Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu gira jo zameen par main hoon ek wo aansu main hoon ek wo aansu mili khak mein aisi tadbeer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein nahaya hua hoon khud apne lahu mein khud apne lahu mein magar phir bhi berang tasveer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum chala main to ahle watan khush raho tum raho khush raho tum na main tha nishane pe wo teer hoon main jo ban ban ke bigadi wo takdeer hoon main mujhe dekho hasrat ki tasveer hoon main
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai
mujhe gale se laga lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo yun intezaar ka dukh ab saha nahin jaata tadap rahi hai mohabbat raha nahin jaata tum apne paas bula lo bahut udaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo bhatak chuki hoon bahut zindagi ki raahon mein mujhe ab aake chhupa lo tum apni baahon mein mera sawaal na taalo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo har ek saans mein milne ki pyaas palti hai sulag raha hai badan aur rooh jalti hai bacha sako to bacha lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
mujhe haq hai tujh ko jee bhar ke main dekhun mujhe haq hai bas yun hi dekhta jaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai dhal rahi pighal rahi ye raat dheere dheere badh rahi hai pyaar ki baat dheere dheere chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna ye chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna raat ki raat jagaaun mujhe haq hai chaand poonam ka churaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai kal subah tujh se main door chala jaaunga ek pal ko bhi tujhe bhool nahin paaunga ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke main teri yaad mein tadpun mujhe haq hai tujh se milne ko main tarsun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai mujhe haq hai tumhein haq hai
mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mere kareeb aa ke dekh lo mujhe gale laga ke dekh lo huzoor aazmaa ke dekh lo nazar ka teer dil ke paar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai idhar ye raat ki jawaaniyaan udhar tumhari meharbaaniyaan bani hai pyaar ki kahaaniya ye raat ek yaadgaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai mujhe huzoor tumse pyaar hai tumhin pe zindagi nisaar hai
mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai mere haal par huyi hai teri khaas meharbaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen teri zulf se uthi hai ye ghataaon ki jawaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se
mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha ye kaisi haalat ho gayi ho ye kaisi haalat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ye kaisi aafat ho gayi ho ye kaisi aafat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho
mujhe kehte hain mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai khayaal tu hai khayaal tera mera tera mera saath rahega ho mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani gaa ke sunaayen hum apni kahaani apni kahaani tu mere geeton ki hai zindagani tu mere geeton ki hai zindagani tere geeton mein hai wo kamaal o kallu qawaal tera mera tera mera saath rahega mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai husn o muhabbat ka sangam jahaan hai sangam jahaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai meri aankhon mein aankhen to daal aankhen to daal tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai
jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna geele pedon ki ghani chhanv mein hansta saawan pyaasi dharti mein samaane ko tarasta saawan raat bhar chhat pe lagaataar barastaa saawan dil mein jab aag lagaayen toooo dil mein jab aag lagaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab bhadak uthen kisi shaakh pe patta koi gudgudaaye tumhen bitaa hua lamha koi jab meri yaad ka bechain papiha koi jee ko reh reh ke jalaayen toooo jee ko reh reh ke jalaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab nighaahon ke liye koi nazaara naa rahe chaand chhup jaaye gagan par koi taara naa rahe bhare sansaar men jab koi saharaa naa rahe log ho jaayen paraaye tooooo log ho jaayen paraaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna
ho ho ho o o o o o o ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil beqraar ho gaya beqraar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya dard chaaha tha humne chhipana khul gaya phir bhi dil ka fasaana dard chaaha tha humne chhipana khul gaya phir bhi dil ka fasaana dil ne ye kya kiya o salone piya mora dhadke jiya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya jo chhipana maine chaaha aankhon ne keh diya aankhon ne keh diya aur jo meine kehna chaaha dil mein hi reh gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya aankhon aankhon mein karke ishaare kisne dil se kaha hum tumhaare aankhon aankhon mein karke ishaare kisne dil se kaha hum tumhaare haaye ye kya kiya o salone piya mora dhadke jiya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil beqraar ho gaya beqraar ho gaya ho o o o mujhe
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo
aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai baahon mein baahen naa daalo mujhe kuchh hota hai baahon mein baahen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai jaane kya tumne kiya hai bataaun kaise jaane kya tumne kiya hai bataaun kaise zakhm jo dil pe laga hai dikhaaun kaise zakhm jo dil pe laga hai dikhaaun kaise teer iss dil se nikaalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai bolo kya baat hai daaman bachaate kyun ho bolo kya baat hai daaman bachaate kyun ho main koi gair nahin baat chhupaate kyun ho main koi gair nahin baat chhupaate kyun ho apni palkon mein chhupaa lo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo
mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum tum tum tum tum tum tum tum hmmm aksar koi ladki iss haal mein kisi ladke se solve saal mein jo kehti hai woh mujhe kehna hai aksar koi ladka iss haal mein kisi ladki se solve saal mein jo kehta hai wo mujhe kehna hai aksar koi ladki haan aksar koi ladka ho aksar koi ladki iss haal mein na aankhon mein neend na dil mein qaraar yahi intezaar yahi intezaar tere bina kuchh bhi achha nahin lagta sab jhoota lagta hai sacha nahin lagta na ghar mein lage dil na baahar kahin par baithi hoon kahin par khoyi hoon kahin par are kuchh na kahoon chup rahoon main nahin nahin nahin nahin nahin nahin par ab mushkil chup rehna hai mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum mujhe raat din nahin aur kaam kabhi teri yaad kabhi tera naam sab rang duniyaan ke phike lagte hain ik tere bol
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mujhe le chalo aaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main betaabiyaan le ke aaya mujhe le chalo jahaan so rahi hai meri zindgani jahaan chhod aaya main apni jawaani wahaan aaj bhi ek chaukhat pe taaza muhabbat ke sajdo ki hogi nishani muhabbat ke sajdo ki hogi nishani mujhe le chalo wo duniyaa jahaan uske naksh e kadam hain wahin meri khushiyaan wahin mere ghum hain main le aaungaaa khaak uss reh guzar ki ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain mujhe le chalo wahaan ek rangeen chilman ke peechhe chamakta hua uska rukhsaar hoga basaa loonga aankhon mein wo roshni main yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga mujhe le chalo aaaaaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main
mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do mujhe mat roko dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko
aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko main hoon zinda ye kya kam hai jab tak inn haathon mein dam hai dafli waale ko dafli bajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko naa sona naa chandi naa ghode naa haathi naa sona naa chandi naa ghode naa haathi mere geet mere saathi main hoon dulha ye baarati mujhe geeton ki doli mujhe geeton ki doli sajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aa ooooo ooooo oooo oooooo main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein tera ghum hai mere dil mein mera ghum hai tere dil mein iss dil ko zara iss dil ko zara behlaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko
tera sukriyaa oo oo oo tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai maine dil ke tukade chun kar maine dil ke tukade chun kar naya dil bana liya hai naya dil bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai jahaan khaak ud rahi thi jahaan khaak ud rahi thi wahin ghar saja liya hai wahin ghar saja liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja tujhe maine itna pooja tujhe maine itna pooja ke khuda bana liya hai ke khuda bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka
mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao jo dil ho pyaar karne ka to sau nakhre dikhati hai gale liptana gar chaahun to susri taal jaati hai naa meri baat sunti hai naa mere pass aati hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mizaaz uska bada kadwa mere ghar mein qayamat hai main banda seedha saadha hoon mere sar par musibat hai gau maalik hoon main iss ghar ka magar meri ye haalat hai buuuuuuu mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao tumhin to ghar ki raani ho mera ghar baar tumse hai kasam le lo kasam le lo mera sansaar tumse hai tum hi tum ho mere dil mein ke mera pyaar tumse hai mujhe meri biwi se bacha
mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka zulf machal ke khul khul jaaye ho zulf machal ke khul khul jaaye chaal mein masti ghul ghul jaaye ghul ghul jaaye aisi khushi aaj mili aaj mili aisi khushi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka jaagti aankhen bunti hain sapne tujhko bitha ke pehlu mein apne pehlu mein apne dil ki lagi aisi badhi aisi badhi dil ki lagi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka aate hi tere chatki hain kaliyaan aaaa haaa haaa haaa haaa aate hi tere chatki hain kaliyaan dil ban ban ke dhadki hain galiyaan dhadki hain galiyaan aisi sajji raat meri raat meri aisi sajji aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hoon Baaz (1953) 04:19 36443
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 36443   

Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 04:26 20980
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 20980   

Mujhe Gale Se (Female) Aaj Aur Kal (1963) 03:42 37834
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda, Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 37834   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Mujhe Haq Hai Vivah (2006) 04:58 20981
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:58   Song Number : 20981   

Mujhe Huzoor Tumse Pyaar Son of India (1962) 02:20 14277
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 02:20   Song Number : 14277   

Mujhe Ishq Hai Umeed (1962) 03:24 16085
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 16085   

Mujhe Jab Se Muhabbat Laat Saheb (1967) 04:29 13605
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 13605   

Mujhe Kahte Hain Dulha Dulhan (1964) 04:53 13191
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 04:53   Song Number : 13191   

Mujhe Khat Likhna Peenaz Masani 04:24 18402
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 04:24   Song Number : 18402   

Mujhe Kisi se Pyaar Barsaat (1949) 03:19 12844
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:19   Song Number : 12844   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Mujhe Kuchh Hota Hai Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:23 14363
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 04:23   Song Number : 14363   

Mujhe Kuchh Kehna Hai Bobby (1973) 06:29 20983
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 06:29   Song Number : 20983   

Mujhe Le Chalo Aaj Phir Sharabi (1964) 06:20 14230
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:20   Song Number : 14230   

Mujhe Mat Roko Gangster (A Love Story) (2006) 04:15 15001
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Kavita Seth
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut
Duration : 04:15   Song Number : 15001   

Mujhe Mat Roko Mujhe Sargam (1979) 04:30 14154
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:30   Song Number : 14154   

Mujhe Mera Pyaar De De Humsaya (1968) 04:53 13363
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 13363   

Mujhe Meri Biwi Se Aaj Ki Taaza Khabar (1973) 03:09 12556
 
Poster of Aaj Ki Taaza Khabar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 03:09   Song Number : 12556   

Mujhe Mil Gaya Bahana Barsaat Ki Raat (1960) 03:23 12849
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:23   Song Number : 12849