Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChandan Dass
HomeChandan Dass
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


phir mere dil pe kisi dard ne karwat li hai phir teri yaad ke mausam ki ghata chhayi hai phir tere naam koi khat mujhe likhna hoga tera khat vaad e shaba leke abhi aayi hai aakhiri khat hai mera jispe hai naam tera aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera jispe hai naam tera aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera bhool jaaunga tujhe ye to nahin keh sakta dil pe chalta hai kahan jor muhabbat kar ke phir bhi is baat ki leta hoon kasam e humdum main na tadpaunga tujhko kabhi nafarat se bewafa tu hai kabhi main na kahunga tujhko aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera yaad bheege huye lamhon ki satayegi agar aap apne se kahin door nikal jaaunga ittefakan hi agar tujhse mulaqaat huyi ajnabee ban ke teri raah se tal jaunga dil to chahega par aawaaz na dunga tujhko aaj ke baad koi khat na likhunga tujhko aakhiri khat hai mera ye tera sehar ye galiyaan dar o deewar ye ghar mere toote huye khaabon ki yahi
tu hi apne haath se jab dilruba jaata raha dil ki bhi parwaah nahin jaata raha jaata raha dil chura kar aap to baithe huye hain chain se dhundhne waale se puchhe koi kya jaata raha chaand taare yunhi muskuraate rahe chaand taare yunhi muskuraate rahe koi armaan dil mein machalta raha dard badhta gaya raat dhalti gayi dard badhta gaya raat dhalti gayi tum na aaye mera dam nikalta raha chaand taare yunhi muskuraate rahe koi armaan dil mein machalta raha saath mere rahin meri tanhaiyaan door bajti rahin kitni shehnaaiyaan saath mere rahin meri tanhaiyaan door bajti rahin kitni shehnaaiyaan jaan leti rahin ajnabi aahaten jaan leti rahin ajnabi aahaten karwatein raat bhar main badalta raha chaand taare yunhi muskuraate rahe koi armaan dil mein machalta raha husn waalon ka koi bharosa nahin bewafa hain wafa ka saleeka nahin husn waalon ka koi bharosa nahin bewafa hain wafa ka saleeka nahin paas rakhege kya apne waade ka ye paas rakhege kya apne waade ka ye jinka waade pe
dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar ghum de gayi mohaabat ghum de gayi mohaabat ek baar gunguna kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar palkon pe kaanpte hain toote huye sitaare palkon pe kaanpte hain toote huye sitaare phir yaad aa rahe hain behke huye nazaare phir yaad aa rahe hain behke huye nazaare jo chhup gaye nazar se jo chhup gaye nazar se toofan e ghum utha kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil mein machalne wale toofan so gaye hain dil mein machalne wale toofan so gaye hain armaan zindagi ke ruposh ho gaye hain armaan zindagi ke ruposh ho gaye hain khamosh ho gayi hain khamosh ho gayi hain abb shama jhilmila kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar viraniya chaman ki taqdeer ban
iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai bikhri huyi zulfen hain bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai jiss phool ko titli ne chooma meri jaanib se jiss phool ko titli ne chooma meri jaanib se zaalim ne usi gul ko masla nahin raunda hai bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai haalan ke pukaara tha tumhin ne mujhe lekin haalan ke pukaara tha tumhin ne mujhe lekin mehsoos hua jaise koyal ne pukaara hai bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai mud kar bhi nahin dekha jhonke ki tarah usne mud kar bhi nahin dekha jhonke ki tarah usne wo mere barabar se hansta hua guzra hai bikhri huyi zulfen hain bikhri huyi zulfen hain utra hua chehra haiiiii iss soch mein baitha hoon kya ghum use pahuncha hai
jab meri haqeeqat ja ja kar jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh baat banaayi logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par do dil ko kabhi milne na diya do dil ko kabhi milne na diya deewar uthaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi abaad jo dekha ghar mera abaad jo dekha ghar mera to aag lagaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua pehle to mera dil tod diya pehle to mera dil tod diya phir eid
jagmagaate shehar ke jagmagaate shehar ke raanaiyon mein kya na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke ret par likhe huye naamon ko padhkar dekh lo ret par likhe huye naamon ko padhkar dekh lo aaj tanha reh gaya hoon aaj tanha reh gaya hoon kal magar aisa na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke hum wohi tum bhi wohi mausam wohi manzar wohi hum wohi tum bhi wohi mausam wohi manzar wohi faasla badh jaayega faasla badh jaayega itna kabhi socha na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke chhod aaya jin safeenon ko talaatum ke kareeb chhod aaya jin safeenon ko talaatum ke kareeb na khuda unmein tera na khuda unmein tera shayad koi apna na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke raanaiyon mein kya na tha dhoondhne nikla tha jisko main wohi chehra na tha jagmagaate shehar ke
aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain piye sharaab bhi ye badi ki baat karen piye sharaab bhi ye badi ki baat karen humen to ishq se matlab
khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein tum chhat pe nahin aaye main ghar se nahin nikla tum chhat pe nahin aaye main ghar se nahin nikla ye chaand bahot bhatka saawan ki ghataaon mein ye chaand bahot bhatka saawan ki ghataaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein iss sheher mein ek ladki bilkul hai ghazal jaisi iss sheher mein ek ladki bilkul hai ghazal jaisi phoolon ka badan waali khushboo si adaaon mein phoolon ka badan waali khushboo si adaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah aaya woh tezz hawaaon mein duniya ki tarah woh bhi hanste hain mohabbat par duniya ki tarah woh bhi hanste hain mohabbat par doobe huye rehte the jo log wafaaon mein doobe huye rehte the jo log wafaaon mein maanga tha jise humne din raat duaaon mein khushboo ki tarah
main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga main bujh gaya to humesha ko bujh hi jaunga koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega koi chiraag nahin hoon jo phir jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye jo be amal ho wo badla kisi se kya lega jo be amal ho wo badla kisi se kya lega ab iss ke baad me ra imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega main uska ho nahin sakta bata na dena use main uska ho nahin sakta bata na dena use lakeeren haath ki apni wo sab jala lega lakeeren haath ki apni wo sab jala lega ab iss ke baad mera imtihaan kya lega main is umeed pe dooba ke tu bacha lega hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi hazaar tod ke aa jaaun usse rishta basi main
naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki kai saal se kuchh khabar hi nahin kai saal se kuchh khabar hi nahin kahaan din guzaara kahaan raat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki ujaalon ki pariyaan nahaane lagi ujaalon ki pariyaan nahaane lagi nadi gungunaayi khayaalat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki main chup tha to chalti hawa ruk gayi main chup tha to chalti hawa ruk gayi zabaan sab samjhate hain jazbaat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki naa jee bhar ke dekha naa kuchh baat ki badi aarzoo thi mulaaqat ki sitaaron ko shaayad khabar hi nahin sitaaron ko shaayad khabar hi nahin musafir ne jaane kahaan raat ki naa jee bhar ke dekha
kehta hai kaun meri tabiyat udaas hai samjhega kaun uski judaayi bhi raas hai aankhon mein shakl saanson mein zulfon ki hai mehak wo door ja chuka hai magar mere paas hai naye ghade ke paani se jab meethi khushhoo aati hai naye ghade ke paani se jab meethi khushhoo aati hai yoon lagta hai jaise mujhko teri khushboo aati hai naye ghade ke paani se jab meethi khushhoo aati hai naye ghade ke paani se jab meethi khushhoo aati hai yoon lagta hai jaise mujhko teri khushboo aati hai naye ghade ke paani se kitne hi yug beet gaye hain usko apne gaon gaye kitne hi yug beet gaye hain usko apne gaon gaye kitne hi yug beet gaye hain usko apne gaon gaye kitne hi yug beet gaye hain usko apne gaon gaye aaj bhi mere kamre se aaj bhi mere kamre se mehndi ki khushboo aati hai aaj bhi mere kamre se mehndi ki khushboo aati hai yoon lagta hai jaise mujhko teri khushboo aati hai naye ghade ke paani se log jise patthar kehte hain maine usko phool kaha log jise patthar kehte hain maine
baadal barsa gali gali hai jhulon ke tyohaar bin saajan main kise sunaaun paayal ki jhankaar main kya jaanun kisne ismein baandha hai taabeej aate jaate chhede mujhko budha haar singaar piya nahin jab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee kitni meethi thi imlee oo oo saajan the jab gaaon mein saajan the jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh unke jaane ki tareekh oo oo dangal tha jab gaaon mein dangal tha jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein piya nahin jab gaaon mein aag lage sab gaaon mein likhne waale aage likh likhne waale aage likh likhne waale aage likh
tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi mere hi sher mujhko suna jaaiye janaab mere hi
tere qareeb rahun ya ke door jaaun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main hai dil ka ek hi aalam tujhi ko chahun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main main jaanta hoon woh rakhta hai chahatein kitni main jaanta hoon woh rakhta hai chahatein kitni magar yeh baat use kis tarah bataun main magar yeh baat use kis tarah bataun main hai dil ka ek hi aalam tujhi ko chahun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main jo chup raha to wo samjhega badgumaan mujhe jo chup raha to wo samjhega badgumaan mujhe bura bhala hi sahi kuchh to bol aaun main bura bhala hi sahi kuchh to bol aaun main hai dil ka ek hi aalam tujhi ko chahun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main tere qareeb rahun ya ke door jaaun main phir uske baad taalukh mein faasle honge phir uske baad taalukh mein faasle honge mujhe sambhaal ke rakhna bichhad na jaaun main mujhe sambhaal ke rakhna bichhad na jaaun main
woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se utar bhi aao kabhi aasmaan ke jeene se tumhein khuda ne humaare liye banaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahin use zamaane ne shayad bahot sataaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta woh ek charaag tha maine use bujhaaya hai bahot azeez humein hai magar paraaya hai woh chandni ka badan khushbuon ka saaya hai
Zindagi Tujhko Manane Nikle
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aakhiri Khat Chandan Dass 06:33 36980
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:33   Song Number : 36980   

Chaand Taare Yunhi Chandan Dass 05:26 20107
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ibrahim Ashk
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 05:26   Song Number : 20107   

Dil Reh Gaya Humara Chandan Dass 05:56 32528
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 05:56   Song Number : 32528   

Iss Soch Mein Baitha Hoon Chandan Dass 04:53 18329
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:53   Song Number : 18329   

Jab Meri Haqeeqat Chandan Dass 07:19 18406
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:19   Song Number : 18406   

Jagmagate Shehar Ke Chandan Dass 05:43 38749
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Amir Qazalbash
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 05:43   Song Number : 38749   

Khuda Ka Zikr Karen Chandan Dass 08:35 18407
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 08:35   Song Number : 18407   

Khushboo Ki Tarah Aaya Chandan Dass 07:06 38910
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:06   Song Number : 38910   

Main Is Umeed Pe Chandan Dass 06:30 19760
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:30   Song Number : 19760   

Naa Jee Bhar Ke Dekha Chandan Dass 04:29 18309
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:29   Song Number : 18309   

Naye Ghade Ke Paani Se Jab Meethi Chandan Dass 07:07 37794
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:07   Song Number : 37794   

Piya Nahin Jab Gaaon Mein Chandan Dass 07:13 38906
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:13   Song Number : 38906   

Tanhaa Na Apne Chandan Dass 06:11 18474
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:11   Song Number : 18474   

Tere Qareeb Rahun Ya Chandan Dass 06:46 20072
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:46   Song Number : 20072   

Woh Chandni Ka Badan Chandan Dass 04:37 19092
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Chandan Dass
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 04:37   Song Number : 19092   

Zindagi Tujhko Manane Nikle Chandan Dass 06:13 37723
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:13   Song Number : 37723