Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaata hoon main mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi hooo oooo main tanhaayi ka raahi koi apna na begaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke hooooo oooo mera jeevan bhi kya hai adhura sa ik afsaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala hooooo oooo ab unn yaadon se keh do meri duniyaan mein na
Jaate Ho Jaane Jaana
jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aadhi hai raat abhi baaki hai baat abhi chhodo na saath abhi baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke thodi si chaah de do seene mein raah de do dil ko panaah de do baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai yuun na nihaal karo dil na behaal karo kuchh to kayaal karo
jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate mann jitna jeena chaahe tan utna hi marta jaaye insaan ki himaakat dekho umeed hi karta jaaye koi raah manzil ki kahin soojhe to batlaaye jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate rang aur sugandh ka jaadu sadiyon se chalta aaya insaan inhin mein dooba nadaan yehi bharmaaya ab kaun ye soche kya khoya aur kya paaya jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate vishwaas mein vaas hai vish ka aasha mein chhupi hai niraasha shabdon ke sang na behna hai chal se bhari har bhasha insaan ka dil bhi pathhar sa jaaye tarasha jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate
jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya ghum bhi wo shaayad baraaye meharbaani de gaya umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi sab hawaayen le gayaa mere samandar ki koi aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de gaya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya khair main pyaasa raha par usne itnaa to kiya meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa meri palkon ki qataaron ko wo paani de gayaa umr bhar dohraaunga aisi kahaani de gaya jaate jaate wo mujhe achchhi nishaani de
tose naina laage tose naina laage tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage shamaa ko pighalane ka armaan kyun hai patange ko jalne ka armaan kyun hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma aa aa aa aa aa aa aa aa aa pa dha ni dha pa ga re sa sa re ga ma pa pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma muhobbat jise baksh de zindgaani nahin
hoooo oooo oooo oooo hoooo oooo oooo oooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo o matlab ki hai ye duniya o matlab ki hai ye duniya kyaa apne kyaa paraaye koi na saath aaya koi na saath jaaye do din ki zindagi hai o do din ki zindagi hai kar le jo dil mein aaye ooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo oooooo oo ooooo oooo oooo oooo ye thaat baat tera ye aan baan teri ye thaat baat tera ye aan baan teri reh jaayegi yanhin par o reh jaayegi yanhin par ye saari shaan teri itni hi aye musaafir oo itni hi aye musaafir bas daastaan teri oooo jaayega jab yahaan se kuchh bhi na paas hoga do gaz qaffan ka tukda tera libaas hoga jaayega jab yahaan se hoooo ooooo ooo ooooo hoooo ooo ooooo
jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein maayusiyon ka maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein rooh mein ghum dil mein dhuwaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai unka bhi ghum hai unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai ik kashti sau toofaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye yeh taj mahal jo chaahat ki aankhon ka sunhera moti hai har raat jahan do roohon ki khamoshi zinda hoti hain is taj ke saaye mein aa kar tum geet wafaa ka dohraana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraaye tanhaai hai jaagi jaagi si maahol hai soya soya hua jaise ke tumhare khwaabon mein khud taj mahal ho khoya hua ho taj mahal ka khawab tumhi ye raaz na maine pehchana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye jo maut mohabbat mein aaye woh jaan se bad kar pyaari hai do pyaar bhare dil roshan hain woh raat bahut andhiyari hai tum raat ke iss andhiyare mein bus ek jhalak dikhla jana tum mujhse milne shamaa jala kar taj mahal mein aa jana jab aanchal raat ka lehraye aur saara aalam so jaaye tum
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri likhe to honge khat mujhko par daak mein na daale honge par daak mein na daale honge ke mujhko dikhane ke liye ke mujhko dikhane ke liye tune sab vo sambhale honge barson na mera khat pa ke tu thandi aanhen to bharta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri khayalon mein tu mujhko laa ke karta to hoga dil joi karta to hoga dil joi ye bhi to kabhi sochta hoga ye bhi to kabhi sochta hoga le jaye na mujhe aur koi kisi aur ki hone ke darr se tera dil bhi dhadakta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko tu bhi to mujhe milne ko din raat tadapta hoga jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri
raat ki raahen lambi faili baahen chapa chapa chupi har jagah jaagi jaagi soyi naa nighaahen kahin naa kahin to kahin pe raat ki raahen lambi faili baahen chapa chapa chupi har jagah jaagi jaagi soyi naa nighaahen kahin naa kahin to kahin pe koi nikla kahin se falak poochhe zameen se koi nikla kahin se jab andheraaa hota haiiii aadhi raaaat ke baaaad ek chooor nikalta hai kaali siiiii sadak pe ye aawaaaaaaz aati haiiiiiii chor chor chor chor chor chor chor chor shehron ki galiyon mein jab andheraaa hota haiiii jab andheraaa hotaa haiiiiiiiiii chandi si raaten ho chaahe kaali hone ko hai kuchh hone dooo jeevan yahi zindagi jo sahi woooo uuuuu wooo uuuu hoooo uuuuu wooo uuuuu wooo uuuu chandi si raaten ho chaahe kaali hone ko hai kuchh hone dooo jeevan yahi zindagi jo sahi woooo uuuuu wooo uuuu hoooo uuuuu wooo uuuuu wooo uuuu koi nikla kahin se falak poochhe zameen se koi nikla kahin se jab andheraaa hota haiiii aadhi raaaat ke baaaad ek chooor nikalta hai kaali
jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad log band kamron mein chain se jab sote hain log band kamron mein chain se jab sote hain yeh jaagta hai saari raat bhagta hai taale toote hote hain jab savera hota hai yaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron saath ghumti hai naagan raat jhoomti hai albela mastaana woh savera hota hain yaaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz
jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab dil toote to royen kyun jab dil toote to royen kyun hum gaaye kyu nahin hum naache kyu nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote apne jab begaane ban kar mehfil nayi sajaayen hum
jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye muddaten ho gayi sahar dekhe muddaten ho gayi sahar dekhe koi aahat koi khabar aaye koi aahat koi khabar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye chaand jitne bhi gum huye shab ke chaand jitne bhi gum huye shab ke sabke ilzaam mere sar aaye sabke ilzaam mere sar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye mujhko apna pata thikaana mile mujhko apna pata thikaana mile wo bhi ik baar mere ghar aaye wo bhi ik baar mere ghar aaye log kuchh doobte nazar aaye jab bhi aankhon mein ashq bhar aaye
jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad ab iraadon pe bharosa hai naa tauba pe yakeen mujhko le jaaye kahaan tashnaalabi shaam ke baad yun to har lammmha teri yaad kaa bhojhal guzraaaa dil ko mehsoooos huyi teri kami shaam ke baad yun to kuchh shaam se pehle bhi udaasi thi adeeee ab to kuchh aur badhi dil ki lagi shaam ke baad aur badh jaati hai afsoordaadili shaam ke baad jab bhi aatiiii hai teri yaaaad kabhi shaam ke baad
jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log yaad rehta hai kisse guzzre zamaane ka chalan yaad rehta hai kisse sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan ab mohabbat bhi hai kya ek tijaarat ke siva hum hi nadaan thei jo odhaa beeti yaadon ka kafan varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jaane wo kya log thei jinko wafa ka paas tha jaane wo kya log thei doosre ke dil pe kya guzzregi ye ehsaas tha ab hain pathar ke sanam jinko ehsaas na ghum wo zamaana ab kahaan jo ahle dil ko raas tha ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham marti hai mujhpe kudiyaan ye saari kuchh to hai baat mujh mein kasam se kya
hmmm hmmm hmmm hmmmm jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina paayen nahin mann banjaara kahin bhi ye chaina re chaina kahin bhi ye chaina mere mann ki pyaas adhuri mujhe bhatkaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye jab bhi koi kangna bole kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye chanda ko chakor nihare issi mein sukh paaye re paaye issi mein sukh paaye jeevan se ye ras ka bandhan toda nahin jaaye jab bhi koi kangna bole
jab bhi maikhaane se pee kar hum chaleee saath le kar saikdon aalam chale jab bhi maikhaane se pee kar hum chaleee saath le kar saikdon aalam chale saath le kar saikdon aalam chaleee thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein thak gaye the zindagi ki raah mein ho ke maikhaane se taaza dam chale ho ke maikhaane se taaza dam chaleee baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo baad muddat ke mile hain aaj wo gardish e daurang zara madhdham chale gardish e daurang zara madhdham chaleee jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye jitne ghum zaalim zamaane ne diye dafan kar ke maikade mein hum chale dafan kar ke maikade mein hum chaleee peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya peene waalon mausamon ki qaid kya aaj to ik daur bemausam chale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaata Hoon Main Daadi Maa (1966) 04:26 13012
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kashi Nath
Duration : 04:26   Song Number : 13012   

Jaate Ho Jaane Jaana Parvarish (1977) 05:39 40048
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 40048   

Jaate Ho To Jaao Par Milap (1955) 02:58 32257
 
Poster of Milap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 02:58   Song Number : 32257   

Jaate Hue Ye Pal Chhin Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 05:14 20623
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 05:14   Song Number : 20623   

Jaate Jaate Wo Mujhe Jagjit Singh 06:40 39829
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 39829   

Jaaveda Zindagi (Tose Naina Laage) Anwar (2007) 08:24 15078
 
Poster of Anwar (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Music Director- 
Mithoon, Pankaj Awasthi
Singer- 
Shilpa Rao, Kshitij
On Screen Actors- 
Siddharth Koirala, Nauheed Cyrusi
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:24   Song Number : 15078   

Jaayega Jab Yahaan Se Moti Mahal (1952) 03:26 38304
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:26   Song Number : 38304   

Jaayen To Jaayen (Male) Taxi Driver (1954) 03:51 14330
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 14330   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Jab Aanchal Raat Ka Lehraye Rajendra Mehta & Nina Mehta 04:45 18311
 
Poster of Rajendra Mehta & Nina Mehta
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nina, Rajendra Mehta
Duration : 04:45   Song Number : 18311   

Jab Aati Hogi Yaad Meri Phaansi (1978) 04:55 19124
 
Poster of Phaansi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit
Duration : 04:55   Song Number : 19124   

Jab Andhera Hota Hai Acid Factory (2009) 06:46 11605
 
Poster of Acid Factory (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Shellee
Music Director- 
Gourav Dasgupta
On Screen Actors- 
Fardeen Khan
Duration : 06:46   Song Number : 11605   

Jab Andhera Hota Hai Raja Rani (1973) 05:50 14047
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:50   Song Number : 14047   

Jab Apne Ho Jaayen Souten (1983) 04:48 14281
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:48   Song Number : 14281   

Jab Bhi Aankhon Mein Ghulam Ali 05:44 19744
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:44   Song Number : 19744   

Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi (Lovingly Yours) Jagjit Singh 04:52 15997
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 15997   

Jab Bhi Jee Chahe Daag (1973) 04:05 20625
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:05   Song Number : 20625   

Jab Bhi Koi Haseena Hera Pheri (2000) 06:42 20626
 
Poster of Hera Pheri (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Paresh Rawal, Sunil Shetty
Duration : 06:42   Song Number : 20626   

Jab Bhi Koi Kangna Bole Shaukeen (1982) 04:02 18201
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 18201   

Jab Bhi Maikhaane Se Pee Kar Mehdi Hassan 07:56 18824
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:56   Song Number : 18824