Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum saamne baithe raho palkein meri jam jaayen tum saamne baithe raho palkein meri jam jaayen hasrat hai ye ghadiyaan jab aayen to tham jaayen tum saamne baithe raho palkein meri jam jaayen tumse hi mohabbat hai tum par hi yakirat hai aye jaane tamannayi ye baat hakeeqat hai ab chhote se is dil mein ye chhoti si hasrat hai tum saamne baithe raho palkein meri jam jaayen hasrat hai ye ghadiyaan jab aayen to tham jaayen tum saamne baithe raho aaye na kabhi doori koi na ho majboori tohfa hai yahi mera rahe maang ye sindoori aaye na kabhi doori koi na ho majboori tohfa hai yahi mera rahe maang ye sindoori mere dil ki dua hai ke ho aas meri poori tum saamne baithe raho palkein meri jam jaayen hasrat hai ye ghadiyaan jab aayen to tham jaayen tum saamne baithe raho
hey hey hey hey hey hey ho ho ho ho ho ho ho ho ho tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye arre maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye par ghum hai yahan kis ko aati hai to raat aaye hum raat ke seene mein ik shama jala denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la andaaz sikha denge hum to hain dil waale khanjar se nahin marte arre hum to hain dil waale la la khanjar se nahin marte la la la la hum zulfon ke qaidi hain sooli se nahin darte sooli ko bhi zulfon ki zanzeer bana denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la la la andaaz sikha denge hai ahle jahaan tumko nafrat ki hai bimaari hai ahle jahaan tumko la la nafrat ki hai bimaari la la la la
yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tere mann ki uljhane suljhaana chaahta hoon tere mann ki uljhane suljhaana chaahta hoon tumhen aaj se apni main banaana chaahta hoon mann ke sunhare mandir mein bithana chaahta hoon yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao baadal bhi ban ke paani ek din to barastaa hai baadal bhi ban ke paani ek din to barastaa hai loha bhi jal ke aag mein ek din to pighaltaa hai jiss dil mein ho mohabbat ik din to tadaptaa hai jiss dil mein ho mohabbat ik din to tadaptaa hai yahaan koi nahin tera mere siwaa kehti hai jhoomti gaati hawaa tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao tum sab ko chhod kar aa jaao aa jaao aa jaao
tum sabse haseen ho aur sabse jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho shaam sawere dekhun bas ek hi sapna saath mere jab tum ho sab kuchh hai apna ho oo oo raatein bhi apni din bhi apne tum bhi apne saiyyan ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho bhool nahin ki maine dil tumko dekar kaun hai iss duniya mein aji tum se behtar ho oo baahon mein meri gunguna ke muskura ke aa jao tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho aaj meri nazron ko hoga na dhokha aaj tumhein hai dil ki aankhon se dekha ho oo oo tum se hi milkar mere dilbar dil ne jana tum kya ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri
tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale ho saiyaan mann mein karo na piya itna vichaar meethi meethi laage pyaar mein taqraar mann mein karo na piya itna vichaar meethi meethi laage pyaar mein taqraar tum rutho piya rutho chaahe rutho hazaaron baar manaun dildaar kyun nazren mod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale hoye saiyaan aaj nahin maane to aaj nahin maane to main zara na darungi zehar jo piyungi khadi khadi hi marungi aaj nahin maane to main zara na darungi zehar jo piyungi khadi khadi hi marungi tumne humse piya humse kaahe humse milaaye nain churaya mera chain are jawani chhod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod
mere liye to bas wahi pal hain haseen bahaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke main jaanta hoon pyaar ki pooja yahaan apraadh hai apraadh ye har pal karun mann mein yahi ik saadh hai mann mein yahi ik saadh hai mujh ko mili hai ye khushi jeevan ki baazi haar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke seekha nahin maine kabhi saiyanm se mann ko baandhana hai saadhna meri tumhare roop ki aaradhna roop ki aaradhna tum saath do to tod doon saare niyam sansaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke
tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage
tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein gori gori raat ke gore gore chand ki tujhko kasam raaja laut ke aaja oye pehle milan ki rang bhari shaam ko kaise bhulaun sainya tu hi bata ja oye mausam ne li angdaayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo soniya tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein jhilmil taare karen jab ishare aadhi raat ko jaage jaage sajna yaad karun teri har baat ko tab se neend na aayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo chan ve tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein
tum se badhkar duniyaa mein tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi kya khoob aankhen hai teri inmein zindagaani hai meri jee lenge hum dekh dekh ke inko kya khoob aankhen hai teri tu hi tu khaabon mein tu hi tu khaabon mein hai naa dujaa koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi sundartaa tune wo paayi naazaan hai tum pe khudaayi naaz nahin apne par phir tujhko sundartaa tune wo paayi dil ka haseen tere jaisa dil ka haseen tere jaisa naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi baaton mein teri ik adaa hai teri adaa mein wafaa hai phir phir tujhse milne ko jee chaahe baaton mein teri ik adaa hai dil mein itnaa pyaar liye dil mein itnaa pyaar liye naa aaya koi aur zubaan par
tumse badhkar duniya mein tumse badhkar duniya mein na dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tumse badhkar duniya mein na dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi kya khoob aankhen hain teri inmein zindgaani hai meri kya khoob aankhen hain teri inmein zindgaani hai meri jee lenge hum dekh dekh kar inko kya khoob aankhen hain teri tu hi tu khwabon mein tu hi tu khwabon mein hai na duja koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tumse badhkar duniya mein na dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi sundarta tune wo paayi naaza hai tujhpe khudayi naaz nahin apne par phir bhi tujhko sundarta tune wo paayi dil ka hansi tere jaisa dil ka hansi tere jaisa na dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tumse badhkar duniya mein na dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi baaton mein teri ek ada hai teri ada mein wafa hai phir phir tujhse milne ko jee chahe baaton mein teri ek ada hai dil mein itna pyaar liye dil mein itna pyaar liye
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
ishq preet pyaar haan pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar hum jaante hain pyaar mein hota nahin vishvaas vishvaas unhun yaqeen nahin aitbaar haan hum jaante hain pyaar mein hota nahin aitbaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar aaj hai ravivaar umm hmm itvaar itvaar gaya somvaar gaya mangal gaya budhvaar gaya beet gaye din chaar ho na sake deedaar yeh toh bata do mere sar ki kasam kya tum bhi ho bechain bechain nahin bekraar kya tum bhi ho bekraar bekraar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar hum na thakenge likhte likhte tum thak jaavo padhte padhte chhupe huye hain mere kalam mein sau sau bol mohabbat ke aur dil mein hai udgaar udgaar nahin armaan aur dil mein hai armaan hazaar armaan hazaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar
dar bhi tha thi deewaarein bhi tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera soona mandir tha man mera bujha deep tha jeewan mera pratima ke paawan charnon mein main deepak ban kar muskaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya devalay ban gaya suhawan maa tumse mera ghar aangan devalay ban gaya suhawan maa tum se mera ghar aangan aanchal ki mamta maaya mein paayi sukh ki sheetal chhaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara kaise ho gungaan tumhara jo kuchh hai vardaan tumhara tumne hi mere jeevan ke sapnon ko sach kar dikhlaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se hi ghar ghar kehlaya aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari aankhein meri jyoti tumhaari reh na gayi raahen andhiyaari rehne do mere maathe par maa tumne jo haath badhaaya tum se hi ghar ghar kehlaya tum se
tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi gaati huyi hawaaon mein tera hi geet hai tera hi geet hai saajan meri nigahon mein teri hi preet hai teri hi preet hai chanda ka roop chandani mera singaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi ye muskurata aasaman ye jhoomti zameen ye jhoomti zameen mujh ko zara sambhalna kho jaun naa kahin kho jaun naa kahin aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi aati hai aisi pyaar ki ghadiyan naseeb se ghadiyan naseeb se ye dil ki dhadkane zara sun lo kareeb se sun lo kareeb se aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri
tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi hum bhi kya yaad karenge tumhe chaaha tha kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi ye wohi honth hain jo geet mere gaate the ye wohi gesu hai jo mujh pe bikhar jaate the aaj kya ho gaya kyun ho gaye begaane sabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha tum wohi ho ke kabhi tumne mujhe pooja tha dekhte ho humein aise ke na dekha ho kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi
oooo meri har mann maani bas tum tak baatein bachkaani bas tum tak meri nazar deewani bas tum tak mere sukh dukh aate jaate saare tum tak tum tak tum tak sohne yar tum tak tum tak tum tak sohne yar tum tak tum tak arzi meri phir aage jo marzi tum tak tum tak arzi meri phir teri jo marzi meri har dushwaari bas tum tak meri har hoshiyaari bas tum tak meri har taiyari bas tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak meri ishq khumaari bas tum tak aa aa aaa aaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaaa aa aa aa aaaa ik tak ik tak naa tak gum sum naazuk naazuk dil se hum tum tum tum tum tum tum tum tum tum chaabuk naina maaro maaro tum tum tum tum tum tum tum tum maaro na naina tum maaro na naina tum tum tak chala hoon tum tak chalunga tum tak mila hoon tum tak milunga tum tak chala hoon tum tak chalunga tum tak mila hoon tum tak milunga tum tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak oooooo tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak tum tak haa ukhda ukhda mukhda mukhda
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar chaand ke tale jalenge hum aye sanam raat bhar tum to dil ke taar chhed kar tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge kiska le liya hai dil ye bhi bhool jaaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge khawaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi shokh shokh wo adaa humko yaad aayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga ab to baat baat par dil bhi ruthne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga humko lootne laga
aa aa aa aa aa aaaa aa aa aaaa tum to tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho aaaa aa aa aaaa aaaa aa aa kitna hai pyaar humse itna bata do ambar pe taare jitne itna samjh lo teri kasam teri yaad mujhe loote kasamein to khaane waale hote hain jhoote chalo jaao hato jaao dil ka daaman chhodo tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aake na jaaye kabhi aisi bahaar ho tum bhi humaare liye jeevan singaar ho teri kasam tu hai aankh ke til mein tum bhi chhupi ho mere sheesha e dil mein mere humdam mere humdam meri baat to maano tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho sajna o sajni tum to pyaar ho
tum to thehre pardesi tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge subah pehli subah pehli subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge jab tumhen akele mein meri yaad aayegi jab tumhen akele mein meri yaad aayegi aansuon ki aansuon ki aansuon ki baarish mein aye tum bhi bheeg jaaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge ghum ki dhoop mein dil ki hasraten na jal jaayen ghum ki dhoop mein dil ki hasraten na jal jaayen gesuon ke gesuon ke gesuon ke saaye mein kab humen sulaaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho mujhko qatal kar daalo shauk se magar socho mere baad mere baad mere baad tum kiss par ye bijliyaan giraaoge tum to thehre pardesi saath kya nibhaoge yun to zindagi apni maikade mein guzri hai yun to zindagi apni maikade mein guzri hai inn nasheeli inn nasheeli inn nasheeli aankhon se are kab
tum yaad aa rahe tum yaad aa rahe kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe kaun mere geet ke kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe kaun ho tum jo mere man ke gagan par chha rahe door se karte ishaare paas kyun na aa rahe door se karte ishaare paas kyun na aa rahe kaun ho tum jo puraani baat phir dohra rahe kaun ho tum jo puraani baat phir dohra rahe kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe bhool jaana chaahti hoon bhool na paati tujhe tum nahin aate tumhaari yaad kyun aati mujhe kaun ho tum jo khayaalon ko mere behlaa rahe kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe maine samjha tha wo bachpan ka zara ek khel tha kisne jaana khel mein do zindagi ka mel tha kisne jaana khel mein do zindagi ka mel tha mel ki maala ke wo do phool ab murjhaa rahe mel ki maala ke wo do phool ab murjhaa rahe kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe kaun mere geet ke kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe kaun mere geet ke pehle jo tum yaad aa rahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Saamne Baithe Raho Ikraar (1979) 05:39 41029
 
Poster of Ikraar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rameshwari, Rakesh Roshan
Duration : 05:39   Song Number : 41029   

Tum Saath Ho Jab Apne Kaalia (1981) 04:45 17955
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 04:45   Song Number : 17955   

Tum Sab Ko Chhod Kar Dil Ek Mandir (1963) 04:05 13097
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 13097   

Tum Sabse Haseen Ho Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:57 32975
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Madhavi
Duration : 05:57   Song Number : 32975   

Tum Saiyaan Gulaab Ke Navrang (1959) 05:35 13850
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:35   Song Number : 13850   

Tum Samne Baithi Raho Mohd Rafi 03:01 16410
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Shyam Sagar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:01   Song Number : 16410   

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823   

Tum Sang Preet Lagayi Rasiya New Delhi (1956) 03:54 13656
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:54   Song Number : 13656   

Tum Se Badhkar Kaamchor (1982) 05:02 21369
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 05:02   Song Number : 21369   

Tum Se Badhkar Kaamchor (1982) 05:02 19285
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Chandru Atma
Duration : 05:02   Song Number : 19285   

Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 03:31 21388
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 03:31   Song Number : 21388   

Tum Se Hai Pyar Mujhe Teen Batti Char Rasta (1953) 03:22 40321
 
Poster of Teen Batti Char Rasta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Karan Dewan
Duration : 03:22   Song Number : 40321   

Tum Se Hi Ghar Ghar Kehlaya Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 05:02 37638
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sailesh Kumar, Meena Kumari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 37638   

Tum Se Hi Meri Zindagi Apna Ghar (1960) 04:25 16202
 
Poster of Apna Ghar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shayama
Duration : 04:25   Song Number : 16202   

Tum Sitam Aur Karo Dulha Dulhan (1964) 03:22 13192
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 03:22   Song Number : 13192   

Tum Tak Raanjhanaa (2013) 05:06 32585
 
Poster of Raanjhanaa (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Dhanush, Sonam Kapoor, Abhay Deol
Duration : 05:06   Song Number : 32585   

Tum To Dil Ke Taar Chhed Kar Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) 03:25 14081
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:25   Song Number : 14081   

Tum To Pyaar Ho Sajna Sehra (1963) 04:38 14193
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
On Screen Actors- 
Sandhya, Prashant
Raag- 
Maru-Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:38   Song Number : 14193   

Tum To Thehre Pardesi Altaf Raja 14:49 18790
 
Poster of Altaf Raja
 
Category
Indipop
Lyricist
Zaheer Alam
Music Director- 
Altaf Raja
Singer- 
Altaaf Raza
Duration : 14:49   Song Number : 18790   

Tum Yaad Aa Rahe Parineeta (1953) 03:24 12242
 
Poster of Parineeta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Arun Kumar Mukharji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:24   Song Number : 12242