MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum jab nazar milayegi shokh dilruba bin piye hi chhayega humpen ek nasha hans ke gul khilaayegi uss ki har adaa hum kahenge jaaneman tujh pe hum fidaa kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum hum zaroor paayenge ek nayi bahaar kam nahin jahaan mein husn waale hai hazaar kar rahe hain aaj hum jiska intezaar khud hi chali aayegi wo hoke beqaraar kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri click here
kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya andhere ghar mein kisi ne hans ke charaag jaise jala diyaa sharam ke maare main kuchh na boli sharam ke maare main kuchh na boli nazar ne parda gira diya magar wo sab kuchh samajh gaye hai ke dil bhi maine ganwaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya naa pyaar dekha naa pyaar jaana naa pyaar dekha naa pyaar jaana suni thi lekin kahaaniyaa suni thi lekin kahaaniyaa jo khaab raaton mein bhi naa aayaa wo mujhko din mein dikha diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya wo rang bharte hain zindagi mein wo rang bharte hain zindagi mein badal raha hai mera jahaan koi sitaare loota raha tha kisi ne daaman bichhaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya click here
kiss kiss kiss kiss ko kiss ko kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haayee haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaaayeee mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaayeeeee ha ha ha ha kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaye haaaayeee kiss ko pyaar karun dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haayeeeee dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai hoyeee kiss ko pyaar karun ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haayeeeee ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare kyaa mann uss ke main kyaa jaanu chhaliyaa ko main kyaa pehachaanu jaane kyun meraa naam pukaare jaane kyun meraa naam pukaare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare jab se gayaa hai bholaa bachpan naina chanchal natkhat hai mann ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ooooooo koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare raat raat bhar nind na aaye bin chaahe wo yaad aa jaaye kaatoon ratiyaan gin gin taare kaatoon ratiyaan gin gin taare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere click here
koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm phoolon ne sindoor chhidka phoolon ne sindoor chhidka mausam ka dil aaj dhadka mausam ka dil aaj dhadka chhalke bahaaron se masti chhalke bahaaron se masti jaadu hai unki nazar ka koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm naina miley kho gayi main naina miley kho gayi main baalam ki ab ho gayi main baalam ki ab ho gayi main sapnon ki rimjhim na puchho sapnon ki rimjhim na puchho madhosh ho so gayi main koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm click here
chaand ek bewaa ki chudi ki tarah toota hua har sitaara besahaara soch mein dooba hua ghum ke baadal ik janaaje ki tarah thehre huye hichkiyon ke saaz par kehta hai dil rota hua koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai aansun bhari mujhe kismat di hai zindagi naashaad hai jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa aayi hai mere ghum pe jawaani roti huyi ek yaad hai sookh chuke hai aankhon ke jharne loot liya humen daag e jigar ne phool nahin ye zakham khile hain phool nahin ye zakham khile hain aasmaan saiyaad hai aasmaan saiyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya hum hai akele ghum ke hai mele dard ki fariyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai click here
kuchh sher sunaata hoon main kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain seekhi hai tumse phool ne hasne ki har ada seekhi hawaa ne tum se hi chalne ki har ada aina tum ko dekh ke hairaan ho gaya ek bezubaan tum se pashemaan ho gaya kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain haathon ka loch ras bhari shaakhon ki daastaan naazuk hatheliyon pe wo mehndi ka gulsitaan pad jaaye tum pe dhoop to sawlaye gora tan makhmal pe tum chalo to chhile paaun gul badan kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain aankhein agar jhooke to muhabbat click here
kya huya ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya sans sans bekraar hai jaise tere dil ke paar hai aaaa haaye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madbhara bukhaar hai mat kisi ko bata chhup sake to chhupa kya huya haye haye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki oyeoye dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya din mein tujhko khawab aayenge aur raat bhar jagaayenge jhoot ye kasak jo yun bani rahi haye hum to mar hi jaayenge dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi ooooo ooooo oooooo pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya haaye haaye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera kya huya is nashe ka kya utaar hai is nadi ka koi paar hai aaaaaa rog ye to laailaaj hai chal hatt haan isi ka naam pyaar hai roz hota nahin hoke click here
kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi click here
kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse balapan vidiya ke liye hai bhog ke liye jawaani hai balapan vidiya ke liye hai bhog ke liye jawaani hai jog ke liye budhapa hai ye jag ki reet puraani hai hai karamyog hi yog bada yahi sachchai yahi geeta hai milta hai jahaan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse hona hota hai jinko amar wo log to marte hi aaye hona hota hai jinko amar wo log to marte hi aaye auron ke liye jeevan apna balidaan wo karte hi aaye dharti ko diye jisne badal wo saagar kabhi na reeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse jisne vish piya bana shankar click here
kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya oye hoye hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya yeh khushiyon ke pyaale chalakte chalenge hawaaon ke aanchal mehakte chalenge hoy naye raaste khud ba khud khul chalenge jidhar se bhi hum tum behakte chalenge ho behakte chalenge aa aa aa aa kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya jahaan se safar yeh shuru ho raha hai naye ik zamaane ki woh ibtida hai kahin tum kabhi tum bhula toh na doge dhadakta huwa dil mera puchhta hai dil mera puchhta hai aa aa aa ae hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya har ik baat geeton mein dhalne lagi hai har ek aarzu phir machalne click here
laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke click here
laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha mat poochho hum par kya guzari bijli si giri aur dil pe padi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara use dekh ke laal dupatte mein maine naam diya hai laal chhadi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye click here
laali laali doliya mein laali re dulhaniya meethe bain teekhe nainon waali re dulhaniya lautegi jo godi bhar humein na bhulaana laddu pedhe laana apne haathon se khilaana teri sab raaten ho diwaali re dulhaniya piya ki piyaari bholi bhaali re dulhaniya dulhe raajaa rakhana jatan se dulhan ko kabhi na dukhaana tum goriya ke mann ko naazuk hai naazon ki hai paali re dulhaniya piya ki piyaari bholi bhaali re dulhaniya click here
lapak jhapak lapak jhapak lapak jhapak lapak jhapak lapak jhapak lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu aa re badarwa sar ki kheti sookh rahi hai sar ki kheti sookh rahi hai baras baras tu kaare badarwa lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu lapak jhapak tu aa re badarwa baras baras tu kaare badarwa lapak jhapak lapak jhapak lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu aa re jhagad jhagad kar paani la tu akad akad bijlee chamka tu jhagad jhagad kar paani pa ni ni pa ni ni paani la tu paani la paani la tu paani la tu jhagad jhagad kar paani la tu akad akad bijlee chamka tu tere ghade main paani nahin ho tere ghade main paani nahin ho panghat se bhar laa sakhi ri panghat se bhar laa sakhi ri panghat se bhar panghat se bhar laa panghat se bhar laa panghat se bhar lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu aa re badarwa lapak jhapak tu lapak jhapak tu aa re badarwa ban mein koyal kook uthi hai sab ke mann mein hook uthi click here
japan love in tokyo japan love in tokyo le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo nache har mod pe jawani kehti hai pyar ki kahani aayee vo cabare ki rani click here
Leja Leja Mera Dil click here
likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe koi nagma kahin goonja kaha dil ne yeh tu aayee kahin chatki kali koi main ye samjha tu sharmayee koi khushbu kahin bikhri laga ye zulf lehrayee likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe fiza rangin ada rangin ye ithlana ye sharmana ye angdayee ye tanhayee ye tarsa kar chale jaana bana dega nahin kisko jawan jadoo ye deewana likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe jahan tu hai wahan main hoon mere dil ki tu dhadkan hai musafir main tu manzil hai main pyaasa hoon tu sawan hai meri duniya ye nazren hain meri click here
lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain humko mohabbat ka raag sunaati hain raag sunaati hain lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai jaise bahaaron mein phool mahakta hai phool mahakta hai lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge dil ki lagi hai kya hum bhi jaanenge hum bhi jaanenge lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar click here
lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati apne rang jamaati aayi balkhati sharmaati aayi duniya ki rangeen chaman mein bijali si lehraati aayi aaaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati baalon mein ghan kaale kaale gaalon mein rangeen ujaale baanki chitwan baat anokhi peene ke andaaz niraale aaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kisi Nargisi Nazar Ko Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:46 13652
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Maruti
Duration : 03:46   Song Number : 13652   

Kisi Ne Apna Bana Ke Patita (1953) 03:14 13940
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 13940   

Kiss Kiss Kiss Ko Pyaar Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:25 20784
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mahamood
Duration : 04:25   Song Number : 20784   

Koi Matwaala Aaya Mere Love In Tokyo (1966) 04:57 13623
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:57   Song Number : 13623   

Koi Mere Sapnon Mein New Delhi (1956) 03:20 13872
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 13872   

Koi Nahin Mera Daag (1952) 03:31 13015
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 13015   

Kuchh Sher Sunaata Ek Dil Sau Afsane (1963) 06:06 13211
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 06:06   Song Number : 13211   

Kya Hua Yeh Mujhe Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:30 40502
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chanchal, Padmini
Duration : 03:30   Song Number : 40502   

Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna) Jagjit Singh 05:00 32029
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 32029   

Kya Maar Sakegi Maut Sanyasi (1975) 04:56 14146
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 14146   

Kya Mil Gaya Haaye Sasural (1961) 03:30 36849
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 03:30   Song Number : 36849   

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   

Laal Chhadi Maidaan Khadi Janwar (1965) 03:19 20816
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 20816   

Lali Lali Doliya Mein Lali Re Teesri Kasam (1966) 02:19 40864
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 02:19   Song Number : 40864   

Lapak Jhapak Tu Aa Re Boot Polish (1953) 05:51 12934
 
Poster of Boot Polish (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Devid
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Tintal
Duration : 05:51   Song Number : 12934   

Le Gayee Dil (Love In Tokyo) Love In Tokyo (1966) 05:34 20825
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 05:34   Song Number : 20825   

Leja Leja Mera Dil An Evening In Paris (1967) 05:24 38324
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:24   Song Number : 38324   

Likkhe Jo Khat Tujhe Kanyadaan (1969) 04:38 20828
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 20828   

Lo Aaye Hain Naya Ghar (1953) 03:50 16283
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Begum Para
Duration : 03:50   Song Number : 16283   

Lo Aayi Hai Jawaani Pehchan (1970) 05:22 40717
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 05:22   Song Number : 40717   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan