Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBabul
HomeBabul
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho ja re piya jaana nahin toone mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho dil mera leke yun na dil ka karaar lo mukhde pe bikhri si zulfen sanwaar lo dil mera leke yun na dil ka karaar lo mukhde pe bikhri si zulfen sanwaar lo ghadiyaan ye pyaar ki na beeten takraar mein rang bhari shaam gale mil ke guzaar lo ja re piya jaana nahin toone mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho ja ja ke mile tu shahar ke ujaalon se rishta hi kya hai rishta hi kya hai tera ji ganvwalon se mujhko hansaye kabhi mujh ko rulaaye tu mujhko hansaye kabhi mujh ko rulaaye tu samjha hai toone kya khilona mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho jitne bharam hain wo dil se nikaal do chupke se baahen meri baahon mein daal do waada karo ke kabhi
baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain hooo sabnam se sard aansoo phoolon pe jam gaye hain hum par nahi kisi par ae kaash reham khaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen hoo kab se lachak rahi hain armaan ki narm baahen har mod par tamanna aahat usi ki paayen shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par
chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mubaariq jahaan tujhko tera uthaaya faqeeron ne deraa milega kahaan ab thikaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mila kuchh naa rasta badal ke gira wo chala jo sambhal ke hai ye khel kitna purana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane bacha saari duniyaa se jo dil huaa apne teeron se ghaayal pada kaise ulta nishaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane
la la la la la la la la la la la hmm hmm hmmmmm hmmm hmmm daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tere dil ka sukun gori baahon mein hai tujhko jo chahiye wo nighahon mein hai waarun tujh pe main jaan tera mann hai kahan pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai khaab pura hua hai suhaana tera khaab pura hua hai suhaana tera naach kismat pe apni zamana tera ab zara muskura aa mere pass aa pyaar ki raat hai daon chalne ko hai baat banne ko hai pyaar ki raat hai
gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare mujh ko meri aasha deti hai dilaasa mujh ko meri aasha deti hai dilaasa aayengi bahaarein chali jaayengi fiza o aasmaan ye neela neela kare hai ishaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye aaye hain to hansi khushi reh le to yahaan wo soorma hai zindagi jo kaanton mein gujaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai aaheli iraade hain umeingein hain jawaan o muskilein kahaan hain unhein mera dil pukaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare
aaaa aaaaa hmm hmm hmm hmmmm hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamein haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari oooo oo ooo ooo yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari mohabbat mein yeh dard sehna hai sahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai agar ho sake meri aankhon mein rahiye zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden aaaaaa aaa aaa zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden mohabbat ki maujon mein behna hai bahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi nigaahon ki aaghosh mein hai aaaa aaa aaa na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi
jab chhaye kabhi sawan ki ghata ro ro ke na karna yaad mujhe ae jaane tamanna ghum tera kar de na kahin barbaad mujhe jab chhaye kabhi sawan ki ghata jo mast bahaaren aayi thi wo rooth gayi us gulshan se jo mast bahaaren aayi thi wo rooth gayi us gulshan se jis gulshan mein do din ke liye kismat ne kiya aabaad mujhe jab chhaye kabhi sawan ki ghata woh raahi hoon pal bhar ke liye jo jhulf ke saaye mein thehara woh raahi hoon pal bhar ke liye jo jhulf ke saaye mein thehara ab le ke chali hai door kahin ae ishq teri de daad mujhe jab chhaye kabhi sawan ki ghata ae yaad e sanam ab laut bhi ja tu aa gayi tu samjhane ko ae yaad e sanam ab laut bhi ja tu aa gayi tu samjhane ko mujh ko mera ghum kaafi hai tu aur na kar na shaad mujhe jab chhaye kabhi sawan ki ghata ro ro ke na karna yaad mujhe ae jaane tamanna ghum tera kar de na kahin barbaad mujhe jab chhaye kabhi sawan ki ghata
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana duniyaa meri thokar mein toofan qaid mere saagar mein toofan qaid mere saagar mein saara zamaana mera nishaana saara zamaana mera nishaana khel nahin mujhse takraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana charche mere panghat par roke raah machal ke dilbar mast jawaani meri deewani mast jawaani meri deewani husn mujhe de dil nazraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana dushman jhoote yaaron ka sachchaa yaar wafaadaron ka yaaron sachchaa yaar wafaadaron ka tod de pathar josh mein aa kar tod de pathar josh mein aa kar ye dil ka naazuk paimaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana
main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga are paagal wahi hoga jo man zoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga gulabi honth naazuk se ye kala til hai ya kaatil ye mana zulfe nagin hain magar hai pyaar ke kabil agar bijli nigahon ki gire dil par to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ho ooo aa aa aa aaaa baharon mein hararat hai nazaron mein hai teekhapan ye kya hone laga mujh ko ye kyun saanson mein hai uljhan shararat hai hawaaon mein uda aanchal to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ye bikhre se khayalon kaa simatna hai bada mushkil gulon ka khud bhi kanton se lipatna hai bada mushkil bana lun aashiyaan apna jo kanton mein to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga
main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye tera husn humesha kaayam hai dum bhar ke liye rangeen hai ye main tujhko agar ek phool kahoon ye aankh agar uth jaaye to har ek sitaara sajda kare aa jaaye kahin hoton pe hasi bijali bhi tadap kar aah bhare bijali bhi tadap kar aah bhare main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye ye zulf agar khul jaye to raaton ki jawaani sharmaaye raftaar ka aalam kya kahiye raftaar ka aalam kya kahiye behta hua dariya tham jaaye main tujhko agar ek phool kahoon main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye din raat mehakte rehne ki kaliyon ne adaa tujh se paayi yeh chaand jo ghatta badta hai darr asl hai teri angdaayi darr asl hai teri angdaayi main tujhko agar ek phool kahoon tere rutbe ki tauheen hai ye
mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi aaj ral ke laavan aaiyaan ni pehna te parjaiyan mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi aaj ral ke laavan aaiyaan ni pehna te parjaiyan mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi ambi da butta vehde laaye maali geraan di jholi paaye ambi da butta vehde laaye maali geraan di jholi paaye tenu aap sajavan aaiyaan ni pehna te parjaiyan mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi bai gaiyan sakhiyaan chaar chephere rondiyan aakhiyan hasde chehre bai gaiyan sakhiyaan chaar chephere rondiyan aakhiyan hasde chehre rang ratada laavan aaiyaan ni pehna te parjaiyan mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi mehndi ni mehndi buaan te chachiyaan taiyaan aaiyan lakh duanvan te den vadhaiyan buaan te chachiyaan taiyaan aaiyan lakh duanvan te den vadhaiyan tere shagan manaavan aaiyaan ni pehna te parjaiyan mehndi ni mehndi mehndi
are waah maalik tera jawaab nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai khilti hain kaliyan mujhe kya hanste hai naadan mujhe kya rota hai insaan mujhe kya duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai phoolon ko murjhate dekha bhanwaro ko udd jaate dekha khud ko na sharmaate dekha duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai de deke teri duhayi khaate hain mehnat paraai karte hain bande khudaayi duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai kya jaane tumhen khauf e khuda hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jeene ka hunar sab ko seekhata hai yahi ishq insaan ko insaan banaata hai yahi ishq iss ishq ki tauhin e khata hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin maana hai badi dard bhari ishq ki rooh daad hoti nahin mit kar bhi muhabbat kabhi barbaad har daur mein majnu huye har daur mein farhaad har saaz mein aaj unki sadaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin ghum phool mein palne kaa bhula kar kabhi dekho sar ishq ke kadmon pe jhuka kar kabhi dekho ghar baar muhabbat mein loota kar kabhi dekho khone mein bhi paane ka mazaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jab ho hi gaya pyaar to sansaar ka darr kya hai kaun bhala kaun bura kisi ki khabar kya dil mein naa utar jaaye to ulfat ki nazar kya hum dil ke pujaari hai pata hai
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aise Bhi Na Rootho Tum Dawat (1974) 04:17 39022
 
Poster of Dawat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
Duration : 04:17   Song Number : 39022   

Baithe Hain Reh Guzar Par 40 Days (1959) 03:33 12543
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:33   Song Number : 12543   

Chheda Jo Dil Ka Nakli Nawab (1962) 03:09 13834
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 13834   

Daon Chalne Ko Hai Bus Conductor (1959) 03:11 16421
 
Poster of Bus Conductor (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Ameer Banu
Duration : 03:11   Song Number : 16421   

Gardish Mein Hon Taare Reshmi Roomal (1961) 03:17 14077
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 14077   

Humen Haal E Dil Tumse Kehna Hai 24 Ghante (1958) 03:39 37764
 
Poster of 24 Ghante (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shakeela
Duration : 03:39   Song Number : 37764   

Jab Chhaye Kabhi Sawan Reshmi Roomal (1961) 04:25 14078
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:25   Song Number : 14078   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Main Deewana Mastaana 40 Days (1959) 03:30 16193
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 16193   

Main Iss Masoom Chehre Ko Baghi Shahzada (1963) 04:41 36200
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 04:41   Song Number : 36200   

Main Tujhko Agar Ek Phool Kahoon Salam E Mohabbat (1955) 03:20 16310
 
Poster of Salam E Mohabbat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Zeba Khan, Mohammad Ali
Duration : 03:20   Song Number : 16310   

Mehndi Ni Mehndi Punjabi Folk 04:44 11280
 
Poster of Punjabi Folk
 
Category
Punjabi Folk
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Babul Bose
Duration : 04:44   Song Number : 11280   

Phoolon Se Rangeen Nakli Nawab (1962) 03:19 12410
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12410   

Tum Poochhte Ho Ishq Nakli Nawab (1962) 04:27 13833
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 13833   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   
Karaoke Songs of babul, Sad Songs of babul, Love Songs of babul, Dance Songs of babul, Hip-hop songs of babul, Best songs of babul, Super hit songs of babul, hit songs of babul, duet songs of babul, solo songs of babul, old songs of babul, famous songs of babul, Hindi Karaoke Songs of babul, Hindi Sad Songs of babul, Hindi Love Songs of babul, Hindi Dance Songs of babul, Hindi Hip-hop songs of babul, best Hindi songs of babul, super hit Hindi songs of babul, hit Hindi songs of babul, duet Hindi songs of babul, solo Hindi songs of babul, old Hindi songs of babul, famous Hindi songs of babul, Sing Along Songs of babul, Sing Along Sad Songs of babul, Sing Along Love Songs of babul, Sing Along Dance Songs of babul, Sing Along Hip-hop songs of babul, Sing Along Best songs of babul, Sing Along Super hit songs of babul, Sing Along hit songs of babul, Sing Along duet songs of babul, Sing Along solo songs of babul, Sing Along old songs of babul, Sing Along famous songs of babul