Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila bada haseen mere dil ka raazdaar mila main khushnaseeb hoon kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho ke jaise saare zamaane se ikhtiyaar mila main khushnaseeb hoon kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade meri wafaa ka sila mujhko shaandar mila main khushnaseeb hoon mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon
main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin koi nahin koi nahin ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin koi nahin koi nahin tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin koi nahin koi nahin aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa main kise apna kahoon aaj mera koi nahin tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin
main kisko sunaun ghum ki kahaani main kisko sunaun ghum ki kahaani saare sahaare chhoot gaye chhoot gaye ab haaye mukaddar kaisa sitam hai ab haaye mukaddar kaisa sitam hai saathi hamaare chhoot gaye chhoot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani afsos ke ghum ki duniya mein aansu bhi hamaare ho na sake ho na sake taaron ki tarah palkon pe meri taaron ki tarah palkon pe meri chamke kaanpe aur toot gaye toot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani ae darde mohabbat tu hi bata kis tarah chalen ab manzil tak manzil tak hum jin ka sahaara le le kar hum jin ka sahaara le le kar chalte the wo chhale phoot gaye phoot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani kis tarah bahaaren raas aati kismat ko hi jab manzoor na tha manzoor na tha kuchh ghum ki hawa ke jhonke chale kuchh ghum ki hawa ke jhonke chale dil ki bahaaren loot gaye loot gaye ab kisko sunaun ghum ki kahaani
main kismat ka maara bhagvan main kismat ka maara jag mein bhatak bhatak ke haara jag mein bhatak bhatak ke haara bhagvan main kismat ka maara bhagvan main kismat ka maaraa kismat ke jab phool tu baante kismat ke jab phool tu baante jholi mein meri bhar diye kaante jholi mein meri bhar diye kaante in kaanton ko chunte chunte in kaanton ko chunte chunte guzara jeevan saaraa bhagvan main kismat ka maaraa jag mein bhatak bhatak ke haara bhagvan main kismat ka maara beeti umariya jalte jalte beeti umariya jalte jalte jalte angaaron pe chal ke jalte angaaron pe chal ke maut ki manzil mil jaaye to maut ki manzil mil jaaye to ho jaaye chhutkaara ho jaaye chhutkaara bhagvan main kismat ka maara bhagvan main kismat ka maara
main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo tumko bulaaon ye palken bichhaun kadam tum jahaan jahaan rakho zamin ko aasmaan banaaon sitaaron se sajaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main titliyon ke pichhe bhaagun main jugnuon ke pichhe jaaun ye rang hai wo roshani hai tumhaare paas dono laaun jitni khushbooyein baagh mein mile haa jitni khushbooyein baagh mein mile main laaon wahaan pe ke tum ho jahaan jahaan pe ek pal bhi theharun main gulsitaan banaaun agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo agar kaho to main sunaaun tumhein haseen kahaaniyaa sunogi kya meri zabaani tum ik pari ki daastaan yaa main karoon tum se bayaan haan yaa main karoon tum se bayaan ke raaja se raani mili thi kahaan kahaaniyon ke nagar mein
uiiii main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya hurrrrrrrrrr pehle dil ka khel kheli ab pukaare padi akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha humra kaajal humra teeka jiyara jaaye kaahe kisi ka dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de zehar tera main utaarun mujhe chadhe to kise pukaarun dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya dekho kaise jal raha mera gora ang hai gori tere nakhre ka ye bhi naya rang hai dekho kaise
khaabon ki dehlizen kadmon ko ab mere hai chumti haaaa haaaa haaa pehle tha main peechhe ye duniyaa ab peechhe hai ghumti haaaa haaaa haaa main kya hoon main kya ye batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen hooooo ab saari raahen khole baahen peechhe aaye mere manzilen ab jaaun jahaan lage wahaan mere hone se hain mehfilen main jeene ka andaaz jaanun main khushiyon ka har raaz jaanun main jaanun jahaan ko batlaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun main khud se hi waade nibhaaun main wo hoon jo chaahun wo paaun ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hoooooo ab jaana maine jeena kya hai kya hai poora hona khaab ka ab dekhun naa wo sochun naa wo jo bhi yahaan naa ho khaab sa hai shaamon mein ab to savere hai haathon
dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin hmmm dil ye mera bas mein nahin pehle kabhi aisa hota tha nahin tu hi bata iss dil ka main ab kya karoon kehne pe chalta nahin kuchh dino se meri bhi sunta nahin tu hi bataa iss dil ka main uff ab main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon karta aawargi iss pe to dhun chadi hai pyaar ki jane gum hai kahan baton mein hai pada bekar ki karta hai aawargi ispe to dhun chadi hai pyaar ki naa jaane gum hai kahaan baaton mein hai pada bekaar ki ulti ye baat hai aise halaat hain galti karen ye main bharun uff dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon iss dil ka kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya karoon main kya
hmm hey hey hey hey hey hey hey dil hai aisa raahi jisne manzil ko hi nahin jaana dil hai aisa raahi jisne manzil ko hi nahin jaana tanha tanha ghoom raha hai kabse ye deewana main kya karoon kya karoon main kya karoon kya karoon dil hai aisa raahi jisne manzil ko hi nahin jaana tanha tanha ghoom raha hai kabse ye deewana main kya karoon kya karoon main kya karoon kya karoon hairani mein hoon kaise main kahun kya ghum hai mujhe kya kho gaya sab to hai wahi phir hai kya kami aye dil ye tujhe kya ho gaya main kya karoon kya karoon main kya karoon kya karoon dil hai aisa raahi jisne manzil ko hi nahin jaana tanha tanha ghoom raha hai kabse ye deewana main kya karoon kya karoon main kya karoon kya karoon maine kya kiya din mein so gaya ab jaaga hoon main to raat hai koi saath tha jab wo ja chuka yaad aayi mujhe ik baat hai main kya karoon kya karoon main kya karoon kya karoon dil hai aisa raahi jisne manzil ko hi nahin jaana tanha tanha ghoom raha hai kabse ye deewana
main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai ik ek athah saagar sa hai ik ek athah saagar sa hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse jab nain mile nainon ne kaha nainon ne kaha jab nain mile nainon ne kaha ab nain basenge nainon mein main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai
main kyun naa nachoon aaj kaho ji mera jeeya lehraaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji mera jeeya lehraaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaj khoob jhoomungi main koi nahin roke koi nahin roke anhonee baat dekho rahi aaj hoke rahi aaj hoke ek door ke rehne waale ne lo ek door ke rehne waale ne lo mujhko aaj apnaaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaa aaaaa meri zindgaani kar di jisne suhaani jisne suhaani meri sabha mein wo baithe badi meharbaani badi meharbaani lo baat meri ban gayi suno ji lo baat meri ban gayi suno ji maine kisi ko paaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaaa aaaaaaa ab to yahaan roz hongi pyaari mulaqaatein pyaari mulaqaatein kisi ke sang hongi meri meethi meethi baatein meethi meethi baatein ek pardesi ne suno achanak ek pardesi ne suno achanak mujhpe
oo ho ho ho ho ho main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana are pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana tum jaise dekhe hain maine bade saiyaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi are mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi bhool na paaogi tum main aaunga yaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga are inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga ab karti ho
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon
man ki baat bataaun main man ki baat bataaun kya kya baat uthat man more kya kya baat uthat man more sab keh kar samjhaaun main man ki baat bataaun phool banun phool banun phoolan ang mehakun bansi bankar gaaun param puneet prabhaat banun main jaagun aur jagaaun nipat suhaani dhoop banun main jaagun aur jagaaun main man ki baat bataaun jaag banun aakaash sajaaun taare roz jalaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun sookha pyaasa khet banun main sookha pyaasa khet banun main pal pal tujhe bulaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun aasha ka sapna bankar aasha ka sapna bankar man toote jod dikhaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun
hoshiyaar are khabar daar mere ko mat rokna main ja raha hoon are koi taan tabla de oi naal seth ji main jaa raha hoon main marne chala hoon are ab rokne se kya faayda jab chidiyaan chug gai khet main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir ae husn teri khatir ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan majnu ki kasam raanjhe ki kasam mirza ki kasam are mere mama ji ki kasam dada ji ki kasam kaka ji ki kasam are padam ji ki kasam main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon atka hua armaan dil e masoom se nikle atka hua armaan dil e masoom se nikle ashiq ka janaaza hai badi dhoom se
main na hindu na musalmaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do koi ehsaan na karo mujh pe to ehsaan hoga koi ehsaan na karo mujh pe to ehsaan hoga sirf itna karo ehsaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do sabke dukh dard ko bas apna samajh kar jeena sabke dukh dard ko bas apna samajh kar jeena bas yahi hai mera armaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do log hote hain jo hairaan mere jeene se log hote hain jo hairaan mere jeene se log hote rahen hairaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do dosti hai mera imaan mujhe jeene do main na hindu na musalmaan mujhe jeene do mujhe jeene
ho main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal dil waalo ho main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo kaahe pe aye eee eeee jhule ho are bemausam hmm hmm hmm hmm phoole ho aaye ho kya kuchh pee ke kyun tumko suroor itna hai raam hi jaane tumko kaahe pe guroor itna hai main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo ho hansegi meri paayal dil waalo dil ke ho hooo oooo sunn kaale are bante ho hooo oooo dil waale door se dekho mujhko yaa sang mere ab jhumon baitho meri raahon mein yaa mere kadam ko chumon main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
aaaa main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo bhor bhayo gayyan ke paachhe bhor bhayo gayyan ke paachhe madhuban mohe pathayo madhuban mohe pathayo chaar prahar bansi bat bhatkyo chaar prahar bansi bat bhatkyo saanjh pare ghar aayo maiya mori main nahin makhan khayo main baalak bahiyan ko chhoto main baalak bahiyan ko chhoto chheenko kahin bidhi paayo chheenko kahin bidhi paayo gwaal baal sab bair pare hain gwaal baal sab bair pare hain barbas mukh liptaayo maiya mori main nahin makhan khayo ye le apni lakuti kamaliyaan ye le apni lakuti kamaliyan bahut hi naach nachaayo bahut hi naach nachaayo soordaas tab binhsi yasoda soordaas tab binhsi yasoda le urr kanth lagaayo maiya mori main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Khushnaseeb Hoon Tower House (1962) 03:29 14353
 
Poster of Tower House (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Duration : 03:29   Song Number : 14353   

Main Kise Apna Kahoon Ek Thi Reeta (1971) 04:37 20858
 
Poster of Ek Thi Reeta (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Tanuja, Vinod Mehra
Duration : 04:37   Song Number : 20858   

Main Kisko Sunaun Ghum Maang (1950) 03:15 40373
 
Poster of Maang (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Sagar Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
G M Durrani
Duration : 03:15   Song Number : 40373   

Main Kismat Ka Maara Tadbir (1945) 02:49 19209
 
Poster of Tadbir (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Lal Mohammad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 02:49   Song Number : 19209   

Main Koi Aisa Geet Gaaon Yes Boss (1997) 05:00 18743
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:00   Song Number : 18743   

Main Kunwari Albeli Babu (1985) 05:39 39219
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 39219   

Main Kya Hoon Love Aaj Kal (2009) 05:48 11174
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 05:48   Song Number : 11174   

Main Kya Karoon Barfi! (2012) 04:28 17074
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Ashish Pandit
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 17074   

Main Kya Karoon Dillagi (1999) 04:59 37799
 
Poster of Dillagi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Bobby Deol
Duration : 04:59   Song Number : 37799   

Main Kyaa Jaanoo Zindagi (1940) 03:12 11229
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11229   

Main Kyun Naa Nachoon Paigham (1959) 03:59 37659
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pardeep
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:59   Song Number : 37659   

Main Laila Ka Majnu Azaad (1978) 06:11 18436
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 06:11   Song Number : 18436   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Main Man Ki Baat Bataaun Dharti Mata (1938) 03:25 40699
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pandit Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 40699   

Main Marne Chala Hoon Gunahon Ka Devta (1967) 05:57 39423
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:57   Song Number : 39423   

Main Na Hindu Na Musalmaan Jagjit Singh 05:16 38214
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shahid Kabir
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38214   

Main Na Milungi Pyar Ka Mausam (1969) 03:37 14009
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:37   Song Number : 14009   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Nahin Makhan Khayo Lata Mangeshkar 03:33 19105
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Bhajan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:33   Song Number : 19105