05:58   Song Number : 17588   

Jaane Mera Dil Kise Dhoondh Raha Hai Laat Saheb (1967) 04:58 15186
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 15186   

Jaane Mujhe Kya Hua Re Janwar Aur Insaan (1972) 04:19 12058
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 12058   

Jaane Mujhe Tune Naina (1973) 05:15 13827
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padma Khanna, Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 13827   

Jaane Naa Jaane Tu Hi Naa Jaane Bhai Bahen (1969) 03:46 16419
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 16419   

Jaane Tammanna Kya Kar Daala C I D 909 (1967) 03:20 17975
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:20   Song Number : 17975   

Jaane Teri Nazron Ne Kya Grahasti (1963) 03:23 37773
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 37773   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jaane Waale Tera Khuda Palki (1967) 04:32 37920
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:32   Song Number : 37920   

Jaane Waale Zara Ruk Ja Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 05:58 39288
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shri Devi
Duration : 05:58   Song Number : 39288   

Jaane Waali Dulhan Naag Mani (1957) 03:06 37782
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 03:06   Song Number : 37782   

Jaane Waalon Ka Ghum Kali Ghata (1979) 05:11 13509
 
Poster of Kali Ghata (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 13509   

Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 07:22 32540
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 07:22   Song Number : 32540   

Jaane Walo Zaraa Mud Ke Dosti (1964) 04:51 20621
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:51   Song Number : 20621   

Jaane Wo Kaise Log The Jagjit Singh 06:21 38317
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:21   Song Number : 38317