MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi click here
mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya judaa to hote hain wo khot jinki chaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost meri hansi mein nahin hai to meri aah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai click here
mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa kal jo lagi thi tere gale se aaj wo birhan path mein padi hai paanv ke neeche jalti hai dharti sir pe birha ki dhoop khadi hai mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa deepak se lau door ho jaise jaise kiran sooraj se paraayi dekhi na hogi jag ne sanwariya aisi mili hai mujhko judaayi mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa pyaar sahaara tha jeevan ka pyaar hi mujhko raas na aaya ab hai bhatakna galiyon galiyon saath liye apni hi chhaya mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa click here
sambhal jaayen zara jo hum pe khanzar aazmaate hain sambhal jaayen zara jo hum pe khanzar aazmaate hain ab aayi apni baari ab nishana hum lagaate hain mere dil jhoom zara manzil paas aayi mere dil jhoom zara manzil paas aayi badi muddat ke baad kismat rang laayi aayi wo raat aayi aayi wo raat aayi aayi wo raat aayi meri tauba duhaayi mere dil jhoom zara manzil paas aayi badi muddat ke baad kismat rang laayi aayi wo raat aayi aayi wo raat aayi aayi wo raat aayi meri tauba duhaayi jiss ke liye shehar shehar aaye haaye shehar shehar aaaa shehar shehar phire aawara besahara jaise koi toota taara aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa jiss ke liye shehar shehar phire aawara besahara jaise koi toota taara aakhir rash gaye wo din wo sama guzar gaya aaj to aise lage jaise dil thehar gaya mera qaatil bhi yahin uski mehfil bhi yahin mera qaatil bhi yahin uski mehfil bhi yahin nazar mili aane lagi angdaayi jise hum dhundh rahe wahi rutt laut aayi badi muddat ke baad kismat rang laayi click here
hmm hm hm hm hm aaaa aaaaa hmm hmmhm hm aaaa aaaaaa mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan leke meri tamannayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan aaaa haaaa haaaaa hmmm hmmm hmmm aaaa haaa haaaaa hmmm hmmm hmmm click here
mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana lalaalaalaalaaa hmmmm hmmmm hmmm hmmm ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana deewaana deewaana deewaana inke bina yahaan wahaan aise phiroon uljhan ka maara ooooooooo ooooooooo inke bina yahaan wahaan aise phiroon uljhan ka maara pairon tale jaise koi rakhata chale jalta angaara ho dukh mera ye jaane ho ya jaane mera haal ye veeraanaa oooo mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana deewaana deewaana deewaana tum bhi mujhe dekho yun hi hoti rahe dil ki do baaten aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa tum bhi mujhe dekho yun hi hoti rahe dil ki do baaten tum hi se to mile mujhe jeevan ke din jeevan ki raaten hoo ye raat din ruk jaayen hoo phir bhi na ruk paaye ye afsaanaa ooooooo mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e mann ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana mere dil se yeh nain mile rehne click here
mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi masti nazar mein kal ke khumaar ki mukhde pe laali hai piyaa tere pyaar ki khushboo se teri tan ko basa ke lehraaun daali si tere gulzaar ki mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi kahaan ka ujaala abhi wohi raat hai gori gori baahon pe jaise tera haath hai bajti hai chudi teri dhadkan se kaanon mein ab tak wohi teri baat hai mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi tujh ko main sajnaa bindiyaa ka pyaar doon chunari ke rang se ghar ko sanwaar doon zulfon ka gajra nainon ka kaajal tere nazraane hai tujh pe hi waar doon mere jeevan saathi chali thi main to pyaasi tune dekha huyi khil ke bahaar mere jeevan saathi click here
mere sapnon ki raani mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani aankhen neendon ke khazaane hain do ulfat ke paimaane hain aankhen neendon ke khazaane hain do ulfat ke paimaane hain zulfen raaton ki jawaani zulfen raaton ki jawaani sapnon ki raanii maathe pe chaand utar aaye honthon pe bhanvraa mandlaaye maathe pe chaand utar aaye honthon pe bhanvraa mandlaaye mukhdaa phoolon ki kahaani mukhdaa phoolon ki kahaani sapnon ki raanii mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani saanche mein dhali hai har dil ke haan palte na nigaahen phir mil ke saanche mein dhali hai har dil ke haan palte na nigaahen phir mil ke patthar ka jigar ho paani patthar ka jigar ho paani sapnon ki raani mere sapnon ki raani roohi roohi roohi roohi roohi roohi mere sapnon ki raani chup ho to udaasi dasti hai hans de to khudaayi hansti hai chup ho to udaasi dasti hai hans de to khudaayi hansti hai bole to fizaa nooraani bole to click here
mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar inn palkon se haan mujhe mili hai kyaa chhaya mohabbat ki ho ho inn honthon ka kyaa rass jo mila toh jhoomne lagi zindagi hooo khili rahe armaan ki kali aati rahe jeevan mein bahaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar tere mere haan milan se pehle ho aise nashe se kaha ha ha ha abb jo dekhun kya dekh ke tujhko to itna hasin hai jahaan ho ho mila mere armaan ko qaraar aayi mere jeevan mein bahaar mere yaar dildaar jo na hota tera pyaar ho ho behak rahe hote jaane jaan tere bina jaane hum kahaan mere yaar mere yaar dildaar dildaar jo na hota tera pyaar tera pyaar mere yaar mere yaar dildaar dildaar jo na hota tera pyaar tera pyaar mere yaar dildaar click here
hun hun hun hun hun hun meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa par mere pyaar ke badle mein toone mujhko ye din dikhlaya jaise birhaa ki rut maine kaati tadap ke aahen bhar bhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paaya aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paayaa mujhe kya huaa tha ek bewafaa pe haaye mujhe kyun pyaar aaya teri bewafaai pe hanse jag sara galli galli guzare jidhar se jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye click here
koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar jeevan kaa yahi hai dastoor pyaar binaa akela majboor dosti ko maane to sab dukh door dosti ko maane to sab dukh door koi kaahe thhokar khaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar dono ke hain roop hazaar par meri sune jo sansaar dosti hai bhaai to behnaa hai pyaar dosti hai bhaai to behnaa hai pyaar koi mat nain churaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar pyaar ka hai pyaar hi naam kahin meeraa kahin ghanshaam dosti ka yaaro nahin koi dhaam dosti ka yaaro nahin koi dhaam koi kahin door na jaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri click here
ooooooooo maaaaaaaaaa maaaaaaaa maaaaaaaaa meri duniyaa hai maa tere aanchal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein sheetal chhaya tu dukh ke jungle mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooo ooooo meri raahon ke diye teri do ankhiyaan teri do ankhiyaan oooo oooo ooooo ooooo ooooo mujhe geeta se badi teri do batiyaan teri do batiyaan yug mein miltaaaaaaaa yug mein miltaa re so mila hai pal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooooo oooooo maine aansun bhi diye par tu royi naa par tu royi naa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo meri neendiyaa ke liye barson soyi naa barson soyi naa mamtaa gaatiiiii ooooo mamtaa gaati rahi ghum ki hulchul mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein maaaaaaaaa maaaaaaaaa oooooo oooooo oooooo khaahe na dho ke peeye ye charan tere maa ye charan tere maa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo devata pyaala liye darr pe khade maa darr pe khade maa amrit sab kaaaaa amrit sab ka hai issi ganga jal mein meri duniyaa hai maa click here
meri jaan meri jaan kehna maano meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano koi bhi gaadi duniyaa mein ek pahiye se nahin chalti chale nahin zindagi bin saath ke dekho tumhaari paayal bhi ek ghungharoo se nahin bajti bajti hain taaliyaan do haath se mere sang aa jaao bura mat maanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon main bhi nahin kuchh tumse kam tum jo nahin rukne waale dhang mere haath mein hain aur bhi tum ko hansa kar chhodunga tod ke honthon ke taale samjh lo main hoon sanam dil chor bhi apne jaisa mujhe bhi jaanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano click here
da dir daara dir daara da dir daara da dir daara dir daara da dir daara meri laadali ri meri laadali ri bani hai taaron ki tu raani taaron ki tu raani neel gagan par baadal dole dole har ik taara chaand ke andar budhiyaa dole chaand ke andar budhiyaa dole thumuk thumuk dir daara kamala gaaye bimala gaaye gaaye kunaba saara ghunghat daal ke gudiya naache ghunghat daal ke gudiya naache jhume re gudda pyaara batalar naache baira naache naache motti aaya kaale sahab ka topa naache kaale sahab ka topa naache gori mem ka saaya meri laadali ri meri laadali ri bani hai taaron ki tu raani taaron ki tu raani click here
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa click here
mil gaya humko saathi mil gaya hum se gar koi jal gaya jalne de jalne de chal gayaa pyaar ka jaadoo chal gaya hum se gar koi jal gaya jalne de jalne de tere liye zamaana tere liye aur tu mere liye tere liye zamaana tere liye aur tu mere liye mil gaya humko saathi mil gaya hum se gar koi jal gaya jalne de jalne de tere liye zamaana tere liye aur tu mere liye tere liye zamaana tere liye aur tu mere liye click here
mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya dil ki baazi hai jeet haar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye yahi rut hoti hai intzaar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum pyaar karen na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum click here
mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai murakh kyun rota hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi ke dum se mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi click here
mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain adaaon mein thi saadgi ab se pehle hooo oooo ooooo adaaon mein thi saadgi ab se pehle wallah kahaan rang the ye sunhre ruphle hooooo oooo nazar milte hi nazar milte hi kya se kya ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain kisi mod se ban ke sooraj nikalna hoooo oooo ooooo kisi mod se ban ke sooraj nikalna tauba kahin dhoop mein chaandani ban ke chalna hooooo ooooo jidhar dekho jalwa jidhar dekho jalwanuma ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra hoooo oooo ooooo yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra haaye wahaan sirf unka ye andaaz thehraa hooooo ooooo khata kar ke bhi khata kar ke bhi bekhata ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain click here
muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam jeena hua ilzaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain dil ko lagate hain apna banate hain hum to phire nakaam hum to phire nakaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum tanha khade hain hum din bhi raha hai kam raste mein ho gayi shaam raste mein ho gayi shaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Mera To Jo Bhi Kadam Dosti (1964) 04:13 20913
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:13   Song Number : 20913   

Mere Bichhde Saathi Chirag (1969) 05:30 12999
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:30   Song Number : 12999   

Mere Dil Jhoom Zara Parvarish (1977) 07:09 13929
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Neetu Singh
Duration : 07:09   Song Number : 13929   

Mere Dil Meri Jaan Jhoom Le Jaal Saaz (1959) 04:23 10636
 
Poster of Jaal Saaz (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:23   Song Number : 10636   

Mere Dil Se Yeh Nain Zehreela Insaan (1974) 04:22 14442
 
Poster of Zehreela Insaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Rishi Kapoor
Duration : 04:22   Song Number : 14442   

Mere Jeevan Saathi Saathi (1968) 03:51 14095
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:51   Song Number : 14095   

Mere Sapnon Ki Rani Shahjehan (1946) 04:02 14214
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jay Raj, Saigal
Duration : 04:02   Song Number : 14214   

Mere Yaar Dildaar Nafrat (1973) 03:54 36283
 
Poster of Nafrat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Rakesh Roshan
Duration : 03:54   Song Number : 36283   

Meri Bheegi Bheegi Si Anamika (1973) 04:07 20941
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:07   Song Number : 20941   

Meri Dosti Mera Pyaar Dosti (1964) 04:16 13182
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Duration : 04:16   Song Number : 13182   

Meri Duniya Hai Maa Talash (1969) 03:48 14317
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:48   Song Number : 14317   

Meri Jaan Meri Jaan Do Chor (1972) 03:41 16225
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:41   Song Number : 16225   

Meri Laadli Ri Bani Hai Andaz (1949) 03:22 12027
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:22   Song Number : 12027   

Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:27 13761
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ramesh Dev
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:27   Song Number : 13761   

Mil Gaya Humko Sathi Hum Kisise Kum Naheen (1977) 04:06 20961
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Kajal Kiran, Tariq
Duration : 04:06   Song Number : 20961   

Mile To Phir Jhuke Nahin Aakash Deep (1965) 03:49 37790
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:49   Song Number : 37790   

Mohabbat Kar Lo Aar Paar (1954) 04:11 32053
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakila
Duration : 04:11   Song Number : 32053   

Mohabbat Se Dekha Bheegi Raat (1965) 03:21 12911
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12911   

Muft Huye Badnaam Kisi Se Haye Baraat (1960) 03:30 15555
 
Poster of Baraat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela, Salim, Mukri, Murad
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 15555   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri