Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNoor
HomeNoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooo aa aa a aa aa aaaa aaaa aaaa aaj ki raat aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna sab se chhup kar jise do prem ke maron ne suna sab se chup kar jise do prem ke maron ne suna khwab ki baat samajh is ko haqeeqat na bana aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale muskurayenge mere haal pe duniya wale aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat bebason par ye sitam bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa khel khela tha muhabbat ka adhura hi raha
Aaja Tujhe Afsana
aandhiyaan ghum ki yun chalin aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar hi ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar hanste hi aansoo aa gaye hanste hi aansoo aa gaye rang bigad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin
aawaz de kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aabad mere dil mein ummeed ka jahaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai aise mein tu kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aawaz de kahaan hai kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai bedard aasmaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aawaz de kahaan hai
baalam se milan hogaa sharmaane ki din aaye maarenge nazar saiyaan marr jaane ke din aaye baabul ka more aangan bisraa chhuti re mori sakhiyaan neer bahaaye ghunghat mein mori laaz ki maari ankhiyaan bachpan ke wo din guinyaan yaad aane ke din aaye hooo pee sang more nain milenge dhadkat mori chhatiyaa mann hi mann main dolungi main to preet ki sun ke batiyaan thaamenge sajan baiyaan bal khaane ke din aaye
humaare baad ab mehfil mein afsaane bayaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa issi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaa muhabbat phir haseen hogi nazaare phir jawaan honge bahaarein humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaarein humko dhundegi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi hazaaron manzile hongi hazaaron carwaan honge bahaaren humko dhundegi na jaane hum kahaan honge bahaaren humko dhundegi
hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmmm hmm hmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaa banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aise mein aake sanammm dil mein samaa jaaaa ab to aa jaa aise mein aake sanammm dil mein samaa jaaaa ab to aa jaa dekh dekh raah teri main to huyi beqaraar banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa mil ke tujhe dil mein mere bajti hai shehnaayi chhanak chhanak naach uthi ab meri tanhaayi chaand raat ghoom ke phir laayi hai kirnon ke haar banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa tere siwa mujhko sanam aur naa kuchh bhaaye tujh pe fida hone ko dil machal machal jaaye dil to hai kya
ek cheez jigar mein uthti hai ek dard sa dil mein hota hai hum raaton ko uth kar rote hain jab saara aalam sota hai hoo ooooo chandni raaten chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten chandni raaten takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate shaam sawere dard anokhe uthe jiya ghabraaye re shaam sawere raaton ne meri neend loot li raaton ne meri neend loot li dil ke chain churaaye dil ke chain churaaye dukhiyaa aankhein dhund rahi hain wahin pyaar ki ghaaten chandni raaten hoooo oooo chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten hoooo oooo chandni raaten pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein sukh ki neend mein meet hamare desh paraye soye re sukh ki neend mein dil ki dhadkanen tujhe pukaren dil ki dhadkanen
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah baad e zaane
humare baad ab mehfil mein afsaane bayaan honge bahaaren hum ko dhundhengi na jaane hum kahan honge bahaaren hum ko dhundhengi isi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaan isi andaaz se jhoomega mausam gaayegi duniyaan mohabbat phir haseen hogi nazaaren phir jawaan honge bahaaren hum ko dhundhengi na jaane hum kahan honge bahaaren humko dhundhengi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi na hum honge na tum hoge na dil hoga magar phir bhi hazaaron manzilen hongi hazaaron carwaan honge bahaaren hum ko dhundhengi na jaane hum kahan honge bahaaren hum ko dhundhengi
jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye naa sochen humen kya kahega zamaana kya kahega zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani naa bhulega bachpan kaa rangeen zamaana haan rangeen zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain kisi ne naa dekha kisi ne naa jaana haan kisi ne naa jaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya mila hai
jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko humaare doob jaane ka nazaara dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain bhari barsaat mein is ghar ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha aa ki hum barbaad hon aur tum tamaasha dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag
kiss tarah bhoolega dil unka khayaal aaya hua jaa nahi sakta kabhi sheeshe mein baal aaya hua o ghataa kaali ghataa ab ke baras tu naa baras o ghataa kaali ghataa ab ke baras tu naa baras mere pritam ko abhi pardes hai bhaaya hua mere pritam ko abhi pardes hai bhaaya hua kiss tarah bhoolega dil aa chaman se haiii aa chaman se door bulbul jaa ke roye roye saath saath tera dil bhi chot hai meri tarah khaya hua tera dil bhi chot hai meri tarah khaya hua kiss tarah bhoolega dil khush rahe duniya mein wo jisne hai toda dil mera khush rahe duniya mein wo jisne hai toda dil mera de raha hai yeh dua aankhon mein ashk aaya hua de raha hai yeh dua aankhon mein ashk aaya hua kiss tarah bhoolega dil unka khayaal aaya hua
kya Jaan Thi Paas Wo Jaan Le Kar Hum Teri Gali Mein Aa Nikle
kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke hum soch rahe the kabhi dil dil se milenge jeevan mein mohabbat ke kabhi phool khilenge ye kya thi khabar tum ko naa aayegi daya bhi rakh doge kisi din meri duniya ko mitaa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan aakaash hi dushman nahin dushman hai zameen bhi dukh dard ke maare ko nahin chain kahin bhi chain kahin bhi iss jeene se ab maut hi aa jaaye to achchhaa jab chhut gaya haath un ka mere haathon mein aake armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan maaloom naa tha khaak mein mil jaayenge ik din khud apni hi hum aag mein jal jaayenge ek din tumse to ye ummeed na thi jal ke khewaiyyaa naiya ko dubo doge kinaare hi pe laa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan
maahi aavega maahi aavega maahi aavega main phoolan naal dharti sajavaangi ohnu dil waale rangle palang te bithavaangi jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan maahi aavega main phoolan naal dharti sajavaangi ohnu dil waale rangle palang te bithavaangi jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan maahi aavega main phoolan naal dharti sajavaangi ajhe sochniyan ki ki gal kehni ye ajhe sochniyan ajhe sochniyan ki ki gal kehni ye ohne takana te hosh kadon rahni ye ghund kad ke ghund kad ke mein aappe sharmavangi kujh kehndi kehndi chup kar jaavaangi jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan jholangi pakhiyan pher bada kujh khen giyaan akhiyan maahi aavega main phoolan naal dharti sajavaangi hath jod ke mein ohnu samjhavaangi hath jod ke mein hath jod ke mein ohnu samjhavaangi mukh modega te than mar javaangi mere pyaar diyaan mere
mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana phir yaad kisi ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai meri ek naa maane manvaa hooo manvaaa karta hai manmaani meri ek naa maane manvaa karta hai manmaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani rutt piya milan ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana ghum furqat ke seh naa sakungi seh naa sakungi roungi kuchh keh naa sakungi dushman hai saara jahaan dushman hai saara jahaan jaaun kahaan haaan teri ulfat hai jeene ka bas ik bahaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana raat guzaarun gin gin taare gin gin taare kaise aaun paas tumhaare tum ho kahin main kahin tum ho kahin main kahin chain nahin haaan haaye duniyaa ne dil ka mere ghum naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana koi dil ka dard naa jaane dard naa jaane apne bhi ab hai begaane ro ro ke kehta hai dil ro ro ke kehta hai dil aa saajan mil haan bas itna hi sun le mera hai fasaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Jugnu (1947) 04:56 35941
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Dilip Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 35941   

Aaja Tujhe Afsaana Mirza Sahiban (1947) 03:32 39649
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:32   Song Number : 39649   

Aandhiyan Ghum Ki Yun Chalin Zeenat (1945) 03:12 14119
 
Poster of Zeenat (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 03:12   Song Number : 14119   

Aawaz De Kahaan Hai Anmol Ghadi (1946) 03:31 20079
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan, Surendra
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 20079   

Baalam Se Milan Hoga Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12970
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:26   Song Number : 12970   

Bahaarein Humko Baghi (1953) 02:50 12796
 
Poster of Baghi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Noor
Duration : 02:50   Song Number : 12796   

Banwari Chakori Kare Duniyaa Se Chori Anarkali (1958) 03:56 11244
 
Poster of Anarkali (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Rasheed Attre
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Mohammad Afzal
Duration : 03:56   Song Number : 11244   

Chandni Raaten Ho Chandni Raaten Dupatta (1952) 04:31 36356
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 04:31   Song Number : 36356   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Haath Seene Pe Mirza Sahiban (1947) 03:43 39648
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Aziz Kashmiri
On Screen Actors- 
Trilok Kapoor, Noor Jahan
Duration : 03:43   Song Number : 39648   

Humare Baad Ab Mehfil Mein Baghi (1953) 02:49 15551
 
Poster of Baghi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Noor
Duration : 02:49   Song Number : 15551   

Jawaan Hai Muhabbat Anmol Ghadi (1946) 03:24 20651
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20651   

Jigar Ki Aag Se Dupatta (1952) 04:15 40690
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Mushir Kazmi
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 04:15   Song Number : 40690   

Kiss Tarah Bhoolega Dil Village Girl (1945) 03:19 14399
 
Poster of Village Girl (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:19   Song Number : 14399   

Kya Jaane Kya Armaan Le Kar Anarkali (1958) 03:11 11450
 
Poster of Anarkali (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Rasheed Attre
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Mohammad Afzal
Duration : 03:11   Song Number : 11450   

Kya Mil Gaya Bhagwaan Anmol Ghadi (1946) 03:12 39017
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:12   Song Number : 39017   

Maahi Aavega Te Phoola Naal Dharti Shazia Manzur 05:06 31510
 
Poster of Shazia Manzur
 
Category
Punjabi
Lyricist
Waris Ludhyanvi
Music Director- 
Nazir ali
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 05:06   Song Number : 31510   

Mann Leta Hai Angdaai Anmol Ghadi (1946) 02:52 12695
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Noor Jahan
Duration : 02:52   Song Number : 12695   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mere Bachpan Ke Saathi Anmol Ghadi (1946) 03:05 12696
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:05   Song Number : 12696   
Karaoke Songs of noor, Sad Songs of noor, Love Songs of noor, Dance Songs of noor, Hip-hop songs of noor, Best songs of noor, Super hit songs of noor, hit songs of noor, duet songs of noor, solo songs of noor, old songs of noor, famous songs of noor, Hindi Karaoke Songs of noor, Hindi Sad Songs of noor, Hindi Love Songs of noor, Hindi Dance Songs of noor, Hindi Hip-hop songs of noor, best Hindi songs of noor, super hit Hindi songs of noor, hit Hindi songs of noor, duet Hindi songs of noor, solo Hindi songs of noor, old Hindi songs of noor, famous Hindi songs of noor, Sing Along Songs of noor, Sing Along Sad Songs of noor, Sing Along Love Songs of noor, Sing Along Dance Songs of noor, Sing Along Hip-hop songs of noor, Sing Along Best songs of noor, Sing Along Super hit songs of noor, Sing Along hit songs of noor, Sing Along duet songs of noor, Sing Along solo songs of noor, Sing Along old songs of noor, Sing Along famous songs of noor