Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRanjeeta Kaur
HomeRanjeeta Kaur
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare tum door nazar aaye badi door nazar aaye band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne mann mein tumhi muskaye mann mein tumhi muskaye ankhiyon ke jharokhon se ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke yuhin umr guzar jaaye tere saath guzar jaaye ankhiyon ke jharokhon se jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe din raat dua maange mera mann tere vaaste din raat dua maange mera mann tere vaaste kabhi apni umidon ka koi phool na murjhaye ankhiyon ke jharokhon se main
har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi mere labon ki hansi le lo aansu apne mujhe dedo har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori saara jeevan mera le lo pyaar ke do pal de do har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi la la la la la la
jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate mann jitna jeena chaahe tan utna hi marta jaaye insaan ki himaakat dekho umeed hi karta jaaye koi raah manzil ki kahin soojhe to batlaaye jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate rang aur sugandh ka jaadu sadiyon se chalta aaya insaan inhin mein dooba nadaan yehi bharmaaya ab kaun ye soche kya khoya aur kya paaya jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate vishwaas mein vaas hai vish ka aasha mein chhupi hai niraasha shabdon ke sang na behna hai chal se bhari har bhasha insaan ka dil bhi pathhar sa jaaye tarasha jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate
kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum aksar mera mann kehta tha chhup kar koi aata hai halchal machaata hai achha to wo tum ho tum ho tum ho aati jaati lehron ki taraah saahil pe aake laut mat jaana tum bhi kahin gairon ki taraah ji dekho dekho aankhein na churaana is pal se aakhari pal tak sang sang ab rehna hai kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum ho dheere dheere behti ye hawa gaati hai unhin dilon ke taraane ek dusre mein kho ke jode hain duniyaa se anjaane meri tumhaari chaahat ko aise hi ye duharayegi aksar mera mann kehta tha chhup kar koi aata hai halchal machaata hai achha to wo tum ho tum ho tum ho kayi din se mujhe koi sapnon mein aawaaz deta tha har pal bulaata tha achha to wo tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho tum ho
kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
la la la lala la aa ha ha aa ha ha ha mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani jani jani apni prem kahaani darta hoon o deewani kehne mein sunaane mein ho na jaye purani hmm hmm pehli pehli baar tumne mujhko dekha aankhon ke us paar khinch gayi gehri rekha ho gayi tab se aapki surat aapki baatein yaad zubani mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani haan jani haan jani mehandi wale haath de de haathon mein mere ye mere din raat ho jayenge tere hogi phir har shaam nasheeli raat rangeeli bhor suhani apni prem kahaani darta hoon o deewani kahne mein sunane mein ho na jaye puraani hmm hmm hmm hmm maathe ka sindoor khushiyon ka rang dega ab nahin wo din door jab har koi kahega is duniya mein aur nahin hai aisa deewaana aisi deewaani mujhse shaam suhaani poochhe prem kahaani aadhi hai adhoori hai main kya bolun jani jani jani apni prem kahaani darta hoon o deewani kahne mein sunane mein
narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye apnon se berukhi ye achchhi nahin sanam apnon se berukhi ye achchhi nahin sanam kaise yakin dilaayen khaayen kya kasam ye bedili to aapki ye bedili to aapki meri jaan hi le legi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye tumne kaha jo pyaar se lo maan gaye hum tumne kaha jo pyaar se lo maan gaye hum jeevan ke humsafar ko pehchaan gaye hum ab zindagi mein khushiyaan ab zindagi mein khushiyaan tumse hi bas milengi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye sapnon mein tere mere sapnon ka rang hai main dor hoon teri tu meri patang hai zindadili se ishq ki zindadili se ishq ki ek pyaas si jagi hai chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye narazgi ye aap ki humein jeene nahin degi chhodiye ye adaayein aur humein pyaar keejiye
heyyy lala lala la la lala lala laha laha la lala lala lala lala la la la lala lala lala lala la la la ye pariyon ka mela hai har dil akela hai pariyon ka mela hai har dil akela hai mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey hey hey hey mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain la laa la laa ye pariyon ka mela hai har dil akela hai pariyon ka mela hai har dil akela hai mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey hey hey hey mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey
aa ha ha hmm hmm hmm la la laa la la laa sun sajna mera mann tere liye pyaasa tha pyaasa hai pyaasa hi rahega sun sajni mera mann geet tere gaata tha gaata hai gaata hi rahega door door tak phaili raahen jin par do deewaane aaj chale hain armanon ki nagri basaane chhod chali duniya peechhe man pyaar mein ab akhiyaan meeche khoya hi rahega shaam se lekar rang sinduri teri maang saja doon kahe mera man in charnon mein sab kuchh luta doon meet mile jisko tujhsa khushboo se bhara har pal uska mehka hi rahega beete huye janam ka apna kuchh naata hai hamdam chaah jinhen rehti hai woh hi milte hain sanam aaj mile hum meet jo hum har baar humaara milan yahan hota hi rahega la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la la hmm hmm hmm hmm la la la la la la la
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
yeh vaada karo na royogi tum yeh vaada karo na royogi tum agar ho bhi jaaun main tumse juda agar ho bhi jaaun main tumse juda wafaaon ki tumko kasam hai sanam kaho tumne waada kiya yeh vaada karo na royogi tum apni mohabbat ki khushbu hawaon mein hai main khush hoon ki tum meri baahon mein ho milan ki ghadiyaan kitni haseen hoti hain hain na haan magar kitni kam yaad tumhaari tadpayegi tadpan aansoo ban jayegi tumko kasam hai aansu baha ke judayi ka shikwa na karna yaadon mein meri aahein bhar ke mohabbat ko ruswa na karna yeh vaada karo na royogi tum agar ho bhi jaaun main tumse juda sambhalne se bhi dil sambhale nahin kahun kaise waada kiya yeh vaada karo na royogi tum doobta suraj bhi kitna khoobsurat lagta hai haan magar iske baad andhera chha jaayega main waqt ke kadmon ko rok lunga waqt wo to humein bahut peechhe chhod gaya dhadkan dil pe chot karegi saans bhi tan ko bojh lagegi bojh ghamon ka sehke bhi tum mere liye jee lena dard mein doobi saanson se tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 07:52 20139
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:52   Song Number : 20139   

Har Kadam Par Khushi Jeet Hamaari (1983) 07:22 40142
 
Poster of Jeet Hamaari (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:22   Song Number : 40142   

Jaate Hue Ye Pal Chhin Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 05:14 20623
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 05:14   Song Number : 20623   

Kayi Din Se Mujhe Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 04:51 20728
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 04:51   Song Number : 20728   

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Mujhse Shaam Suhaani Poochhe Prem Kahaani Meri Biwi Ki Shaadi (1979) 05:53 36049
 
Poster of Meri Biwi Ki Shaadi (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Ranjeeta Kaur
Duration : 05:53   Song Number : 36049   

Narazgi Ye Aap Ki Unees Bees (1980) 03:56 37628
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Rakesh Roshan
Duration : 03:56   Song Number : 37628   

Pariyon Ka Mela Hai Satte Pe Satta (1981) 06:41 36327
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:41   Song Number : 36327   

Sun Sajna Mera Mann Tere Liye (Part-I) Sun Sajna (1982) 04:01 37625
 
Poster of Sun Sajna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta Kaur
Duration : 04:01   Song Number : 37625   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588   

Yeh Vaada Karo Haadsaa (1983) 05:40 37952
 
Poster of Haadsaa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Akbar Khan
Duration : 05:40   Song Number : 37952   
Karaoke Songs of ranjeeta kaur, Sad Songs of ranjeeta kaur, Love Songs of ranjeeta kaur, Dance Songs of ranjeeta kaur, Hip-hop songs of ranjeeta kaur, Best songs of ranjeeta kaur, Super hit songs of ranjeeta kaur, hit songs of ranjeeta kaur, duet songs of ranjeeta kaur, solo songs of ranjeeta kaur, old songs of ranjeeta kaur, famous songs of ranjeeta kaur, Hindi Karaoke Songs of ranjeeta kaur, Hindi Sad Songs of ranjeeta kaur, Hindi Love Songs of ranjeeta kaur, Hindi Dance Songs of ranjeeta kaur, Hindi Hip-hop songs of ranjeeta kaur, best Hindi songs of ranjeeta kaur, super hit Hindi songs of ranjeeta kaur, hit Hindi songs of ranjeeta kaur, duet Hindi songs of ranjeeta kaur, solo Hindi songs of ranjeeta kaur, old Hindi songs of ranjeeta kaur, famous Hindi songs of ranjeeta kaur, Sing Along Songs of ranjeeta kaur, Sing Along Sad Songs of ranjeeta kaur, Sing Along Love Songs of ranjeeta kaur, Sing Along Dance Songs of ranjeeta kaur, Sing Along Hip-hop songs of ranjeeta kaur, Sing Along Best songs of ranjeeta kaur, Sing Along Super hit songs of ranjeeta kaur, Sing Along hit songs of ranjeeta kaur, Sing Along duet songs of ranjeeta kaur, Sing Along solo songs of ranjeeta kaur, Sing Along old songs of ranjeeta kaur, Sing Along famous songs of ranjeeta kaur