Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o o o dilwaale dilgeer hua aa aa aa kya kya soch raha hai ae tu dilwaale dilgeer hua kya soch raha hai tu soch raha hai tu sukh aur dukh ko samajh baraabar dheeraj tu dheeraj dhar saadhu kyun soch raha kyun soch raha kya soch raha hai tu dilwaale dilgeer hua kya soch raha hai tu khoti duniya bhale bure ki kar na sake pehchaan gyaanwaan par keech uchhale murakh ko de maan murakh ko de maan tu apmaan ko maan samajh kar ponchh daal aansu kyun soch raha kyun soch raha kya soch raha hai tu dilwaale dilgeer hua kya soch raha hai tu hansi khushi aur rona dhona jag ke jhuthe khel jag ke jhuthe khel tan man mein jo basa hai tan man mein jo basa hai sabke badha tu us se mel badha ke us se mel saadhu man par paa kaabu saadhu man par paa kaabu kyun soch raha kyun soch raha kya soch raha hai tu kya soch raha hai tu
dilwaale dilwaale jal jal kar hi mar jaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale preet ki dil se aag uthe aur donon taraf lag jaaye preet ki dil se aag uthe aur donon taraf lag jaaye tan ko jalaaye mann ko jalaaye tan ko jalaaye mann ko jalaaye phir bhi na nikle haaye phir bhi na nikle haaye ek shamma ho ek parwaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale rang rangeeli duniya mein hain rang rang ke dhokhe do din ki jeevan maaya isko na bitaana ro ke rang rangeeli duniya mein hain rang rang ke dhokhe do din ki jeevan maaya isko na bitaana ro ke hans hans kar preet nibhana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale jal jal kar hi mar jaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale
o chhupaane waale ab teri chilman ki khair ho dewaane aa gaye tere daaman ki khair ho oo haaye dilwaale hoye dilwaale hoye ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale oo dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale ek aawara bane huye toota taara bane huye aa aaaa ek aawara bane huye toota taara bane huye nahin jinke thikaane jo hai sabse begaane wahi tere deewaane haan wahi dilwaale haye dilwaale ab teri gali tak aa pahunche ho dilwaale dilwaale oooo dilwaale shehron shehron phirte huye pahunche uthte girte huye oooo shehron shehron phirte huye pahunche uthte girte huye wo jo shaam o saher tera dard e jigar liye phirte the dar dar haan wahi dilwaale haaye dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale dilwaale o dilwaale saathi dil ka saath liye haathon mein ek haath liye haaa saathi dil ka saath liye haathon mein ek haath liye raahon mein gul khilaate jhumte gungunaate teri nazron ke maathe haan wahi dilwaale haaye
dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein had e nazar tak ye veeraani saath chalegi saath chalegi dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein dilwaalo oo dilwaalo sannaate phir shamma ke aansu chaat rahe hain sannaate phir shamma ke aansu chaat rahe hain chaat rahe hain ye basti jo ujad gayi hai ab na basegi ab na basegi dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein dilwaalo oo dilwaalo ghar ke ander saare jungle ka sannaata ghar ke ander saare jungle ka sannaata sannaata shaam huyi toh iss jungle mein hawaa chalegi hawa chalegi dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein dilwaalo oo dilwaalo jinke haathon dil ki ye tauheen huyi hai jinke haathon dil ki ye tauheen huyi hai tauheen huyi hai un ke liye bhi ye duniya aisi na rahegi aisi na rahegi dilwaalo kya dekh rahe ho in raahon mein in raahon mein dilwaalo oo dilwaalo razzi miyaan tum shaam se kaise chup baithe
dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya nasha dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya maza saadiyan sambhalo choliyaa sambhalo aa gaya brij ka chor aaj na chhodega matki phodega natkhat nand kishor milke gopiyaan chheene jo murli jaadu tera na chalega matki to matki hum jo na chahen haath bhi chhoo na sakega ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya nasha dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim aaj koi baala roop ki jwala humse na bachne paaye haaye kheench ke laao masti mein gaao basti mein rang aa jaaye oonchi latki ambar mein matki todega kaise kanhayya maakhan churana bhool jaayega yaad aayegi
din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye gagan ke tale do sitaare hilmil chalen do sitaare hilmil chalen tere pyaar ka diyaa mere dil mein hardam jale mere dil mein hardam jale ye jhoomti raahen ghoomti dharti badle rang hazaar main kaise kar loon pyaar din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye milan mad bhara ye nazaare jhilmil karen ye nazarein jhilmil karen mere dil mein piyaa ye baharein rangat bhare ye baharein rangat bhare sapne chura kar dekh le kaliyan dhadke jiya har baar main kaise kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar
kadam kadam pe rahe saath roshni bankar har ek shaam se pehle har ek shaam ke baad wahan pahunch ke ye kehna saba salaam ke baad tumhara naam hai lab pe khuda ke naam ke baad din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam jab se likhi hai maine har ek shaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi duniya ke bazaar mein apni kya qeemat hai phir bhi jo bhi mil sakte hon mere daam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai umr ki raahon mein kitne hi log mile ye sach hai lekin ab is safar ka hai anjaam tumhare naam din bhar ki sab baatein saare kaam tumhare naam sher kahan likhta hai wo likhti hai tumhari aankhein sher kahan likhta hai wo likhti hai tumhari aankhein sher kahan likhta
din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain har subha koi naya dard liye aati hai har nayi shaam aansuon mein doob jaati hai maut se pehle jo mar jaate hain unse puchho zindagi aadmi par kaise sitam dhati hai din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain zulm sehte hain tadapte hain aah bharte hain hoke majboor khud ko hum tabaah karte hain zindagi mein kayi aise bhi mod aate hain hum nahin chaahte phir bhi gunaah karte hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain dava ke badle kahin zeher pila deti hai dulhan ki maang ka sindoor mita deti hai ye gareebi ye bhookh aur havas jeene ki yahaan insaan ko haivaan bana deti hai din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota
aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa din chadhta hai maai dar lagta hai maai hmmm din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri ari maai ri makdee ke jaale sa aata hai naakhun hai din ke daraata hai darti huyi chhupti huyi jaaun kahaan bachti huyi phir jab raat aati hai hmm hmmm hmm hmmm panjon waali raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon kida sa gardan pe chalta hai din raat ungli se malta hai maai mera pichha chhuda sar pe chadhi kaali bala kal na jaane kya ho hmmmmmm hmmmmmm aane waali shaam se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri meri maai ri hmm mm mm mm
din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar kal kar lena jaanam tum baaki ka pyaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar thehro zara do ghadi jaane jaan abhi theek se tumko dekha kahaan thehro zara do ghadi jaane jaan abhi theek se tumko dekha kahaan din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar dhadkan se bhi tez ab to ghadiyaan ye chalne lagi hain dhadkan se bhi tez ab to ghadiyaan ye chalne lagi hain rukne ki ab baat yaara mujhko to khalne lagi hai hum waqt ko rok lenge sanam tum bhi zara roko apne kadam hum waqt ko rok lenge sanam tum bhi zara roko apne kadam din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar apne deewaane pe itna kyun tum sitam kar rahi ho apne deewaane pe itna kyun tum sitam kar rahi ho hum saath hain jab tumhaare phir kisliye dar rahi ho is pal jo main ja na paayi agar phir na kabhi ja sakungi main ghar is pal jo main
Din Dhal Jaaye Haai Raat Na Jaaye, Tu To Na Aaye Teri Yaad Sataaye, Din Dhal Jaaye, Pyaar Mein Jinke, Sab Jag Chhoda Aur Huye Badnaam, Unke Hi Hathon
din guzar gaya aitbaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein unki ik nazar kaam kar gayi unki ik nazar kaam kar gayi hosh ab kahan hoshiyaar mein hosh ab kahan hoshiyaar mein mere kabze mein kaaynaat hai mere kabze mein kaaynaat hai main hoon aapke ikhtiyaar mein aankh to uthee phool ki taraf aankh to uthee phool ki taraf dil ulajh gaya husn e khar mein dil ulajh gaya husn e khar mein tujhse kya kahein kitne ghum sahe tujhse kya kahein kitne ghum sahe hamne bewafa tere pyaar mein fikr e aashiyaan har khiza mein ki fikr e aashiyaan har khiza mein ki aashiyaan jala har bahaar mein aashiyaan jala har bahaar mein kis tarah ye ghum bhool jaayen hum kis tarah ye ghum bhool jaayen hum wo juda hua ishtihaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de
din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi ho ooo din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooo o sathi o sathi hooo tere hanste honthon se bichhde tere geet kyun barse saawan pyaar ka tarse teri preet kyun beet na jaaye kahin pyar ka saawan yunhi o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hoo o shaayad kahta hai tujhe sehma sehma dil tera teri gujri zindagi thaame na aanchal tera pyaar jo karte hai wo yun nahin darte hain wo o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo dulhan ban kar zindagi chalti tere sath hai badh kar baahein thaam le rukne ki kya baat hai aaj kyun hai dooriyaan kyun hai ye majbooriyaan o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo hona tha jo wo ho gaya sathi ab na soch tu kah kar man ke bhed ye halka karle bojh tu ye khamoshi tod de ye udaasi chhod de o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooooo o sathi o
kukdu ku heyy mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai jeevan pyaar bina feeka hai maine duniya se yahi seekha hai din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra raha maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhen pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog aaha aah aah duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog din
hooooooo oooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tu dor main patang udun tere sang sang ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha haa tu hai phool to main rang rahun tere sang sang ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho rang daaro iss rang mein humaara ang ang rang daaro iss rang mein humaara ang ang ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi le ke aaun main baraat thaamun mehndi waale haath ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha ha main to mukh se na bolun chali chalun tere saath ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho nit nit kare chanda se chakori mulakaat nit nit kare chanda se chakori mulakaat ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai
Din Ja Raha Hai
din kuchh aise guzaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi aainaa dekh kar tasalli huyi aainaa dekh kar tasalli huyi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi hamko is ghar mein jaantaa hai koi pak gayaa hai shajar pe phal shaayad pak gayaa hai shajar pe phal shaayad phir se patthar uchhaaltaa hai koi phir se patthar uchhaaltaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi der se goonjte hain sannaate der se goonjte hain sannaate jaise hamko pukaartaa hai koi jaise hamko pukaartaa hai koi jaise hamko pukaartaa hai koi din kuchh aise guzaartaa hai koi jaise ehsaan utaartaa hai koi
din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge mat sharmaao aa jaao mat sharmaao aa jaao meri baahon mein dekho apni tasveer meri nighaahon mein kya hua gar kaanten hain apni raahon mein apni raahon mein inn raahon mein phool bikharte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena tumko humne maan liya rabb tum jaano tumko humne maan liya rabb tum jaano hum ye jaane baaki sab tum jaano kya kehna hai kya nahin ye ab tum jaano ab tum jaano tum jo kahoge hum wo karte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena dukh sukh
aaa aaa aaa aaaa din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam haan sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain kaun tumhara kutamb kabila aaaaa ye sab matlab ka hai leelaa kaun tumhara kutamb kabila haan ye sab matlab ka hai leelaa jeete ji ke naate hain sab jeete ji ke naate hain sab jeete ji ke naate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaa laakh chauraasi bhugat ke aaya aa aaaa aaa aaaa aaaa laakh chauraasi bhugat ke aaya bade bhagya maanus tan paaya laakh chauraasi bhugat ke aaya bade bhagya maanus tan paaya taa par bhi nahin kari kamaayi taa par bhi nahin kari kamaayi taa par bhi nahin kari kamaayi phir paachhe pachhtaate hain are phir paachhe pachhtaate hain phir paachhe pachhtaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam haan sumran kar siya raam naam din
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dilwaale Dilgeer Hua Yatrik (1952) 03:33 14085
 
Poster of Yatrik (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:33   Song Number : 14085   

Dilwaale Jal Jal Kar Hi Mar Jaana Natak (1947) 03:05 13070
 
Poster of Natak (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:05   Song Number : 13070   

Dilwale Ab Teri Gali Kala Pani (1958) 04:58 39459
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:58   Song Number : 39459   

Dilwalo Kya Dekh Rahe Ho Ghulam Ali 07:20 19093
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Razi Tirmizi
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:20   Song Number : 19093   

Dim Tana Dim Wafadaar (1985) 05:57 36938
 
Poster of Wafadaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajnikant, Padmini Kolhapure
Duration : 05:57   Song Number : 36938   

Din Albele Pyaar Ka Mausam Begunah (1957) 03:25 36590
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakila
Duration : 03:25   Song Number : 36590   

Din Bhar Ki Sab Baatain Pankaj Udhas 07:13 32290
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 32290   

Din Bure Hote Hain Haalaat Bure Hote Hain Sangdil (1967) 05:09 38022
 
Poster of Sangdil (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:09   Song Number : 38022   

Din Chadhta Hai Maai Makdee (2002) 05:24 39995
 
Poster of Makdee (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Upagna Pandya
On Screen Actors- 
Shweta Prasad
Duration : 05:24   Song Number : 39995   

Din Dhal Gaya Hai Ab To Jaane Do Yaar Dil Tera Diwana (1996) 06:41 39131
 
Poster of Dil Tera Diwana (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Shyam Raj
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:41   Song Number : 39131   

Din Dhal Jaaye Haai Guide (1965) 05:24 20384
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:24   Song Number : 20384   

Din Guzar Gaya Jagjit Singh & Chitra Singh 08:31 37301
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:31   Song Number : 37301   

Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 04:52 20385
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 20385   

Din Hain Ye Bahaar Ke Honeymoon (1973) 05:13 36266
 
Poster of Honeymoon (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar, Anil Dhawan
Duration : 05:13   Song Number : 36266   

Din Ho Ya Raat Wardat (1981) 06:20 36563
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Annette
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:20   Song Number : 36563   

Din Ho Ya Raat Hum Rahen Tere Saath Miss Bombay (1957) 03:23 40722
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Ajit Khan
Duration : 03:23   Song Number : 40722   

Din Ja Raha Hai Doosri Sita (1974) 03:46 38867
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:46   Song Number : 38867   

Din Kuchh Aise Guzaarta Hai Koi Jagjit Singh 05:24 39729
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:24   Song Number : 39729   

Din Mahine Saal Avtaar (1983) 06:29 20386
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:29   Song Number : 20386   

Din Neeke Beete Jaate Hain Puran Bhagat (1933) 03:18 40703
 
Poster of Puran Bhagat (1933)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1933
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:18   Song Number : 40703   
Karaoke Songs of , Sad Songs of , Love Songs of , Dance Songs of , Hip-hop songs of , Best songs of , Super hit songs of , hit songs of , duet songs of , solo songs of , old songs of , famous songs of , Hindi Karaoke Songs of , Hindi Sad Songs of , Hindi Love Songs of , Hindi Dance Songs of , Hindi Hip-hop songs of , best Hindi songs of , super hit Hindi songs of , hit Hindi songs of , duet Hindi songs of , solo Hindi songs of , old Hindi songs of , famous Hindi songs of , Sing Along Songs of , Sing Along Sad Songs of , Sing Along Love Songs of , Sing Along Dance Songs of , Sing Along Hip-hop songs of , Sing Along Best songs of , Sing Along Super hit songs of , Sing Along hit songs of , Sing Along duet songs of , Sing Along solo songs of , Sing Along old songs of , Sing Along famous songs of