Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi khwaab hai tha hume bhi pata par humen zindagi se bahut pyaar tha sukh bhi the dukh bhi the dil ko ghere huye chaahe jaisaa tha rangeen sansaar tha aa gayi thi shikayat labon tak magar kise kehte to kya kehna bekaar tha chal pade dard de kar toh chalte rahe haar kar baith jaane se inkaar tha chand din tha basera humara yahaan hum bhi mehmaan the ghar to uss paar tha humsafar ek din to bichhdna hi tha alvidaa alvidaa haa alvidaa alvidaa
aa aaaa aa aaaa aa aaaaa aaaa zindagi ki uljhanon ko bhool kar aaj masti mein guzaaro raat bhar subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa zindagi ki uljhanon ko bhool kar aaj masti mein guzaaro raat bhar subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa aaj saaqi bhi hai aur mehfil bhi hai aaj saaqi bhi hai aur mehfil bhi hai aaj nagma bhi hai saaz e dil bhi hai aaj nagma bhi hai saaz e dil bhi hai zindagi mein bekhudi shaamil bhi hai raat aayegi na aisi laut kar aaj masti mein guzaaro raat bhar subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa zindagi ki uljhanon ko bhool kar aaj masti mein guzaaro raat bhar subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa subah jab hogi to dekha jaayegaa ho dekha jaayegaa aaj dil ka rang bhi mastaana hai aaj dil ka rang bhi mastaana hai chhalka chhalka hosh ka
zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin jhoom kar yun aayin baharein khil gayi dil ki har kali jhoom kar yun aayin baharein khil gayi dil ki har kali pyaar ne awaaz de kar ye kaha aa meri gali jisko maine door samjha kya pata tha wo hai yahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen ho bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin ab na shikwa hai na shikayat dil se dil aise mille ab na shikwa hai na shikayat dil se dil aise mille muskurakar tumne dekha mit gaye saare gille pyaar na ho to ye duniya rehne ke kaabil hi nahin zindagi mein aap aaye ho gayi duniyaa haseen bhar gaya phoolon se daaman ab kami koi nahin zindagi mein aap aaye la la la la ho gayi duniyaa haseen la la la la bhar gaya phoolon se daaman la la lal la ab kami koi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai ho ja ho ja ae dil kisi ka ho ja kisi ka ho ja jahaan bhi dekhe aankh ki masti kho jaa nadaan kho jaa hai pyaar ki fursat kitni bas raat jawaan hai jitni ho ho ho ho oo oo ho akele tumho akele tumho akele hum akele hum hain baant na len kyun aapas mein jo dard jigar mein hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan dil ki main na jaanu pad na gayi hon aankh kisi qatil ki main na jaanu jab chal jaata hai jaadu phir dil par kaisa kaabu ho ho ho ho oo ho ho akele tumho akele tum akele hum akele hum hain honton par bhi le aao jo
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta humsafar to hai magar manzilen hai juda juda humsafar to hai magar manzilen hai juda judaa zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta humsafar to hai magar manzilen hai juda juda humsafar to hai magar manzilen hai juda judaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aasuon ki dhoop mein koi chal raha idhar aasuon ki dhoop mein koi chal raha idhar kehkahon ki chhanv mein koi chal raha udhar koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya humsafar to hai magar manzilen hain juda juda humsafar to hai magar manzilen hain juda judaa sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo jahaan bhi jab bhi nazar aate ho gazab karte ho sitam dhaate ho to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa tumhare liye tooooo muhabbat hogiiii humare liye woooo qayamat hogi jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ye haalat dekhoooo huyi jaati hai naa chain aata hai haaye naa neend aati hai jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara karooooo jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara
aaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai kaise naadan hai sholon ko hawaa deten hain kaise naadan hai hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain jaan jaaye ke rahe baat nibhaa dete hain jaan jaaye aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole hum mohabbat se mohabbat kaa seela dete hain hum mohabbat se takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai ishq waale to khudaayi bhi loota dete hain ishq waale humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa aap ab shauk se de le jo sazaa dete hain zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Khwaab Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:08 36843
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nadira, Moti Lal
Duration : 03:08   Song Number : 36843   

Zindagi Ki Uljhanon Ko Bhool Kar Nartaki (1963) 05:09 19839
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 05:09   Song Number : 19839   

Zindagi Mein Aap Aaye Chhalia (1973) 04:17 12976
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh, Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Nanda
Duration : 04:17   Song Number : 12976   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854   

Zindagi Wo Kya Jawab (1970) 03:15 13428
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:15   Song Number : 13428   

Zindagi Ye Dil Kabaddi (2008) 04:59 32830
 
Poster of Dil Kabaddi (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Music Director- 
Sachin Gupta
On Screen Actors- 
Irfan Khan, Rahul Khanna, Soha Ali Khan
Duration : 04:59   Song Number : 32830   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126   

Zulfon Ko Aap Yun Chandan Ka Palna (1967) 05:13 11948
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 05:13   Song Number : 11948   

Zurm E Ulfat Pe Humen Taj Mahal (1963) 03:32 14312
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 14312   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a