Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuraiya
HomeSuraiya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa ghabrataa tha dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa khud giraftaar hua jaata hai khud giraftaar hua hoooo ooooo khud giraftaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai tumne kyun pyaar se dekha mujhko tumne kyun pyaar se dekha mujhko dard bezaar hua jaata hai dard bezaar hua hoooo ooooo dard bezaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai iss tamanna mein ke tum doge sazaa aaaaaa tum doge sazaa iss tamanna mein ke tum doge sazaaaaaa dil gunahgaar hua jaata hai dil gunahgaar hua hoooo ooooo dil gunahgaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai
agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai tumhaare ghum ko apnaa ghum banaa loon to qaraar aaye tumhaara dard seene mein chhuppa loon to qaraar aaye wo har shai jo tumhen dukh de mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai sharike zindagi ko kyun sharike ghum nahin karte dukhon ko baant kar kyun in dukhon ko kam nahin karte tadap is dil ki thodi si mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai in aankhon mein na ab mujhko kabhi aansoo nazar aaye sadaa hasti rahen aankhen sadaa ye hont muskaayen mujhe apni sabhi aahein sabhi dardo alam de do agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai
aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaa nazren milaaaa kuchh to mileeeee ghum ka silaaaaa aye dilrubaaaaaa ashqon ka ek dariyaa baha pyaasa tha dil pyaasa raha nazren milaaa nazren milaaa rehne naa deeee koi gilaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen aashayein mit jaayen to mit jaayen dil ki aanhe kabhi na baahar aayen kabhi na baahar aayen bhari ho honton par muskaan na koi le dil ko pehchan isi mein hai re teri jeet baavre yahi preet ki reet deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein deepak jale bhawan mein rahe patanga van mein preet kheench kar laayi usse jalaaya chhan mein jalan ka usse kahan tha hosh pyaar ka chada hua tha josh ga rahi duniya jiske geet baavre yahi preet ki reet bahe na kabhi nain se neer uthi ho chahe dil mein peer baavre yahi preet ki reet baavre yahi preet ki reet
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae kisi ki zindagi aaa aaa ishq hai ghumkhaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hain naagan si furqat ki raatein dasti hain naagan si furqat ki raatein jhuti hain bin tere jeene ki baatein jeene ki baatein haaye kyun ye bebasi aaa aaa main hoon talabgaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon honthon pe nagmon ki kaliyaan khila doon kaliyaan khila doon ro rahi hai beqasi aaa aaa husn hai bimaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hansna hai bas mein na rona hai bas mein hansna hai bas mein na rona hai bas mein mehlon mein rehkar wo qaid e kapas mein qaid e kapas mein manzilon mein pyaar ki aaa aaa tod ke deewaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
betaab hai dil betaab hai dil dard e mohabbat ke asar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja aankhon ko hai ummeed aankhon ko hai ummeed teri raah guzar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya begaana huyi begaana huyi jaati hoon duniya ki khabar se takra gayi ye kiski nazar meri nazar se betaab hai dil dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti fariyaad bhi fariyaad bhi hoti nahin rusvaayi ke dar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ik mauj hai ik
chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai saajan ki baat par gussa jo aa gaya zulfon kaa baadal gaalon pe chhaa gaya hoo gaalon pe chhaa gaya saajan ki baat par gussa jo aa gaya zulfon kaa baadal gaalon pe chhaa gaya hoo gaalon pe chhaa gaya abhi abhi din tha abhi abhi raat hai abhi abhi din tha abhi abhi raat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat mein baat aisi ho gayi raaja bhi kho gaya raani bhi kho gayi ho raani bhi kho gayi pehli mulaaqat mein baat aisi ho gayi raaja
dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho jo dil ki raah se guzri hai wo bahaar ho tum guzri hai wo bahaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat wo ghum haseen hai jiss ghum ke zimmedaar ho tum ghum ke zimmedaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein meri wafaaon ki ulfat ki yaadgaar ho tum ulfat ki yaadgaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko is ghar mein hum ek chaand ko is ghar mein hum ek chaand ko chamkaaye huye hain dil ko haaye dil ko ab kaun si daulat hai jo ab kaun si daulat hai jo takdeer se maangen ulfat hi badi cheez thi ulfat hi badi cheez thi jo paaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko jab tu hai khayalon mein jab tu hai khayalon mein to duniyaan se humen kya duniyaan se humen kya duniyaan ko teri yaad mein duniyaan ko teri yaad mein thukraaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko mitt kar bhi na daaman tera mitt kar bhi na daaman tera haathon se chhutega haathon se chhutega hum teri muhabbat ki hum teri muhabbat ki kasam khaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane ho oo neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin neend na aaye dil bas men nahin tu hai kahin to piya main hoon kahin o sajanawa re o balamwa re chandani raaten aur ye saman rut bhi anokhi dil bhi jawan hoo oooo main bhi deewani tu bhi deewana phir kaise beete mausam suhana ho oo raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya raat kate na bin tere piya aaja akele nahin laage jiya o sajanawa re o balamwa re jhilmil tare mast hawa chhed de murali aa ke zara ho oo tere sang gaun main aisa gana sun sun ke jis ko nache zamana duniya kya jaane mera afsana kyun gaye dil ulfat ka tarana duniya kya jaane
dil tere aane se pehle bhi yunhi barbaad tha aur yunhi barbaad hai tere chale jaane ke baad hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne dil ko jab teri muhabbat kaa ishaara mil gaya maine samjha meri kashti ko kinaara mil gaya haaye kismat ko magar kuchh aur hi manzoor tha aankh jab kholi to kashti se kinaara door tha hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne chhod kar duniyaa teri tujh ko bhulaane ke liye hum chale aaye yahaan aansoon bahaane ke liye dil abhi bhula naa tha tujh ko ke phir kismat meri kench kar laayi tujhe mujh ko rulaane ke liye hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge
jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata jaate huye kyu tumko is dil ka khayaal aata tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai tadpa ke chale jaana ek reet puraani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi parwaane ke jalne pe hasna na tamaashaayi hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai hansti huyi shama bhi ek raat ki raani hai jab tum hi nahin apne duniyaan hi begaani hai ulfat jise kehte hain ek jhooti kahaani hai
rahiye ab aisi jagah chal kar jahaan koi naa ho humsukhan koi naa ho aur humzabaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye bedaron deewar saa ik ghar banaaya chaahiye koi humsaaya naa ho aur paasbaan koi naa ho rahiye ab aisi jagah padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar padiye gar beemar to koi naa ho teemaardar aur agar mar jaaiye to mohafa koi naa ho rahiye ab aisi jagah
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo shamma jalaane aaye the jo shamma jalaane aaye the wo shamma bujha kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se haye kismat se kyun aankh milane aaye the kyun aankh milane aaye the jo aankh chura kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein haye ulfat mein iss raah mein lakhon toote dil iss raah mein lakhon toote dil aaye aur aa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Aap Se Pyaar Hua Shama (1961) 02:56 14224
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:56   Song Number : 14224   

Agar Mujh Se Muhabbat Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:50 20119
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 20119   

Aye Dilruba Dilruba Rustam Sohrab (1963) 03:16 15659
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Suraiya
Duration : 03:16   Song Number : 15659   

Bahe Na Kabhi Nain Se Neer Vidya (1948) 03:09 16336
 
Poster of Vidya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Y N Joshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh, Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:09   Song Number : 16336   

Beqaraar Hai Koi Shama Parwana (1954) 03:58 39933
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Suraiya
Duration : 03:58   Song Number : 39933   

Betaab Hai Dil Dard (1947) 03:59 14432
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:59   Song Number : 14432   

Char Din Ki Chaandni Dillagi (1949) 03:09 37191
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Suraiya, Sharada, Shyam, Amar
Duration : 03:09   Song Number : 37191   

Chup Chup Khade Ho Bari Behen (1949) 03:04 20304
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman
Duration : 03:04   Song Number : 20304   

Dhadkte Dil Ki Tamanna Shama (1961) 04:14 14220
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 14220   

Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 03:43 11929
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Suraiya
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 03:43   Song Number : 11929   

Dil Ko Teri Tasveer Se Dastan (1950) 03:42 32072
 
Poster of Dastan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Suraiya, Raj Kapoor
Duration : 03:42   Song Number : 32072   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Duniya Kya Jaane Mera Dillagi (1949) 03:22 37857
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:22   Song Number : 37857   

Ho Likhne Waale Bari Behen (1949) 03:28 12795
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:28   Song Number : 12795   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Jab Tum Hi Nahin Parwana (1947) 03:12 32131
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:12   Song Number : 32131   

Jahan Koi Na Ho Mirza Ghalib (1954) 02:21 13750
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:21   Song Number : 13750   

Jo Dil Mein Khushi Ban Kar Aaye Badi Bahen (1950) 03:31 36254
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:31   Song Number : 36254   
Karaoke Songs of suraiya, Sad Songs of suraiya, Love Songs of suraiya, Dance Songs of suraiya, Hip-hop songs of suraiya, Best songs of suraiya, Super hit songs of suraiya, hit songs of suraiya, duet songs of suraiya, solo songs of suraiya, old songs of suraiya, famous songs of suraiya, Hindi Karaoke Songs of suraiya, Hindi Sad Songs of suraiya, Hindi Love Songs of suraiya, Hindi Dance Songs of suraiya, Hindi Hip-hop songs of suraiya, best Hindi songs of suraiya, super hit Hindi songs of suraiya, hit Hindi songs of suraiya, duet Hindi songs of suraiya, solo Hindi songs of suraiya, old Hindi songs of suraiya, famous Hindi songs of suraiya, Sing Along Songs of suraiya, Sing Along Sad Songs of suraiya, Sing Along Love Songs of suraiya, Sing Along Dance Songs of suraiya, Sing Along Hip-hop songs of suraiya, Sing Along Best songs of suraiya, Sing Along Super hit songs of suraiya, Sing Along hit songs of suraiya, Sing Along duet songs of suraiya, Sing Along solo songs of suraiya, Sing Along old songs of suraiya, Sing Along famous songs of suraiya