Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne tumko dil diya tumne usse tadpa diya humne tumse kya kiya aur tumne humse kya kiya sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum magar humne seekha hai khamosh rehna mohabbat hai koi tijarat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade magar aise badle wo jaan dene waale ki do baat sun ne ki fursat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahaan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai
sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage tum zindagi mein aage ho kitne saare jahaan ko dikha to diya main thi puraane khayaalon ki ab tak tumne sharaabi bana to diya waah re mere jeewan saathi tumne kitna naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya damyanti ko jungle mein chhoda aur dropadi ko kaurwon ke paas nal bhi tumhin the pandaw bhi tum the sun sun ke hote ho kyun udaas har yug mein tum mardon ne hum pe julm hi karke naam kiya sabke aage humko nachaya kitna uncha kaam kiya shankar ke sar pe ganga chadhi hai aurat nahin to wo kaun hai krishna ko jiski thokar padi hai aurat nahin to wo kaun hai humse puchho aurat ne kaise mardon ka kaam tamaam kiya ghunghat tum mardon ne utaara aurat ko badnaam kiya sabke aage laaj ko ghar ki hotel mein
sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sabko maloom hai main sharabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash mujh ko maikash samajhte hain sab baada kash kyun ki unki tarah ladkhdaata hoon main meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai meri rag rag mein nasha muhabbat ka hai jo samajh mein na aaye to main kya karoon sirf ik baar nazron se nazrein mile sirf ik baar nazron se nazrein mile aur kasam toot jaaye to main kya karoon aur kasam toot jaaye to main kya karoon haal sun kar mera sehme sehme hain wo haal sun kar mera sehme sehme hain wo koi aaya hai zulfein bikhere huye maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai maut aur zindagi dono hairaan hai dum nikalne na
Sab Ko Pyar Ki Pyas
zindagi mere liye kimati nemat teri mujhko paida kiya tune ye hai kudrat teri imtehaan loongaa main do chaar baras karke gunaah jurm mere hain jyada ke hai rehmat teri khalik hai har ek sheh ka bata tu hi bata main banda hoon aur tu hai khuda tu hi bata karta hoon bura main to saza deta hai hum donon mein kya fark raha tu hi bataa sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de sabr de ya mere zakhmon ko masihaa de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein thak ke benoor huyi dhundhne wali aankhein ab elaahi mere pairon mein ujala de de sabr de ya mere zakhmon ko umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai umr bhar jisne kadi dhoop mein rahat di hai us sulagti huyi deewaar ko saya de de warna phir mujhko tadapne ka salika de de sabr de ya mere zakhmon ko aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke kisi aankh mein ansoo na rahe aarzoo hai ke
sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai daulat hai tere kadmon mein kismat hai tere haathon mein khushiyan hain teri palkon mein masti hai teri aankhon mein sab kuchh tujhko maalik ne diya main tujhko kya de sakta hoon ik roop ko benth ki rishwat dena lagta hai apmaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai koi shaan ki khatir paise ko paani ki tarah bahaata hai kahin bin kimat maalik ka diya paani paise se bikta hai iss sabaa se sundar chehron se raunak to badhti hai lekin raunak waale chehron ke peechhe mile hain dil sunsaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai dharam karam sabhi sa maryaada nazar naa aayi mujhe kahin geeta gyaan ki
na biwi na bachha na baap bada na maiyya the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya bin rupaiya to mister teri mummy ka pyaar jo paida karta tuhje to kabhi na kar sakta mere yaar doctor laut jata fee na milti agar tu maa ke pote ke ander pada hi reh jataa har baar wo kiya jisne paida wo ishwar hai na maiyya the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya come now come now hear me what i say now come now come now hear me what i say now come now come now hear me what i say now come now come now hear me what i say now na biwi na bachha na baap bada na maiyya the whole thing is that ke bhaiya sabse bada rupaiya sabse bada rupaiya sabse bada rupaiya sabse bada rupaiya sabse bada rupaiya come now come now hear me what i say now come now come now hear me what i say now come now come now hear me what i say now bluffmaster bluffin everybody on the make now come now come now hear me what i say now bombay buzzing and the city going ape now come now come now
naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa bin rupaiyaa to mister teri mummy kaa pyaar jo paida karta tujhe to kabhi naa kar sakta mere yaar dactor laut jaata fee naa milti agar tu maa ke pote ke ander pada hi reh jaata har baar to kiya jisne paida wo ishwar hai naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa haath khaali agar tu marr gaya meri jaan naa agni tujhko chhuegi naa dharti hi degi maan had ye hai mere bhaai ye khudaaon ka ghar teri daulat ne banaaya to huye khush allah bhagwaan tu iss duniyaa ke khaatir jodi jaa aana paiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa ek leader ko dekho he is looking so very glad udaata phirta dinner hai in the hotel sun n send uss ke ladke ki shaadi dekhe jaa ye naa poochh kahaan se aaya ye haathi from where this english band aaj
ju juju ju ju juu ju juju ju ju juuuu ju juju ju ju juu ju jujuuuuuu ju juju ju ju juu ju juju ju ju juuuu ju juju ju ju juu ju jujuuuuuuu sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka nazren mila lun to apna bana lun dil jeet lun yaar kaa ju juju ju ju juuuu khilti huyi kali tu sholon mein hai dhali tu khabon ke saaye mein hai tu pali ye roop jaise shabnam ye hoor se nahin kam ye mastiyon ki sargam mann chali barf se bhi uthne laga dhuan ho ya ke husn ka ye gulsitaa saya ho angaar kaa sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka nazren milalun to apna bana lun dil jeet lun yaar kaa ju juju ju ju juuuu paas aa haseena sunle kahin koi na baat hai raaz ki tera na koi saani tu ek hi hai jaani apne andaaz ki paas aa haseena sunle kahin koi na baat hai raaz ki tera na koi saani tu ek hi hai jaani apne andaz ki is dhadkate dil ko kubul hai tu hi ek nayab phool hai husn ke guljar ka sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka
sabse oonchi sabse oonchi duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago saag vidur ghar payi sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai juthe phal sabari ke khaaye bahu vidhi prem lagaayi sabse oonchi sabse oonchi prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo bhool gaye thakurai sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai aisi preet badhi vrindaavan aisi preet badhi vrindaavan gopin naach nachaai sabse oonchi sabse oonchi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi kehe lek kare badaai sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare raama hare raama raama raama hare hare hare raama hare raama raama raama hare hare hare krishna hare krishna krishna
sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai duryodhan ko meva tyago saaga vidur ghar pai sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai juthe phal shabri ke khaye bahu vidhi prem lagaai prem ke vashmip seva kini aap bane harinaayi sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai raajsuyagya yudhisthar kino taame jooth uthaayi prem ke vash arjun rath haankyo bhool gaye thakuraayi sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai aisi preeti badhi vrindavan gopin naach nachaayi soor koor is layak naahi kahalagi karu badaayi sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai sabse oonchi prem sagai
sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen naazni main hi nahi hain yahan laakhon hanseen mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua mujhse hi tujhe pyaar kyun hua dil pe nazron ka waar kyun hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida chaand si surat teri mohani moorat teri chaand si surat teri mohani moorat teri teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin teri dhun mujhe besabab nahin aur jalwon mein ye gazab nahin sach bata tu mujh pe fida areee kyun hua aur kaise hua maar gayi teri baanki adaa yun hua aur aise hua sach bata tu mujh pe fida shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan shukriya aye meherbaan mil gaye mujhe do jahan ye sahara bhi kam nahin mujhe aaj duniya
hu ho o o o hmm hmm hmm hmm hmm sach huye sach huye sapne tere jhoom le o mann mere sach huye sapne tere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere bekal mann ka dheeraj lekar mere saajan aaye bekal mann ka dheeraj lekar mere saajan aaye jaise koi subah ka bhoola saanjh ko ghar aa jaaye preet ne rang bikhere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere mann ki paayal chham chham bole har ek saans taraana mann ki paayal chham chham bole har ek saans taraana dheere dheere seekh liya akhiyon ne muskaana ho gaye door andhere jhoom le o mann mere chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa chaa chhai chiki chiki chik chaa sach huye sapne tere aa haa hoo aa haa la haa hoo jis uljhan ne dil
sach kahun sach kahun sach kahun sach i love you very much sach kahun sach kahun sach kahun sach i love you very much i love you very much haaa haaa haaa haaa i love you very much i love you very much i love you very much haaaayeee i love you very much haaa haaa haaa haaa i love you very much i have seen maine dekha haaa haaa haa haaa haaa haaa haa haaa england america lara lal lara lal lara lara lala i have seen maine dekha england america sisly dekha itly dekha dekha brazil grees but there is no fees but there is no fees dekha cheen japan iraan arbistaan aur turkistaan endol taan taan including pakistaan lekin what of hindustaan hindustaani bhai hindustaani jiss ka mann ganga ka paani jiss ki amrit jaisi baani sun lo uski prem kahaani he loves hey loves like anything he loves hey loves like anything but does not touch but does not touch sach kahun sach kahun sach kahun sach i love you very much sach kahun sach kahun sach kahun sach i love you very much i love you
sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana jhoothe hain yaar ke vaade saare jhoothi hain pyaar ki kasmein maine har lamha jisse chaaha jisse pooja ussi ne yaaron mera dil toda toda tanha tanha chhoda sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana jhoothe hain yaar ke vaade saare jhoothi hain pyaar ki kasmein maine har lamha jisse chaaha jisse pooja ussi ne yaaron mera dil toda toda tanha tanha chhoda mausam mausam tha suhaana bada mausam mausam maine dekha usse hua main paagal bas pal bhar mein aa aa aa mausam mausam tha suhaana bada mausam mausam maine dekha usse hua main paagal bas pal bhar mein aake basi hai wo mere mann mein uski kami hai ab jeevan mein wo door hai meri nazron se kyun usse main chaahoon oh sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana jhoothe hain yaar ke vaade saare jhoothi hain pyaar ki kasmein maine har lamha jisse chaaha jisse pooja ussi ne yaaron mera dil toda toda
sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai hoooo oooo ooooo tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho tumse muhabbat ho sakti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa tumse mil ke koi bhi ladki apne aap ko kho sakti hai oooo ooooo ooooo sach kehta hoon bahot haseen ho ooooo hooo hooo hooo aah haa haaa oooo hooo hoooo aaaaaa haaaaaa chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin chaudhavin ka chaand jaise taaron mein haseen teri jaisi laakhon mein hazaaron mein nahin hooo oooo main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen main hoon kahin piya mere hosh hain kahin tu hai mere paas mujhe aaye naa yakeen dekha jo tujhe dil kho gaya kho ke mera dil tera ho gaya aaa aaaaa maane na jiya o jhute piya le ke mera dil baaten naa banaa sach kehta hoon bahot haseen ho aaaa haaa haaa haaa ooo hooo hoooo aaaa haaaa haaaa haaa ooo hooo hooo
sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere ho yaar mere sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere ho yaar mere jis haath mein ik haath hai us haath ki kyaa baat hai kyaa faasle kyaa manzilein ik humsafar garr saath hai jis ki kismat koi yoon sanwaar de wo hi dildaar hai yaar mere ho yaar mere jhoome zameen jhoome gagan tere liye hoke magan khilte rahein sapne tere mehka rahe dil ka chaman zindagi tujhko aisi bahaar de dil ki pukaar hai yaar mere haan yaar mere sunte thei hum ye zindagi ghum aur khushi ka mail hai humko magar aaya nazar ye zindagi wo khel hai koi sab jeete sab koi haar de apni to haar hai yaar mere haan yaar mere sach mere yaar hai bas wohi pyaar hai jiske badle mein koi to pyaar de baaqi bekaar hai yaar mere haan yaar mere
sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin bano na sanwariya main jaan gayi re bano na sanwariya main jaan gayi re aaj tohe raadha pehchaan gayi re aaj tohe raadha pehchaan gayi re jhuki jhuki akhiyon ko aur na jhukaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin kaise kahun mera tu meet nahin re kaise kahun mera tu meet nahin re aise bhala chhupti hai preet kahin re aise bhala chhupti hai preet kahin re chup chup reh ke mera dil na dukhaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin batiyaan banaa batiyaan bana ke mora jiya na jalaa sach sach bol nahin maan ja sanwariya na tod mera dil maan ja sanwariya na tod mera dil jhoom zara nainon se nain gaye mil jhoom zara nainon se nain gaye mil chham chham naachungi tu murli bajaa batiyaan bana ke mora jiya na
sach ye hai bekaar humein ghum hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai dhalta suraj phaila jangal rastaa gum dhalta suraj phaila jangal rastaa gum hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hoooo ghairon ko kab fursat hai dukh dene ki jab hota hai koi humdam hotaa hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai zakhm to humne in aankhon se dekhe hain ho oo zakhm to humne in aankhon se dekhe hain logon se sunte hain marham hotaa hai logon se sunte hain marham hotaa hai zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai
sachcha pyaar to jhuk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai sachcha pyaar to jhuk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai jinko hamse pyaar hai saath hamaare ho jaaye jinko hamse pyaar hai saath hamaare ho jaaye meetha jal hai wo saagar daag jo dil ka dho jaaye meetha jal hai wo saagar daag jo dil ka dho jaaye pyaar ka rishtaa mit nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai ha ha ha ha ha ha hey hey hey ha ha ha ha ha ha oh ho ho ha ha ha ha ha ha oh ho ho ha ha ha ha gardish mein ho zindagi achche din bhi aayenge gardish mein ho zindagi achche din bhi aayenge aansoo apni aankh ke khud moti ban jaayenge aansoo apni aankh ke khud moti ban jaayenge aas ka sooraj dhal nahin sakta dil ki umang ye kahti hai pyaar ka raahi ruk nahin sakta dil ki umang ye kahti hai hey hey hey ha ha ha ha ha ha ha hey hey hey ha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Pyar Mohabbat (1966) 04:19 36962
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 04:19   Song Number : 36962   

Sabke Aage Humko Nachaya Shriman Shrimati (1982) 04:41 39216
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:41   Song Number : 39216   

Sabko Maloom Hai Main Sharabi Nahin Pankaj Udhas 06:07 18248
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:07   Song Number : 18248   

Sabko Pyaar Ki Pyaas Pyar Ki Pyas (1961) 05:00 40830
 
Poster of Pyar Ki Pyas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Duration : 05:00   Song Number : 40830   

Sabr De Ya Mere Zakhmon Ko Pankaj Udhas 08:52 32297
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:52   Song Number : 32297   

Sabse Bada Nadaan Wohi Hai Pehchan (1970) 03:58 12423
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 03:58   Song Number : 12423   

Sabse Bada Rupaiya Bluffmaster (2005) 04:03 21201
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Mahmood 'Sarosh'
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 04:03   Song Number : 21201   

Sabse Bada Rupaiyaa (Na Bibi Na Bachha) Sabse Bada Rupaiya (1976) 03:06 12463
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
Singer- 
Mahmood, Sathi
Duration : 03:06   Song Number : 12463   

Sabse Nirala Agent Vinod (1977) 06:51 32763
 
Poster of Agent Vinod (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mahendra Sandhu
Duration : 06:51   Song Number : 32763   

Sabse Oonchi Prem Sagaai Jagjit Singh & Chitra Singh 05:10 40432
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 40432   

Sabse Unchi Prem Sagai Purushottam Das Jalota 03:47 40235
 
Poster of Purushottam Das Jalota
 
Category
Devotional
Duration : 03:47   Song Number : 40235   

Sach Bata Tu Mujh Pe Sone Ki Chidiya (1958) 04:20 12504
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:20   Song Number : 12504   

Sach Huye Sapne Tere Kala Bazar (1960) 04:01 12538
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:01   Song Number : 12538   

Sach Kahun I Love You Akalmand (1966) 03:55 12265
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johar, Praveen Choudhary
Duration : 03:55   Song Number : 12265   

Sach Keh Raha Hai Deewana Rehnaa Hai Terre Dil Mein (2001) 05:27 21202
 
Poster of Rehnaa Hai Terre Dil Mein (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Harris Jayaraj
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Madhavan
Duration : 05:27   Song Number : 21202   

Sach Kehta Hoon Bahut Haseen Ho Jaali Note (1960) 03:34 16448
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:34   Song Number : 16448   

Sach Mere Yaar Hai Saagar (1985) 06:46 18273
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:46   Song Number : 18273   

Sach Sach Bol Nahin Batiyan Bana Miss Coca Cola (1955) 03:24 38826
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:24   Song Number : 38826   

Sach Ye Hai Bekaar Humein Jagjit Singh 05:38 38976
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 38976   

Sachcha Pyaar To Umang (1970) 04:14 12526
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Satish Kumar, Archana
Duration : 04:14   Song Number : 12526