Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDurga
HomeDurga
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naina to dukhne lage panth nihar nihar har dhadkan papiha bani piya pukar pukar chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re palkon ki hai kalam banayi kajal beh kar bani siyaahi kaise likhun kahani ghum ki tu hi mujhe bata de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re chanda re hum khush hain ghum diya hai tune ye ehsaan kiya hai tune jahaan raho khush raho meri iss dua ka asar dikha de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re chanda re o aakash ke sundar darpan tu hi sajni tu hi saajan bichhde dilon ko phir se mila de rota chaman hansa de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda reee
aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa saason ke taar par dhadkan ki taal par dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa geet gaaya patharon ne aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa geet gaayaaaaa patharon ne hooo hooo ooooo hoooo ooooo ooooooo aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa insaan ki chaahat bhari kalpana ne de di hai bhar di hai pathar mein wo naujawaaani oooooo ooooooo ooooo ek ek surat hai shaql e muhobbat haathon ne di zindagaani pyaar ke suron parrrrr pyaar ke suron par apni hi dhun main dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa geet gaaya patharon ne geet gaaya patharon ne oooo oooooo oooooooo oooo oooooo oooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa har ek pather se barsegi ulfat saalon hi sadiyon hi har dam rahenge ye mil ke oooo oooo oooooo inn mein nahin hai insaan kaa bhed bhaav tukde hain ye ek dil ke shaanti ke raag parrrrr shaanti ke raag par ekta ke taan par dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayaamat tak khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye bhatakte phirte hain hum aap apni laash liye yehi junoon yehi vehshat ho yehi junoon yehi vehshat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka magar gila to karenge teri judaai ka tere khilaaf shikaayat ho tere khilaaf shikaayat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge humara aalam e rukhsat ho humara aalam e rukhsat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chanda Re Mori Patiyan Le Ja Banjarin (1960) 04:28 16206
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pardesi
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Lalita Kumari
Raag- 
Durga
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 16206   

Geet Gaaya Patharon Ne Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 04:36 20474
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
On Screen Actors- 
Raj Shri
Raag- 
Durga
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 20474   

Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 03:35 12799
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Durga
Duration : 03:35   Song Number : 12799   

Hum Intezaar Karenge (Male) Bahu Begum (1967) 03:28 36518
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Pradeep Kumar
Raag- 
Durga
Duration : 03:28   Song Number : 36518   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588