Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSarang
HomeSarang
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


laut ke aa laut ke aa laut ke aa aa laut ke aaja mere meet aa laut ke aaja mere meet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet tujhe mere geet bulate hain mera soona pada re sangeet mera soona pada re sangeet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet barse gagan mere barse nayan dekho tarse hai mann ab to aaja sheetal pawan yeh lagaaye agan o sajan ab to mukhda dikha ja tune bhali re nibhayi preet tune bhali re nibhayi preet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet ik pal hai hansna ik pal hai rona kaisa hai jeevan ka khela ik pal hai milna ik pal bichhadna duniya hai do din ka mela yeh ghadi na jaaye beet yeh ghadi na jaaye beet tujhe mere geet bulate hain aa laut ke aaja mere meet
aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam sab ko sanmatee de bhagwaan aaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaa maangon ka sindoor na chhute maangon ka maa behnon ki aas na toote aas na toote dev binaa daataa dev binaa bhatke na praan hoo saare jag ke rakhwaale hoo saare nirbal ko bal dene waale dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyaan ishwar tero naam ishwar tero naam allah tero naam
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
hoooo oooooo bichhuaaaaaaaaa haaye re peepal chhaiyaan baithi pal bhar hooooooo dhar ke gagariyaa haaye re hoye hoye hoye hoye hoye hoye daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo mantar pherun komal kaayaaaaaaaaa oooooo chhod ke jaa re chhooooo hoye hoye hoye hoye hoye hoye aur bhi chad gayo na gayo paapi bichhua kaisi ye aag lagaa gayo paapi bichhua saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo haaye re mantar jhootha vaid bhi jhootha hooooooo piya ghar aa re aa re hoye hoye hoye hoye hoye hoye dekho re dekho re dekho utar gayo bichhua hey toot ke reh gayo dank utar gayo bichhua saiyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron
dairo haram mein basne waalon dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon toofan se hum takraayenge toofan se hum takraayenge tum apni kashti ko sambhalon tum apni kashti ko sambhalon dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon maikhaane mein aaye waaiz maikhaane mein aaye waaiz inko bhi insaan bana do inko bhi insaan bana do dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon aaj to lab saada rehne do aaj to lab saada rehne do taj mehal pe rang naa daalo taj mehal pe rang naa daalo dairo haram mein basne waalon maikhanon mein phooth na daalon maikhanon mein phooth na daalon dairo haram mein basne waalon dairo haram mein basne waalon
dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya
ghata ghanghor ghor ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa ek mauj ka naam jawaani eit aave ut jaave ek mauj ka naam jawaani eit aave ut jaave mauj mein mauj na li jisne wo phir paache pachhtaawe mauj mein mauj na li jisne wo phir paache pachhtaawe bada dukh deve jiya bada dukh deve jiya maane na haaye piya haaye bada dukh deve jiya maane na haaye piya maane na haaye piya ye samjha ja aaja ye samjha ja ghata ghanghor ghor mor machaawe shor more sajan aaja aaa aaja more sajan aaja aa kab lag phiru khoj mein teri piya khoye khoye kab lag phiru khoj mein teri piya khoye khoye jo laagi na jaane meri unka bhala na ho re jo laagi na jaane meri unka bhala na ho re phirun main dwaare dwaare phirun main dwaare dwaare do nainva ke maare haaye phirun main dwaare dwaare do nainva ke maare do nainva ke maare mukh dikhla ja aa ja mukh dikhla ja ghata
hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale ho baabul ki aaye mohe yaad jaane kyaa ho ab iske baad hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor dekho na chhedo is tarah rasta kate phir kis tarah hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam mujhpe hai itna aitbaar maine kiya hai tumse pyaar hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale aisa naa ho tu kabhi chhod de mera saath phir na kabhi kehana dil todne waali baat aisa na ho tu
jaadugar saiyaan chhodo mori bainyan ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do jaadugar saiyaan chhodo mori bainyan ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do jaane de o rasiyaaaaa mere mann basiyaaaa jaane de o rasiya o mere mann basiyaa gaanv mera badi door hai teri nagariya ruk na sakun main pyaar mera majboor hai teri nagariya ruk na sakun main pyaar mera majboor hai zanjeer padi mere haath ab ghar jaane do jaadugar saiyaan chhodo mori bainyan ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do jhuki jhuki akhiyaaaaan dekhengi saari sakhiyaaaan jhuki jhuki akhiyaan dekhengi saari sakhiyan dengi taana tere naam ka aise mein mat rok bedardi le vachan kal shaam ka aise mein mat rok bedardi le le vachan kal shaam ka kal honge phir hum saath ab ghar jaane do jaadugar saiyaan chhodo mori bainyan ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do
amiya hala hal madbhare sweat shyaam ratnaar jiyat marat jhuki jhuki parat jehi chitwat ik baar jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya piya se milan chali aaj kaamaniyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa raat andheri darr laage rasiyaaaa raat andheri darr laage rasiyaaa paas kaise aaun tore mann basiyaa papihaa bole papihaa bole amrit ghole jiyara dole haule haule haule jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje sajj singaar koi naar naveli oooooo ooooooo ooooooo oooooo oooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo sajj singaar koi naar naveli nidar dagar mein chali hai akeli ritu basant aayi albeli daar daar bole kaari koyaliyaa jhanan jhan jhanan jhan jhananana baaje paayaliya jhanan jhan jhanan jhan jhananana aaaaaaaa pyaar jaga hai dekho kan kan meinnnnnn pyaar jaga hai dekho kan kan mein raas racha hai mann
jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee baadlon pe chalne ka chaav piya baadlon pe chalne ka chaav piya aao mera jhulna jhulaao piya ban ban papihaa pihu bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee rog ye kaisa laaga mohe aarsi uthaaun dekhun tohe mann chanchal mose chhal naa kare baawari bole kabhi pagli kahe baawari bole kabhi pagli kahe saari tori ankhiyaan yaad karun aarsi mein baar baar ajar bharun mann mitwa ka ye pihu bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan bole jhuthi muthi mitwa aavan bole baadho bole kabhi saawan boleeee
kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi kaahe ko jagaaya o bairi main to soyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi paapi tu kya jaane main sapnon mein khoyi thi aankhon se meri li neendiyaa udaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re kabhi itt aaye to kabhi utt jaaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re dekh ke akeli tu mujkko daraaye re seekhe kahaan se ye dhang chhaliyaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa shor machaa kaare kaare baadraaaa aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke aa jaa tu hi aa jaa pawan lehraaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke sang sang le jaa ye badraa udaaye ke doongi duwaayen ho tera bhalaaaa kaare kaare baadra jaa re jaa re baadra meri atariyaa naa
kaate na kate raina kaate na kate raina more laage unse naina re more laage unse naina re kaate na kate raina kaate na kate raina more laage unse naina re more laage unse naina re kaate na kate raina kaate na kate raina aa aa aaa tumhare waade ki jo sharabi kare hai tauba nashe mein aakar hamari aadat ke muddtar hai jawaan raaton ko dil dukha kar hayee chanda hanse aakash mein chanda hanse aakash mein mere pee nahin mere paas mein mere pee nahin mere paas mein kaate na kate raina kate raina aa aaa guzar chuki hai ye raat aadhi shama ke saath hum bhi jal rahe hain haye jigar ko thaame tadap rahe hain tadap ke karwat badal rahe hain hayeeee kahe shyam se jalta diya kahe shyam se jalta diya tune baavli ye kya kiya tune baavli ye kya kiya kaate na kate raina kaate na kate raina kate raina
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai duniya ne hamein berehami se thukra jo diya achchha hi kiya thukra jo diya achchha hi kiya nadaan hum samjhe baithe the nadaan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki kuchh aur zamaana kehta hai insaaf mohabbat sachchaiii insaaf mohabbat sachchai wo rehamo karam ke dikhalave kuchh kehte zubaan sharmaati hai kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai do basti hai insanon ki insaan magar dhundhe na mila insaan magar dhundhe na mila patthar ke buton se kya keeje patthar ke buton se kya keeje fariyaad bhala toote dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai
laage tose nain laage laage laage tose nain laage laage laage tose nain laage laage darsh bina paaun na chain darsh bina paaun na chain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain jab se lagiii jab se lagi lagan tihari jab se lagiii jab se lagi lagan tihari bhool gayi sudh budh saari bhool gayi sudh budh saari jab se lagi lagan tihari bhool gayi sudh budh saari kal na pare din ho ke rain kal na pare din ho ke rain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain mann mein basiiii mann mein basi thi ranjani mann mein basiiii mann mein basi thi ranjani tan mein jagi agan suhaani tan mein jagi agan suhaani mann mein basi thi ranjani tan mein jagi agan suhaani gayore more jiyra ka chain gayore more jiyra ka chain jaagun saari rain laage tose nain laage laage laage tose nain laage tose nain laage tose nain laage tose nain
matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na darr beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le are tu apna bana le armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le are hans le zara gaa le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani are kuchh de de nishaani dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani duniyaan ke maze lutt le
mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin wo to laakhon mein hai ek haseen wo to laakhon mein hai ek haseen ek haseen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin bholi soorat adaa naazneen bholi soorat adaa naazneen naazneen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa mera mehboob ek chaand hai husn apna nikhaare huye hoooo oooo ooooo aasmaan ka farishtaa hai wo roop insaan ka dhaare huye hoooo oooo ooooo rashq e jannat hai wo mehzabeen rashq e jannat hai wo mehzabeen mehzabeen mere mehboob mein kya nahin kya nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maa ho anjum ho yaa kenhkashaan sabse pyaara hai mera sanam aaaaaa aaaaa aaaaaaa uske jalwon mein hai wo asar hosh udd jaaye allah kasam aaaaaa aaaaa aaaaaaa dekh le gar use tu kahin dekh le gar use tu kahin tu kahin mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin mera mehboob hai jaaneman sarva kad maahroo
haaye re haaye ye mere haath mein tera haath naye jazbaat meri jaan balle balle oye hoye hoye oye oye oye haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye jab se dil mein teri tasveer bani hai yun lagta hai jaise takdeer bani hai o oo oo oo oo oo oye jab se tu iss dil ka mehmaan hua hai jeevan mein khushiyon ka saamaan hua hai jitni door nazar main daalon chaaron aur bahaar hai haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle ho balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye tere ghar shehnai jis raat bajegi teri meri jodi kya khoob sajegi o oo oo oo oo oo oye pure honge dil ke armaan humare aanchal mein bhar lenge hum chaand sitaare tere aage chaand sitaare o gori kya cheez hain haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye teri surat pyaari are jo bhi dekhe sach kehta hoon
o jaane wale ho sake to laut ke aana o jaane wale ho sake to laut ke aana ye ghaat tu ye baat kahin bhool na jaana o jaane wale ho sake to laut ke aana bachpan ke tere meet tere sang ke sahare bachpan ke tere meet tere sang ke sahare dhoondenge tujhe gali gali sab ye ghum ke maare poochhengi har nigaah kal tera thikana o jaane wale ho sake to laut ke aana de de ke ye awaaz koi har ghadi bulaye de de ke ye awaaz koi har ghadi bulaye phir jaaye jo uss paar kabhi laut ke na aaye hai bhed ye kaisa koi kuchh to batana o jaane wale ho sake to laut ke aana ye ghaat tu ye baat kahin bhool na jaana o jaane wale ho sake to laut ke aana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet (Male) Rani Rupmati (1957) 03:21 14065
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 14065   

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Allah Tero Naam Ishwar Hum Dono (1961) 03:34 20132
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Gowda-Sarang
Duration : 03:34   Song Number : 20132   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Chad Gayo Paapi Bichhua Madhumati (1958) 06:13 11976
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:13   Song Number : 11976   

Dairo Haram Mein Basne Waalon Jagjit Singh 04:27 11416
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:27   Song Number : 11416   

Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 04:49 20366
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 20366   

Ghata Ghanghor Ghor Mor Machawe Shor Tansen (1943) 03:13 36971
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Khemchand Prakash
Singer- 
Khursheed
On Screen Actors- 
Khursheed, Kundan Lal Saigal, Nagendra
Raag- 
Sarang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 36971   

Hum Donon Do Premi Ajanabee (1974) 04:48 20532
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:48   Song Number : 20532   

Jadugar Saiyan Chhodo Mori Baiyan Nagin (1954) 03:14 20634
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 20634   

Jhan Jhan Jhan Baje Rani Rupmati (1957) 03:15 14066
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Taal- 
Tintal
Duration : 03:15   Song Number : 14066   

Jhuthi Muthi Mitwa Rudaali (1993) 04:05 10677
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rakhi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 10677   

Kaare Kaare Baadra Bhabhi (1957) 03:36 12894
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12894   

Kaate Na Kate Raina Mera Naam Joker (1970) 03:37 32973
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Sarang
Duration : 03:37   Song Number : 32973   

Kuchh Aur Zamaana Kehta Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:46 37285
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nadira
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 37285   

Laage Tose Nain Chandi Ki Deewar (1964) 03:39 37102
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Indrani Mukharji
Raag- 
Sarang
Duration : 03:39   Song Number : 37102   

Matwala Jiya Dole Piya Mother India (1957) 03:40 13774
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nargis
Raag- 
Sarang
Duration : 03:40   Song Number : 13774   

Mere Mehboob Mein Kya Mere Mehboob (1963) 04:19 13731
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Raag- 
Sarang
Duration : 04:19   Song Number : 13731   

Meri Jaan Balle Balle Kashmir Ki Kali (1964) 03:32 12016
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:32   Song Number : 12016   

O Jaane Wale Ho Sake To Bandini (1963) 03:24 21072
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nutan
Raag- 
Sarang
Duration : 03:24   Song Number : 21072