MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWaheeda Rehman
HomeWaheeda Rehman
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa ho jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye murjhaa chale hain armaan saare dhundhlaa gaye hain sabhi ujle nazaare kaise jiyungi ghumon ke sahaare tarsi nighaahen meri tujhko sadaayen de dhadkan pukaare chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa baithi hoon main kab se teri yaad lagaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye itna bataa jaa tere jee mein kya hai laa ke do raahe pe bichhadna bura hai iss zindagi ka tu hi aasraa hai kya wo khata hai meri jispe khafa hai tu jiski sajaa hai chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa dil to gaya mera kahin jaan naa jaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye chala bhi aaaaaaaaaa ooooooooooooooooo oooooooo oooooo ooooo oooooo ooooo oooooooo oooooo ooooo meri lagan ko kahaan tune click here
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho click here
hmm hmm hmm hmm chhod mera haath chhod mera haath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab de mera saath de mera saath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar mann meri baat maan meri baat mujhe peene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan maine khayi maat maine khayi maat mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi click here
Deewana Keh Ke Logon Ne click here
dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari kya le ke milen ab duniya se aansoo ke siwa kuchh paas nahin ya phool hi phool the daaman mein ya kaanton ki bhi aas nahin matlab ki duniya hai saari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari bichhade sabhi baari baari waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi badhane lagi beqraari are pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi beqraari badhane lagi beqraari udd ja udd ja pyaase bhanware ras na milega click here
dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka bahut paas thi pyaar ki manzilen magar raasta bhool jaate the hum agar dil ki nazron se tum dekhte khade saamne muskuraate the hum dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka achaanak khayaalon mein aa kar mere tumheen meri neenden churaate rahe tumhen hum ne dil click here
haa aa aa aa dil haarne waale aur bhi hain sarkaar deewaane aur bhi hain dil haarne waale aur bhi hain sarkaar deewaane aur bhi hain hum par hi chale kyun teere nazar hum par hi chale kyun teere nazar mehfil mein nishaane aur bhi hain ulfat ki ajab ye manzil hai aa aa aaaa aaaa aaa ab dekhiye kya kya hota hai ummeed ki honche khilte hain ummeed ki honche khilte hain ya khoon e tamanna haan haan ya khoon e tamanna hota hai ho khair muhabbat waalon ki ho khair muhabbat waalon ki dushwaar zamaane aur bhi hain dil haarne waale aur bhi hain sarkaar deewaane aur bhi hain dil ne toh chhupaayi laakh magar seene mein kayaamat chhup na sakiii aankhon ne bharam sab khol diye wallaah muhabbat chhup na saki aankhon ne bharam sab haan haan aankhon ne bharam sab khol diye wallaah muhabbat chhup na saki sab dekhne waale jaan gaye sab dekhne waale jaan gaye kuchh dil ke fasaane aur bhi hain hum par hi chale kyun teere nazar mehfil mein nishaane aur bhi hain nazren hon kisi par click here
dil mein ae ji dil mein koi rehta hai rehta hai kaun hai batlao sapna hai ki apna hai ae ji dil mein dil mein ae ji dil mein koi rehta hai rehta hai kaun hai batlao sapna hai ki apna hai ae ji dil mein dil mein ae ji dil mein wahi rehta hai rehta hai jo koi apna hai aur jeevan ka sapna hai ae ji dil mein ye nayan hum se hi magar hain kyun begane se ye nayan hum se hi magar hain kyun begane se faasle badhte hain kyun aur kareeb aane se kyun aur kareeb aane se doori ae ji doori bas itni hai itni hai faasla chhaya ka apne tan se jitna hai ae ji dil mein pyaar mein sharmai hansi ho mukh pe kaafi hai pyaar mein sharmai hansi ho mukh pe kaafi hai mil ke jhuk jaye to bas ek nazar kaafi hai bas ek nazar kaafi hai samjhe hum samjhe ye kehti ho kehti ho tum khadi sharmao aur humko munh takna hai ae ji dil mein laaj to rakh logi adhuri si in baaton ki laaj to rakh logi adhuri si in baaton ki tod to na dogi zanjeer mulaqaton ki zanjeer mulaqaton ki haaye re meri mushkil tum click here
Din Dhal Jaaye Haai Raat Na Jaaye, Tu To Na Aaye Teri Yaad Sataaye, Din Dhal Jaaye, Pyaar Mein Jinke, Sab Jag Chhoda Aur Huye Badnaam, Unke Hi Hathon click here
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya click here
door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa ghar ghar saawan barse hai pyaasi mamta tarse hai ghar ghar saawan barse hai bin tere mera aangan soona soona door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura bholi bhali aankhon mein inn matvaali aankhon mein bholi bhali aankhon mein dil mein hai jeevan ka manhar sapna door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura click here
ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa apna ye daaman kaun bhigota kaun kisi ke yun pyaar mein khota ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa baaten sunaye apna paraya ye to janam janam se hota hi aaya ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil o meri hamdam laakh hai mushkil kar ke rahenge click here
ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aath aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau ek do teen chaar aur paanch chheh aur saat aatth aur nau ek jagah sab rehte the jhagde the par unmein sau nau ne kaha aatth kya are chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise nau ne kaha aatth kya chhote ka thaat kya aatth hansa saat pe uff teri zaat pe saat ye bola chheh se tu hansa kaise akad akad ke bigad bigad ke jhagda jhanjhat khitkhit karke sabne sabko phatkaara reh gaya sab ka munh takta sabse chhota ek bechara ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek bichara tanha tanha phirta tha aawaara sa sifar mila use raste mein beqeemat nakaara sa ek ne puchha tum ho kaun usne kaha main siraf sifar ek ne socha main bhi kya sabse chhota aur kam kadd mil gaye donon ho gaye dass chamka qismat ka taara ek ko jab das bante dekha sab ne sifar ko roka toka nau ne pyaar click here
hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek kaa naam chanda ek kaa naam chakori inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja chaandani raaton mein baaton baaton mein chaandani raaton mein bas ye donon samaa gaye ek duje ki aankon mein chaandani raaton meinnnnnn wo bhi paagal premi ye bhi prem deewani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja guzri kuchh raaten ban ke baaraten guzri kuchh raaten door hi door se kiye ishaare kar le jee ki baaten guzri kuchh raatennnnnn mann ke meet ko de di apni neend nishani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja phir wo din aaya sab ne samjhaaya phir wo din aaya dekho dharti gagan nahin milte kyun dhokha khaaya phir wo din aayaaaaa jhoothi aas lagaayi sachchi baat naa maani inn donon ke pyaar ki sunaaun main click here
main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun ek meethi si chubhan ek thandi si agan main aaj pawan mein paaun mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan thandi thandi si agan main aaj pawan mein paaun jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar angdaai lete hain sapne angdaai lete hain sapne dhar ke roop hazaar naach utha hai pyaar aaj mera jhoom raha sansaar aaj mera jhoom raha sansaar mann ka aangan jo suna tha mann ka aangan jo suna tha aayi hai us mein bahaar kangna paayal kangnwa khanke paayal chhamke lat uljhi suljhaaun sharmaaun muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan ik thandi si agan main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun aye mere bhagwaan itna kar ehsaan ae mere bhagwaan itna kar ehsaan ye raswanti hawaa kaheen na ye raswanti hawaa kaheen na ban jaaye toofaan pyaar mera nadaan mann bhi hai anjaan jal na jaaye bair agan mein jal na click here
gaata rahe mera dil tu hi meri manzil gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge milke jo dhadke hain do dil har dum ye kahenge kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna pyaar humein bhi sikhla dega gardish mein sambhalna kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil dooriyan ab kaisi are shaam ja rahi hai click here
hmm hmm hmmm hmmm gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge aage pichhe ghode hathi bich mein honge sau barati itni aaj akeli hai tu tere kitne honge sathi main khush meri aankh mein pani gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge tu meree chhoti si gudiya ban jayegi jadu ki pudiya tujhpe aa jayegi javani main to ho jaungi budhiya bhul naa jana prit purani gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge la lala laaaa lala laa la lala laaaa lala la rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge click here
haaye gazab kahin taaraa toota haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota pehla taara atariyaa pe toota pehla taara atariyaa pe toota daanton tale maine daabaa angoothaa daanton tale maine daabaa angootha loota re loota saanwariya ne loota haaaaaa haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota doosra taaraa bajariyaa mein toota doosra taaraa bajariyaa mein toota dekhaa hai sabne ki mela sa chhoota dekhaa hai sabne ki mela sa chhoota lootaa re lootaa sipahyaa ne loota haaaaaa haaye gazab kahin taaraa toota loota re loota mere sainyaa ne loota haaye gazab kahin taaraa toota teesraa taaraa phool bagiyaa mein toota teesraa taaraa phool bagiyaa mein toota phoolon se poochhe koi hai kaun jhoothaa phoolon se poochhe koi hai kaun jhootha loota re lootaa darogaa ne loota haaaaaa haaye gazab kahin click here
hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta phire hai dar badar maara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna khud apne dard se haara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega click here
oooooo oooo ooooooo hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raam humaare raamchandra hey raaaaaaaaaam hey raaaaaaaaaam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam raam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chala Bhi Aa Aaja Rasiya Man Ki Ankhen (1970) 05:28 15618
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Waheeda Rehman
Duration : 05:28   Song Number : 15618   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Chhod Mera Haath Mujhe Peene De Subha O Sham (1972) 04:19 37296
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:19   Song Number : 37296   

Deewana Keh Ke Logon Ne Majboor (1964) 03:46 37564
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:46   Song Number : 37564   

Dekhi Zamaane Ki Yaari Kagaz Ke Phool (1959) 09:06 13476
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Des
Duration : 09:06   Song Number : 13476   

Dil Ae Dil Baharon Se Mil Ek Phool Char Kante (1960) 05:18 15592
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:18   Song Number : 15592   

Dil Haarne Waale Aur Dil Diya Dard Liya (1966) 05:26 20847
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:26   Song Number : 20847   

Dil Mein Ae Ji Dil Mein Meri Bhabhi (1969) 04:36 36899
 
Poster of Meri Bhabhi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:36   Song Number : 36899   

Din Dhal Jaaye Haai Guide (1965) 05:24 20384
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:24   Song Number : 20384   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Door Ke O Chanda Ek Dil Sau Afsane (1963) 02:57 12963
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 02:57   Song Number : 12963   

Ek Dil Aur Sau Afsane Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:30 13210
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:30   Song Number : 13210   

Ek Do Teen Char Kagaz Ke Phool (1959) 04:34 14348
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:34   Song Number : 14348   

Ek Gagan Ka Raaja Darpan (1970) 06:17 13024
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:17   Song Number : 13024   

Ek Meethi Si Chubhan Reshma Aur Shera (1971) 04:04 14076
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 14076   

Gaata Rahe Mera Dil Guide (1965) 05:08 20458
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:08   Song Number : 20458   

Gudiya Rani Lamhe (1991) 04:31 32329
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:31   Song Number : 32329   

Haaye Gazab Kahin Taara Toota Teesri Kasam (1966) 04:15 14338
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 04:15   Song Number : 14338   

Hai Apna dil To Aawaara (Sad) Solva Saal (1958) 04:08 18735
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:08   Song Number : 18735   

Hey Raam Guide (1965) 02:26 14370
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 02:26   Song Number : 14370   
Karaoke Songs of waheeda rehman, Sad Songs of waheeda rehman, Love Songs of waheeda rehman, Dance Songs of waheeda rehman, Hip-hop songs of waheeda rehman, Best songs of waheeda rehman, Super hit songs of waheeda rehman, hit songs of waheeda rehman, duet songs of waheeda rehman, solo songs of waheeda rehman, old songs of waheeda rehman, famous songs of waheeda rehman, Hindi Karaoke Songs of waheeda rehman, Hindi Sad Songs of waheeda rehman, Hindi Love Songs of waheeda rehman, Hindi Dance Songs of waheeda rehman, Hindi Hip-hop songs of waheeda rehman, best Hindi songs of waheeda rehman, super hit Hindi songs of waheeda rehman, hit Hindi songs of waheeda rehman, duet Hindi songs of waheeda rehman, solo Hindi songs of waheeda rehman, old Hindi songs of waheeda rehman, famous Hindi songs of waheeda rehman, Sing Along Songs of waheeda rehman, Sing Along Sad Songs of waheeda rehman, Sing Along Love Songs of waheeda rehman, Sing Along Dance Songs of waheeda rehman, Sing Along Hip-hop songs of waheeda rehman, Sing Along Best songs of waheeda rehman, Sing Along Super hit songs of waheeda rehman, Sing Along hit songs of waheeda rehman, Sing Along duet songs of waheeda rehman, Sing Along solo songs of waheeda rehman, Sing Along old songs of waheeda rehman, Sing Along famous songs of waheeda rehman