Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Abbo Neredu Pallu
ABC
a b c d a b c d hello come on i will teach you a b c d a b c d a b c d chettan kedi aniyanu pedi adi idi pidi a b c d chettan kedi aniyanu pedi adi idi pidi adi idi pidii aavo bacho aavonaa are main sikhaaun ninakk hindi maalum thoda thodaa maalum ninakk hindi maalum thoda thodaa maalum nammude bhaashem hindim chernnaal thenum nalla paalum aahaaa he hee oh ho ho ho lalala lalala lalala la la la la a b c d chettan kedi aniyanu pedi adi idi pidi ey adi idi pidii pyaare bacho aavo naa aree sunonaa o mera pyaara bachchaa aaj din hai achchha o mera pyaara bachchaa aaj din hai achchha nammude bhaaratha desham samastha sundar desam aahaaa he hee oh ho ho ho lalala lalala lalala la la la la a b c d chettan kedi aniyanu pedi adi idi pidi ey adi idi pidii unnaan ration choru koottaano saambaaru unnaan ration choru koottaano saambaaru nellikka achaaru saappaadinnu boru ohoo he hee ae he ho ho lalala lalala lalala la la la la a b c d chettan kedi aniyanu pedi adi idi pidi ey
Abcs With Baby Animals
hey hey abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you chhutiyon ke ye din hai suhaane saathi tera yun saath rahe bachhon ke sang bachhe phir ban jaaye mauj mein jhoome zara masti karen ban ke baadal ban ke panchhi udte rahen abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you hey hey aaaa haaa apne gaanv ki galiyon mein chalen hum bachpan ki yaadon mein khoya hai mann baahen thaame teen bhaayiyon ki thumkegi phir se unki behan saawan ke jhoolon se baabul ke aangan se hoga milan abcdefghi jklm nopqrstuvwx hoo hoo hoo i love you thandi thandi ye hawaayen humko chupke chupke kya kehti suno manzil hai kareeb ab humaare bole ghataayen khushiyaan chuno nazren chura ke dil mein chhupa ke sapne buno abcdefghi jklm nopqrst uvwx y z i love you abcdefghi nopqrstuv y z i love you i love you
abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee chhodo naa hmmm gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji aah gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji iske aage pyaar hai pyaar to bekaar hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai baad mein phir shaadi hai shaadi mein barbaadi hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee banoge pujaari tum mujhe devi jaanoge beete jahaan do din to daasi
abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye bikhri si zulfein ye faila sa kajal ye bheega sa gajra ye simta sa aanchal tere haal se log pehchan lenge tujhe dekh kar sab mujhe jaan lenge mujhe jaan lenge abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani ye behke kadam ladkhadaati jawani hai betaab dil aur mohabbat diwani safak jaise gaalon pe ubhari huyi hai mere honth ki ek mehakti nishani tere jism se udti meri ye khushboo suna degi har ek ko sari kahaani na ban jaye apna milan ek fasana milan ek fasana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana abhi ghar na jaana jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi jo puchhega koi toh tum kya kahogi sawalon ki bouchhar mein chup rahogi pareshaan ghabrayi si khamoshi mein jawaabon ki manzil bahut dur hogi buzurgon ki annkhen uda degi rangat saheli ke
dulhan khubsoorat hai dulhan khubsoorat hai kitna haseen mahurat hai sehre ki zarurat hai dulha mujhe banaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain dulhan khubsoorat hai kitna haseen mahurat hai sehre ki zarurat hai dulha mujhe banaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain baje hain gyaarah nahin baje hain ek bujurg ne kaha tha beta jeena chaahe marna gyaarah bajne se pehle koi achchhaa kaam naa karna anguthi pehnaao pehnaao ji pehnaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain gyaarah ke number mein hote hain dekho do ikke ek hoon main ek hai tu aa mil jaayen donon dil de ke mandap mein le jaao le jaao ji le jaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje hain abhi gyaarah nahin baje hain waqt se pehle chale jo manzil se wo nikle aage waqt ke baad jo nikle samjho subah der se jaage ghadi se ghadi milaao milaao ji milaao yaaro aao lekin thehro abhi gyaarah nahin baje
abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pehle seekho dil lagaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana bahot haseen ho thehro shabaab aane do shareer aankhon mein sharm o hizaab aane do tumhare saamne phir beshumaar dil honge dil honge jahaan bhi jaaogi sadke hazaar dil honge aane waala hai haaaan aane waala hai ab aisa qaatil zamaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana gunaah thehrega sab se nazar milaana bhi banega jurm kisi din ye muskurana bhi kabhi jo dil ki kasak dard ban ke ubhregi ubhregi tadap tadap ke shab e intezaar guzregi koi poochhega haaaaan koi poochhega jab kya karogi bahaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pehle seekho dil lagaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana
abhi kya sunoge suna to hansoge ke hai geet adhura taraana adhura ke hai geet adhura taraana adhura jo tum chup rahoge jo kuchh na kahoge rahega sada ye fasaana adhura ke hai geet adhura taraana adhura zamaane se jo maine seekha nahin kuchh bhi wo mere kaam ka sikha do jo tum meet mere mujhe nagma ik apne naam ka saje subah chehra khile shaam ka abhi kya sunoge suna to hansoge ke hai geet adhura taraana adhura ke hai geet adhura taraana adhura kareeb aake bhi door rehna tumhi jaano hai iss mein raaz kya jo kuchh hai to hai naaz ghum par karun dil par main apne naaz kya sada meri kya hai mera saaz kya abhi kya sunoge suna to hansoge ke hai geet adhura taraana adhura ke hai geet adhura taraana adhura kisi ka na ho kispe saaya mujhe aise din aisi raat do main manzil to khud dhoond lungi mere haathon mein apna haath do kadam do kadam tum mera saath do abhi kya sunoge suna to hansoge ke hai geet adhura taraana adhura ke hai geet adhura taraana adhura
abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi jagi dhadkan nayi jaana zinda hoon main to abhi kuchh aisi lagan iss lamhe mein hai yeh lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa hoo abhi mujh mein kahin baaki thodi si hai zindagi hoo dhoop mein jalte huye tann ko chhaya ped ki mil gayi roothe bachche ki hansi jaise phuslane se phir khil gayi kuchh aisa hi ab mehsoos dil ko ho raha hai barson ke puraane zakham pe marham laga sa hai kuchh aisa reham iss lamhe mein hai ye lamha kahaan tha mera ab hai saamne isse chhoo loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa khushiyaan choom loon yaa ro loon zara marr jaaun ya jee loon zaraa dor se tooti patang jaisi thi yeh zindagaani meri aaj hoon kal ho mera na ho har din thi kahaani meri ek bandhan naya peechhe se ab mujhko bulaye aane wale kal ki kyun fikar mujhko sataa jaaye ik aisi chubhan iss lamhe mein hai yeh lamha
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmmm abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi kayi baar marna hoga abhi to ehsaas jee rahe hain abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge kahni to anjaam ke siron se ye justjoo ke sire milenge abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro
aate ho sataane ko jaate ho rulaane ko iss aane ko kya kahiye iss jaane ko kya kahiye abhi naa phero nazar zindagi sawaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar kareeb aa ke zara kismat jagaa lene do kareeb aa ke zara kismat jagaa lene do chamakte rukh se koi jalwa churaa lene do ke hum bhi pyaar ke din jhoom ke guzaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar tere deewaane teri ulfat liye baithe hain tere deewaane teri ulfat liye baithe hain taraste dil mein ye hi hasrat liye baithe hain ke apna keh ke kabhi aap ko pukaar to len ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar to len abhi naa phero nazar zindagi sawaar to len abhi naa phero nazar
abhi nahin aana sajnaa abhi nahin aana sajnaa mohe thoda marne de intezaar karne de abhi nahin aanaaaa bhejiyo sandesaa aap nahin aanaa thode door reh ke mohe tarsaana kabhi to main chaahun saari saari raat jagna abhi nahin aana sajnaa abhi nahin aana sajnaa mohe thoda marne de intezaar karne de abhi nahin aanaaaa ruk ruk aanaa dheere dheere chalna bhulna dagariyaa raaste badalnaa nahin abhi mohe garwaa nahin hai lagna abhi nahin aana sajnaa abhi nahin aana hoooo abhi naa jagaao bane raho sapna abhi san mukhna laao mukh apna abhi to main chaahun aas lagaaye rakhna abhi nahin aana sajnaa abhi nahin aana sajnaa mohe thoda marne de intezaar karne de abhi nahin aana sajnaa abhi nahin aana sajnaa mohe thoda marne de intezaar karne de abhi nahin aana re abhi nahin aanaaaa abhi nahin aana aana re abhi nahin aana aana re nahin nahin aana nahin nahin aana abhi nahin aanaaaa
hmmm abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai abhi to haath mein jaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare jeene se pehle kaun mare fikr subah ki kaun kare ghum ki raat se kaun dare abhi suhaani shaam hai hmm abhi suhaani shaam hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara thaka hua tha main zara zara sa sach mein jhooth bhara utha ke botal ghunt bhara to ab zara aaram hai hmm to ab zara aaram hai tauba kitna kaam hai kabhi mili fursat to bhai dekha jaayegaa are duniyaa ke baare mein aaah socha jaayega abhi to haath mein jaam hai kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo kisi ki naa parwaah karo kabhi naa yaaron aah karo karo agar tauba karo yahi mera paigaam
abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom hey abhi to hum huye jawan ye kitabon mein hum padh chuke hain jaani uthi lahar aur chadi jawani hoti hai deewaani hu uuu ye kitabon mein hum padh chuke hain jaani uthi lahar aur chadi jawani hoti hai deewaani hey abhi to hum huye jawan duniyan abhi dekhi kahan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom kyun na behken zara mil ke hum bechaare ye shama kisi ke bawa ke jaagir to nahin pyaare hu hu hu hu kyun na behken zara mil ke hum bechaare ye shama kisi ke bawa ke jaagir to nahin pyaare hey abhi to hum huye jawaan duniyaaa abhi dekhi kahaan chal sadkon mein jhoom zara duniyaa to ghoom jigi jigi jigi nak jigi jigi jigi nak chal sadkon mein jhoom
khushiyon ke din manaye ja dil ke tarane gaye ja tujh ko jawani ki qasam dil ki lagi bujhaye ja duniya meri bassaye ja aaja piya aaja piya abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon zahid yun hi badnaam hai ghum se tujhe kya kaam hai yeh muskurati zindagi zinda dili ka naam hai dil dil se muskuraye ja kuchh gaye ja balkhaye ja abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon
abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon hawaa bhi khushgawaar hai gulon peh bhi nikhaar hai tarannumen hazaar hai bahaar e pur bahaar hai kahaan chalaa hai saaqiyaa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa are ye dekhta hai kyaa uthaa subuu subuu uthaa subuu uthaa ke pyalaa bhar pyalaa bhar ke de idhar chaman ki simt kar nazar samaan to dekh bekhabar woh kaali kaali badliyaan woh kaali kaali badliyaan ufaq pe ho gayi ayaan woh ik hajum e maikashaan hai su e maikadaah ravaan ye kyaa gumaan hai badgumaan samajh naa mujh ko naatavaan khayaal e zuhad abhi kahaan abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon ibaadaton kaa zikr hai nijaat ki bhi fikr hai junoon hai sawaab kaa khayaal hai azaab kaa magar suno to shekh ji ajeeb shai hain aap bhi bhalaa shabaab o aashiqui alag huye bhi hain kabhi haseen jalwaah raiz hon adaaen fitanaah khaiz hon havaaen itr baiz hon to shauq
bhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen mujhe sone nahin deti tumhari adhkhuli aankhen zara thahro mujhe bhi neend aa jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi kahin behka naa de mujhko yeh angdayi yeh tanhayi yeh tanhayi mohabbat mein badal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana haseen ho tum tumhen kya ghum tumhen to neend pyari hai haseen ho tum tumhen kya ghum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abbo Neredu Pallu Sommokadidhi Sokokadidhi (1979) 04:42 39077
 
Poster of Sommokadidhi Sokokadidhi (1979)
 
Category
Telugu
Year- 
1979
Music Director- 
Rajan Nagendra
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Jayasudha
Duration : 04:42   Song Number : 39077   

ABC Nursery Rhymes (English) 03:28 39513
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 03:28   Song Number : 39513   

ABCD Chettan Kedi Ayodhya (1975) 03:45 40113
 
Poster of Ayodhya (1975)
 
Category
Malayalam
Year- 
1975
Lyricist
P Bhaskaran
Music Director- 
G Devarajan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Prem Nazir
Duration : 03:45   Song Number : 40113   

Abcd With Baby Animals Nursery Rhymes (English) 01:26 39591
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 01:26   Song Number : 39591   

Abcdefg I Love You Hum Saath Saath Hain (1999) 04:30 11880
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mitali Shashank
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 04:30   Song Number : 11880   

Abhi Abhi Thi Dushmani Zakhmee (1975) 05:34 14443
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:34   Song Number : 14443   

Abhi Ghar Na Jana Pankaj Udhas 10:28 19207
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:28   Song Number : 19207   

Abhi gyaarah Nahin baje hain Phandebaaz (1978) 04:05 13951
 
Poster of Phandebaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:05   Song Number : 13951   

Abhi Kamsin Ho Nadaan Ho Aaya Toofan (1964) 03:27 16068
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manohar Deepak
Duration : 03:27   Song Number : 16068   

Abhi Kya Sunoge Satyakam (1969) 03:43 14160
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Dharmendra
Duration : 03:43   Song Number : 14160   

Abhi Mujh Mein Kahin Agneepath (2012) 06:01 17054
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:01   Song Number : 17054   

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Abhi Na Parda Giraao Hemant Kumar 03:20 19746
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 19746   

Abhi Naa Phero Nazar Biradari (1966) 03:33 15560
 
Poster of Biradari (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 15560   

Abhi Nahin Aana Sona Mohapatra 05:54 16916
 
Poster of Sona Mohapatra
 
Category
Indipop
Lyricist
Munna Dhiman
Music Director- 
Ram Sampat
Singer- 
Sona Mohapatra
Duration : 05:54   Song Number : 16916   

Abhi To Hath Mein Jaam Seeta Aur Geeta (1972) 05:30 14189
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:30   Song Number : 14189   

Abhi To Hum Huye Bulundi (1980) 04:01 32761
 
Poster of Bulundi (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Others
Duration : 04:01   Song Number : 32761   

Abhi To Main Jawaan Hoon Afsana (1951) 01:49 38292
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Gafil Harnalvi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Cuckoo
Duration : 01:49   Song Number : 38292   

Abhi To Main Jawaan Hoon Malika Pukhraj 07:23 15963
 
Poster of Malika Pukhraj
 
Category
Ghazal
Singer- 
Malika Pukhraj
Duration : 07:23   Song Number : 15963   

Abhi To Raat Baaki Hai Bandish (1969) 05:16 37377
 
Poster of Bandish (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Akamal Hydrabadi
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sonia Sahni, Shailendra
Duration : 05:16   Song Number : 37377