MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFarooq-Qaiser
HomeFarooq-Qaiser
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana baajegi mori payal jiya jo hoga ghayal karungi kya bahana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun na hoye badnami karo ye meharbani banao na deewana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona main wari jaaun dil se mila hai mushkil se tu sathi mastana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi ye aankhen pyaari pyaari na jage ratiya saari wo din na click here
aaaa aaoo sambhal ke baitho zara chhaon mein bahaaron ki aaaa aaaa aaaa kahin nazar na lage tumko chaand taaron ki chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo hoooo is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo ye to sarkaar mere pyaar ki ruswaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se kis liye chaand se chehre pe ghata chhayi hai pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai hoooooo pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai saari duniya se niraala mera saudaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai click here
dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam ho gaya mushkil chhupaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi bhool baitha jagmagaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana kal talak hum phir rahe the thokren khate huye kal talak hum phir rahe the thokren khate huye mil gaya dil ko thikaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana click here
kha kar tune paan oye hoye kha kar haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye rabba teri shaan oye hoye rabba haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan honthon ko laali chume maathe pe lat ye jhumein bijli giri giri bijli giri giri hosh rahenge ud ke dekho na humko mud ke sajna ghadi ghadi sajna ghadi ghadi oye hoye oye hoye kurta jaalidaar pajaama uspe chudidaar tere main sadke jawan haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan din raat akhiyana miche sajna main tere peechhe phirungi gali gali phirungi gali gali tera badan gora main bhi jawaan chhora duniya jali jali duniya jali jali oye hoye oye hoye baiyaan meri thaam bala se ho jaaun badnaam tere main sadke jawan haaye kha kar tune paan click here
o matwaare saajna o matwaare saajna chhalak gaya mera pyaar dil dhadke main kya karun hua ye pehli baar hooo o matwaare saajna oo oooo oo oooo oo oooo phoolon se rang le liya kaliyon se ye roop phoolon se rang le liya ooooo phoolon se rang le liya kaliyon se ye roop chhanw mile na pyaar ki aur badhti jaaye dhoop dil mein aan kar jaan jaan kar mat gumaan kar saajna o matwaare saajna thaame dil ko le chala armaanon ka jor thaame dil ko le chala ooooo thaame dil ko le chala armaanon ka jor aage aage main chali aur peechhe peechhe hor ya suroor hai ya guroor hai kuchh zaroor hai saajna o matwaare saajna chhalak gaya mera pyaar dil dhadke main kya karun hua ye pehli baar o matwaare saajna aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa click here
Suni Kisi Ne Bekahi click here
wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai huye poore armaan khilin dil ki kaliyaan huye poore armaan khilin dil ki kaliyaan mera aaj rashk e bahaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai tapakne lagi hai adaaon se masti tapakne lagi hai adaaon se masti nigahon mein dil pe khumaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai main apni wafaaon ke kurbaan jaaun main apni wafaaon ke kurbaan jaaun mera chain mera karaar aa gaya hai mohabbat se dil pe nikhaar aa gaya hai wo aaye hain dil ko karaar aa gaya hai click here
Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye click here
Zid Na Karo Ab (Female) click here
aa aaa aaaa oo oo oo oo zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi o mangi na thi tujhse duniya maine mohabbat chaahi pyaar banke aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana ho heeron ko thukraane waale chunte hain daana daana haaye kaisa aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Been Na Bajana Ye Jadu Na Jagana Sunehri Nagin (1963) 05:18 37959
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahipal, Helen
Duration : 05:18   Song Number : 37959   

Chaand Hai Taare Bhi Hain (Sambhal Ke Baitho Zara) Rooplekha (1962) 03:44 38624
 
Poster of Rooplekha (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Nashad
On Screen Actors- 
Mahipal, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:44   Song Number : 38624   

Dil Ne Chheda Hai Tarana Sipahsalar (1956) 03:13 39316
 
Poster of Sipahsalar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Iqbal
Duration : 03:13   Song Number : 39316   

Kha Kar Tune Paan Taxi Driver (1973) 04:23 18853
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:23   Song Number : 18853   

O Matwaare Saajna Faulad (1963) 03:27 39754
 
Poster of Faulad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dara Singh
Duration : 03:27   Song Number : 39754   

Suni Kisi Ne Bekahi Qatil (1960) 03:24 38627
 
Poster of Qatil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:24   Song Number : 38627   

Wo Aaye Hain Dil Ko Karaar Aa Gaya Malika Salomi (1953) 03:10 39854
 
Poster of Malika Salomi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Krishna Dayal
Singer- 
Sulochana Kadam
Duration : 03:10   Song Number : 39854   

Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye Sunehri Nagin (1963) 03:55 37961
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Sheela Kashmeeri
Duration : 03:55   Song Number : 37961   

Zid Na Karo Ab (Female) Lahu Ke Do Rang (1979) 04:37 38340
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:37   Song Number : 38340   

Zindagi Mein Aaya Toofan Aaya Toofan (1964) 03:40 40352
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:40   Song Number : 40352   
Karaoke Songs of farooq qaiser, Sad Songs of farooq qaiser, Love Songs of farooq qaiser, Dance Songs of farooq qaiser, Hip-hop songs of farooq qaiser, Best songs of farooq qaiser, Super hit songs of farooq qaiser, hit songs of farooq qaiser, duet songs of farooq qaiser, solo songs of farooq qaiser, old songs of farooq qaiser, famous songs of farooq qaiser, Hindi Karaoke Songs of farooq qaiser, Hindi Sad Songs of farooq qaiser, Hindi Love Songs of farooq qaiser, Hindi Dance Songs of farooq qaiser, Hindi Hip-hop songs of farooq qaiser, best Hindi songs of farooq qaiser, super hit Hindi songs of farooq qaiser, hit Hindi songs of farooq qaiser, duet Hindi songs of farooq qaiser, solo Hindi songs of farooq qaiser, old Hindi songs of farooq qaiser, famous Hindi songs of farooq qaiser, Sing Along Songs of farooq qaiser, Sing Along Sad Songs of farooq qaiser, Sing Along Love Songs of farooq qaiser, Sing Along Dance Songs of farooq qaiser, Sing Along Hip-hop songs of farooq qaiser, Sing Along Best songs of farooq qaiser, Sing Along Super hit songs of farooq qaiser, Sing Along hit songs of farooq qaiser, Sing Along duet songs of farooq qaiser, Sing Along solo songs of farooq qaiser, Sing Along old songs of farooq qaiser, Sing Along famous songs of farooq qaiser