Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShyam
HomeShyam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o chaand jahaan woh jaayein o chaand jahaan woh jaayein tu bhi saath chale jaana kaise hain kahaan hain woh har raat khabar laanaa o chaand jahaan wo jaayein o chaand wo raah agar bhulen aa aa aaa wo raah agar bhulen tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manzil ka pata dena hai pehala safar unka aur des hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand kehna mere honton par aa aa aa aaaaa kehna mere honton par rukti huyi aahein hain ya raasta unka hai ya raasta unka hai ya meri nigahein hain betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan wo jaayein o chaand aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna ik dard ke maare ko achchha nahin tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand jahaan wo jaayein o chaand
o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao ankhiyaan gulaabi rangi shabaab humko pilaaye pyaar ki sharaab padh lo humare dil ki kitaab iss mein likha hai pyaar ka jawaab ho bhari bahar mein shor na machaao pyaar ka usool hai ghar mein bulaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao kar lo kabhi to hans ke do baat kaate kate na birhaa ki ye raat aaoge jis din le ke baraat de denge haathon mein ye haath ho kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao jeevan bhar ka saath nibhaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao
poovae vai paesumbothu kaatrae odaathae nilu poovin moli kaettukondu kaatrae nal vaarthai sollu kulir vaarthai sonaal kodiyodu vaalvaen yennai thaandi ponaal naan viluvaen mannil viluntha pinnum mandraaduvaen poovae vai paesumbothu kaatrae odaathae nilu poovin moli kaettukondu kaatrae nal vaarthai sollu kulir vaarthai sonaal kodiyodu vaalvaen yennai thaandi ponaal naan viluvaen mannil viluntha pinnum mandraaduvaen pookkalai thoduthu ooduthiduppaen anbae punnagai purinthaal kalainthiruppaen anbae mm mm mm mm pookkalai thoduthu ooduthiduppaen anbae punnagai purinthaal kalainthiruppaen anbae kaadhalan aanaikku kaathiruppaen kaikkettum thoorathil poothiruppaen unn svaasa paathaiyil naan soottri thirugivaen unn svaasa paathaiyil naan soottri thirugivaen yen mounam ennum poottai odaikkiraay aena naan solvaen poovae vai paesumbothu kaatrae odaathae nilu poovin moli kaettukondu kaatrae nal vaarthai sollu nee oru paarvaiyaal nerungividu yennai nee oru vaarthaiyaal
pyaar ke saagar se nikli moti ke badle ret ab pachhtaaye kyaa hoye jab chidiyaan chug gayin khet o o o o o o ik jhooth hai ik jhooth hai jiskaa duniyaa ne rakhaa hai muhabbat naam arre rakhaa hai muhabbat naam dhokhaa hai jise dhokhaa hai jise kehte hain wafaa bas dekh liyaa anjaam arre bas dekh liyaa anjaam paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye hum pyaar ki nagri mein aa kar dastoor yahaan ke jaan gaye milti hai kushi milti hai kushi dum bhar ke liye rone ko hain subho shaam rone ko hain subho shaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se jaise koi jaltaa deep bujhe bas ek hawaa ke jhonkhe se dil de ke humein dil de ke humein kuchh bhi na milaa bekaar huye badnaam bekaar huye badnaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam
pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga chaand taaron ko maisar hai nazaara tera meri betaab nigaahon se yeh parda kyu hai chaand aaina mera taaren mera naksh e kadam gair ko aankh milane ki tamanna kyun hai tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bas yahi iske siva meri khata kya hogi maine achcha kiya ghabra ke jo munh pher liya isse kam dil ke tadapne ki saza kya hogi tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga
saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake ye jeena bhi koi jeena hai hum unko apna keh na sake saajan ki galiyaan jab unse bichhad kar aane lage jab unse bichhad kar aane lage ruk ruk ke chale chal chal ke ruke lab kaanpe aankhen bhar aayin kuchh keh na chaaha keh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan inke liye unko chhod diya khud apne dil ko tod diya hum unke dil mein rehte the un ke qadmon mein reh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan saajan hain wahaan aur hum hain yahan aise dil ko le jaayen kahaan jo paas bhi unke reh na sake aur dard e judaai seh na sake saajan ki galiyaan chhod chale dil roya aansu beh na sake saajan ki galiyaan
sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho tere kadam pe bikhar gayi ye shokhiyaan fizaon ki teri nazar mein chaanv hai wo surmayi ghataon ki teri nazar mein chaanv hai shabnami ye phoolon ki daali jhilmilati kirnon ki laali jhilmilati kirnon ki laali haaye ye rang khushnuma ye pyaar aur mastiyaan tere hi dam se hai suno o meharbaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho teri hansi mein dhal gayi nayi subah ki roshni teri ada se hans pade bujhe dilon mein chandani teri ada se hans pade ye nashila mausam gulabi jhumta ho jaise sharabi jhumta ho jaise sharabi mere haseen dilruba khila shabab yun tera mehak uthe hai ye zameen oo aasmaan sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi zindagi oo jane jaan oo meharbaan tumhi to ho tumhi to ho sanwaar de jo pyaar se bahaar ki bhi
sun sun sun sun zaalima pyaar humko tumse ho gaya dil se mila le dil mera tujhko mere pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar chaar main nazar karoon aur phir huzoor se chaar main nazar karoon aur phir huzoor se paas yun na aaiye baat keeje door se ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam arre waah sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main kat gayi patang ji dor ab na daaliye kat gayi patang ji dor ab na daaliye aur kisi ke saamne ja ke dil
tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu zaraa tu dekh le aa kar main kyaa kyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
la la la la la la ra ra ra ra hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa ha ha ha thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa hum se darti ho kyun aahein bharti ho kyun munh se kuchh to kaho us pe marti ho kyun hum se darti ho kyun aahein bharti ho kyun munh se kuchh to kaho us pe marti ho kyun tum ho aisi ada jis pe duniya fida hai wo kitna haseen jis pe tum ho fida thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa dil se puchhun mere us mein kya baat hai wo umangon bhari chaandani raat hai dil se puchhun mere us mein kya baat hai wo umangon bhari chaandani raat hai chaand jab jab utha usko dekha kiya har sitaare ka dil phir to dhadka kiya thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa yun na tadpaao ji ab bata do hamein la ke
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho tum haath pakad kar mera jab pyaar jata jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil mein bhadke dum bhar ke liye kyun aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begaana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har cheez bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar
ye mulaaqaat ik bahaana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai dhadkanein dhadkanon mein kho jaayein dhadkanein dhadkanon mein kho jaayein dil ko dil ke kareeb laana hai dil ko dil ke kareeb laana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai main hoon apne sanam ki baahon mein main hoon apne sanam ki baahon mein mere kadmon talle zamaana hai mere kadmon talle zamaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai khaab to kaanch se bhi naazuk hain khaab to kaanch se bhi naazuk hain tootne se inhein bachaana hai tootne se inhein bachaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai mann meraa pyaar ka shivaala hai mann meraa pyaar ka shivaala hai aap ko devtaa banaana hai aap ko devtaa banaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai
yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai mujhe tumse mohabbat hai mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai lagi hai aag seene mein nahin kuchh lutf jeene mein nazar kuchh keh nahin sakti kahe bin reh nahin sakti tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai machalti hain tamannayen kahin rusva na ho jaayen kahin rusva na ho jaayen musibat uljhanen dil ki qayaamat dhadkanen dil ki tumhen kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai hoo ooo ooo na jeeti hoon namarti hoon khalish mehsoos karti hoon kahin aisa na ho jaaye kali khilte hi murjhaye tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai
zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai ee zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai anjam zindagi ka anjam zindagi ka nazdeek aa raha hai zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai duniya mein jaise apni duniya mein jaise apni koi bula raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai tujhko kasam hai aakar soorat zara dikha ja soorat zara dikha ja deewana dekh tera duniya se ja raha hai barbadiyon ka apni shikwa nahin kisi se shikwa nahin kisi se mera naseeb mujhko yeh din dikha raha hai aye beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Chaand Jahaan Woh Sharada (1957) 03:49 36472
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 36472   

O Kali Anar Ki Na Itna Chhoti Bahen (1959) 03:40 12988
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rahman, Shyama
Duration : 03:40   Song Number : 12988   

Poove Vai Paesumbothu 12b (2001) 05:50 39224
 
Poster of 12b (2001)
 
Category
Tamil
Year- 
2001
Music Director- 
Harris Jayaraj
On Screen Actors- 
Shyam, Simran
Duration : 05:50   Song Number : 39224   

Pyaar Ke Saagar Se Nikli Jadoo (1951) 03:37 12299
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12299   

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di Lala Rookh (1958) 03:18 15721
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 15721   

Saajan Ki Galiyaan Chhod Chale Bazar (1949) 03:47 36627
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Surender
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyam, Nigar Sultana
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:47   Song Number : 36627   

Sanwaar De Jo Pyaar Se Adventures Of Robinhood (1965) 04:16 37399
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:16   Song Number : 37399   

Sun Sun Sun Zaalima Aar Paar (1954) 02:58 21262
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Guru Dutt
Duration : 02:58   Song Number : 21262   

Tere Kooche Mein Armaanon Dillagi (1949) 03:51 31084
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Duration : 03:51   Song Number : 31084   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Thandi Thandi Hawa Puchhe Johnny Walker (1957) 03:46 36560
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sulochana, Shyama
Duration : 03:46   Song Number : 36560   

Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 03:52 21333
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya, Shyam Kumar
On Screen Actors- 
Suraiya, Shyam
Duration : 03:52   Song Number : 21333   

Tum Saamne Aa Kar Khazanchi (1958) 04:42 39413
 
Poster of Khazanchi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Shyama
Duration : 04:42   Song Number : 39413   

Ye Mulaaqaat Khandaan (1979) 04:36 18447
 
Poster of Khandaan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 04:36   Song Number : 18447   

Yeh Afsaana Nahin Dard (1947) 02:56 39314
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Munavvar Sultana, Husn Banu
Duration : 02:56   Song Number : 39314   

Zaalim Zamana Mujhko Dillagi (1949) 03:22 37358
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shyam Kumar, Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Chanda
Duration : 03:22   Song Number : 37358   
Karaoke Songs of shyam, Sad Songs of shyam, Love Songs of shyam, Dance Songs of shyam, Hip-hop songs of shyam, Best songs of shyam, Super hit songs of shyam, hit songs of shyam, duet songs of shyam, solo songs of shyam, old songs of shyam, famous songs of shyam, Hindi Karaoke Songs of shyam, Hindi Sad Songs of shyam, Hindi Love Songs of shyam, Hindi Dance Songs of shyam, Hindi Hip-hop songs of shyam, best Hindi songs of shyam, super hit Hindi songs of shyam, hit Hindi songs of shyam, duet Hindi songs of shyam, solo Hindi songs of shyam, old Hindi songs of shyam, famous Hindi songs of shyam, Sing Along Songs of shyam, Sing Along Sad Songs of shyam, Sing Along Love Songs of shyam, Sing Along Dance Songs of shyam, Sing Along Hip-hop songs of shyam, Sing Along Best songs of shyam, Sing Along Super hit songs of shyam, Sing Along hit songs of shyam, Sing Along duet songs of shyam, Sing Along solo songs of shyam, Sing Along old songs of shyam, Sing Along famous songs of shyam