MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaraoke-For-Female-Singers
HomeKaraoke-For-Female-Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa jisko bhi dekhun duniyaa bhulaa doon majnu banaa doon aisi main laila laila o laila laila aisi tu laila har koi chaahe tujhse milna akela haan muhabbat ka jisko tarikaa naa aaya use zindagi kaa salikaa naa aaya raah e wafaa mein jaan par jo khelaa uske liye hai yeh haseenon ka mela laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa o laila aaaa haaaa aaaa haaaaa aaaa haaaaa gulu gulu gulu gulu gulu gulu gulu gulu hey bubub bubub hey bubub bubub hoye hoye mujhe dekh kar jo naa dekhe kisi ko mere vaaste jo mitaa de khudi ko ussi deewane ki banungi main laila use pyaar doongi main pehla pehla laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa laila o laila laila aisi tu laila aaaaaa haaaaaa har koi chaahe tujhse milna akela hmmm hmmm o laila o laila click here
lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda apna tagada hai dekho click here
lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sitaare tim timaate hain tu aaja aaja machalti jaa rahi ye hawayein aaja aaja lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sulagati chaandani mein tham rahi hai tujh pe ye nazar kadam ye kis taraf badhate chale jaate hain bekhabar zamaane ko hain bhule hum aa chal dein saath ye safar lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan naa jaane kaun si raahein humara kaun sa hai jahaan sahaare kis ke hum dhunde humaari manzil hai kahaan sadaa dil ki magar kehti hai meri duniya hai yahaan lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan click here
aa aaa aa haa o ho o ho o ho aa haa loote koi mann ka nagar banke mera saathi loote koi mann ka nagar banke mera saathi kaun hai wo apnon mein kabhi aisa kahin hota hai ye to bada dhoka hai loote koi mann ka nagar banke mera saathi yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod jaane do jaise tum pyaare ho wo bhi mujhe pyaara hai jeene ka sahaara hai dekho ji tumhari yehi batiyaan mujh ko hain tadpaati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain aise ko roke ab kaun bhala dil se jo pyaari hai sajni humaari hai kaaho karoon main bin uss ke reh bhi nahin paati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi saathi saathi saathi saathi saathi click here
maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar mila dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar milaa pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar mila pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar milaa aa aa aa aa aa aa aa aa aas mili armaan milaa o o o o o o o o jeene ka samaan milaa mil gaya ek sahaara aa haa haa maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin o o o o o o o o jaan bhi tu hai dil bhi tu hi aa aa aa aa aa aa aa raah bhi tu manzil bhi tu hi aur tu hi aas ka taara click here
madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal phool milen yaa angaarey sach ki raahon pe chaltaa chal sach ki raahon pe chaltaa chal pyaar dilon ko detaa hai ashkon ko daaman detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logon ne tyaag diye jeevan ke preet dilon mein palti rahe ki preet dilon mein palti rahe dil wo dil hai jo auron ko apni dhadkan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai click here
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main click here
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa click here
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain labon se agar tum bula na sako to nigahon se tum naam lekar bula lo tumhari nigaahein bahot bolti hain zara apni aankhon pe palkein gira do mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain pata chal gaya hai ke manzil kahan hai chalo dil ke lambe safar pe chalenge safar khatm kar denge hum to wahin par jahan tak tumhaare kadam le chalenge mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain click here
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo click here
dil shaad tha ke phool khilenge bahaar mein maara gaya gareeb issi aitbaar mein mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki nahin to iss gulistaan mein nahin to iss gulistaan mein kamin thi kya nazaaron ki meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta mere badle tu hans leti mere badle tu hans leti tere badle main ro leta mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mili hai chandani jinko ye unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar click here
mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jab tum mujhse door rehte ho jiya mera ghabraata hai neend aankhon se udd jaati hai chaand agan barsaata hai dono pehlu jal jaata hain aag mein aag lagaata hai jaise tadpe bin jal machchhali pyaar mujhe tadpaata hai pyaar mujhe tadpaata hai iss uljhan se mujhko bacha lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jinn raahon par hans ke chalo tum phool wahaan khil jaate hain dam lene ko jahaan ruko tum madhushaale ban jaate hain tum ko chhoo kar pawan jhakore khushboo le kar jaate hain lekin hum to dekh ke soorat dil thaame reh jaate hain dil thaame reh jaate hain dil se dil click here
naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe waqt ke sitammmm kam haseen nahinnn aaj hai yahaaaan kal kahin nahiiin waqt se bade agar mil gaye kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe jo guzar gayiii kal ki baat thiii hoooooo umr to nahiiin ek raat thiiiiii raat ka siraa agar phir mile kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe din dhale jahaaaan raat paas hooooo hooo oooo oooo zindagi ki lauuu unchi kar chalo yaad aaye gar kabhi jee udaas ho meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe click here
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye click here
o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon garm hain tez hain yeh nigaahen meri kaam aa jayengi sard aahen meri tum kisi raah mein to miloge kahin ishq hoon mein kahin thehertaa hi nahin main bhi hoon galiyon ki parchhaai kabhi yahaan kabhi wahaan shaam hi se kuchh ho jata hai mera bhi jadoo jawaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon chhip rahen hain ye kya dhang hai aapka aaj to kuchh nayaa rang hai aapka aaj ki raat main kya se kya ho gayi click here
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin click here
o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o meri baahon se nikal ke tu agar mere raste se hat jaayega to lehera ke ho bal khaa ke mera saya tere tan se lipat jaayega tum chhudao laakh daaman chhodte hain kab ye armaan ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o miyan hum se na chhipaao wo banavat ki saari adaayen liye ke tum iss pe ho itraate ke main peechhe hoon sau iltajaayen liye ji mein khush hoon mere sona jhoot hai kya sach kaho na ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o phir hum se na ulajhna click here
o paalanhaare nirgun aur nyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhe humka ho sambhale tumhe humre rakhwaale tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi chanda mein tumhe to bhare ho chandani sooraj mein ujaala tumhi se ye gagan hai magannn tumhe to diye ho ise taare bhagwannnn ye jeevannnn tumhe naa sanwaaroge to kya koi sanwaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi jooooooo sunoo tooooo kahen prabhuji humri hai binti dukhi jan ko dheeraj do haare nahin wo kabhi dukh se tum nirbal ko raksha do reh paaye nirbal sukh se bhakti ko shakti do jag ke jooo swami hooo itni tooo araj suno hai path mein andhiyaare de do vardaan mein ujiyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Laila Main Laila Qurbani (1980) 04:29 17922
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amzad Khan, Zeenat Aman
Duration : 04:29   Song Number : 17922   

Lakdi Ki Kaathi Kaathi Pe Ghoda Masoom (1983) 04:07 20821
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Duration : 04:07   Song Number : 20821   

Lehron Pe Lehar Ulfat Hai Jawan Chhabili (1960) 03:25 31004
 
Poster of Chhabili (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
S Ratan
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Hemant Kumar, Nutan
On Screen Actors- 
Kaysi Mehara, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 31004   

Loote Koi Mann Ka Nagar Abhimaan (1973) 03:44 20834
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 03:44   Song Number : 20834   

Maang Ke Saath Tumhaara Naya Daur (1957) 03:34 20840
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20840   

Madhuban Khushboo Saajan Bina Suhagan (1978) 04:11 14120
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nutan, Padmini Kolhapure
Duration : 04:11   Song Number : 14120   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mujhe Choo Rahi Hain Swayamvar (1980) 04:03 18006
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:03   Song Number : 18006   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Mujhe Teri Muhabbat Ka Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 06:21 20984
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sadhana, Rajendra Kumar
Duration : 06:21   Song Number : 20984   

Mujhko Apne Gale Laga Lo Hamrahi (1963) 03:39 11874
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 03:39   Song Number : 11874   

Naam Gum Jaayega Kinara (1977) 05:49 21016
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 05:49   Song Number : 21016   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

O Haseena Zulfon Wali Teesri Manzil (1966) 06:02 21048
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Helen
Duration : 06:02   Song Number : 21048   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903   

O Mere Sona Re Teesri Manzil (1966) 05:14 21056
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 05:14   Song Number : 21056   

O Paalanhare Lagaan (2001) 05:21 16776
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 05:21   Song Number : 16776