MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne lekin zindagi ka nahin sapne jaisa tod tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara sunn lo sunn sako to rote armaanon ka shor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur hooo tum nikle koi aur click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri par kuchh naa tujhe de saka ek majboor dil ke siwaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri par kuchh naa tujhe de saka ek majboor dil ke siwaaa oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tadpe dil palkon ke peechhe kitne mehal khaabon ke liye tadpe dil palkon ke peechhe kitne mehal khaabon ke liye khulte kabhi to mehlon ke dar jalte kabhi armaan ke diye tu hansti ek gul ki tarah main gaata bul bul ki tarah hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri oooo kab chaaha parbat ban jaana deta hai jo sadiyon ka pata kab chaaha parbat ban jaana deta hai jo sadiyon ka pata chaahun bas ek pal ka taraana ban ke kisi gunche ki sadaa khil jaata ek pal hi sahi dhul ka phir aanchal hi sahi hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm click here
Sun Giniyaa Nahi Karunga Ab Galti, Jo Tu Na Ruthe Re Kabhi, Mail Ho To Chhut Gaye Aadat Na Chhute Re Kabhi click here
sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam kya pyaar waali ghata ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam click here
sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee hota tu peepal main hoti amar lata teriiiiii hota tu peepal main hoti amar lata teri tere gale maala ban ke padi muskaati re sun mere saaaathi reee sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee jiyaa kahe tu saagar main hoti teri nadiyaa jiyaa kahe tu saagar main hoti teri nadiyaa lehar bahar karti apne piya se mil jaati re sun mere saaaathi reee sun mere bandhu reeeee sun mere mitwaa sun mere saaaathi reeee sun mere bandhu reeeeeeeeeee sun mere mitwaaaaaa sun mere saaaathi reeeee click here
haan sun sun qasam se laagun tere kadam se suno na sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa aye shera aye sheru kahan chala ohoo jaane do na bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan pakad ke phir baahon mein tu utha mujhe saiyaan bhaari gathariya nahin uthaani chhod de peechha are deewani haaye re haaye haaye re haaye haaye re haaye o sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa tu chali jaa tu chali jaa jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani are maafi de dooo jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani baith gayi main nahin click here
sun sun sun sun zaalima pyaar humko tumse ho gaya dil se mila le dil mera tujhko mere pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar chaar main nazar karoon aur phir huzoor se chaar main nazar karoon aur phir huzoor se paas yun na aaiye baat keeje door se ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam arre waah sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main kat gayi patang ji dor ab na daaliye kat gayi patang ji dor ab na daaliye aur kisi ke saamne ja ke dil click here
sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta jo gaana chahta hai dil wohi main gaa nahin sakta wohi main gaa nahin sakta sunaun kya mile hain gair se hans kar wo mere saamne haye wo mere saamne haye lagi hai thes wo dil par ki main batla nahin sakta ki main batla nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya meri hasrat bhari nazron ko ab tak jo nahin samjha usse main dard e dil apna kabhi samjha nahin sakta kabhi samjha nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya siwa tere bahut hain husn wale bhi zamaane mein husn wale bhi zamaane mein magar mushkil ye hai ab dil kisi par aa nahin sakta kisi par aa nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya click here
sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari apunu ko bhi ek nazar dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na apunu ko bhi ek nazar dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari kaisi anokhi ada jaani hai teri kaisi anokhi ada jaani hai teri phir se pakad baiyan zara pyaar se meri tera yaar main nahin hai magar aisi kya kami hai shakal to milti hai tere yaar se meri hai na yahi baat to phir dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka dikhne mein kangaal hai pan raja hai dil ka aa main bana dega tujhe pyaar ki mallika kabhi ek roz aa ke mera jhopda basa de jhopad mein dikhla doon maja raj mahal ka hai na yahi baat to phir dekho na bure nahin hum bhi idhar dekho na sundari aaye haye sundari sundari aaye haye sundari ho gayi gussa aare tum to kasam se ho gayi gussa aare tum to kasam se aisi badi kaun khata ho gayi humse click here
aa haa aaaa oo hoo hoo ho ho suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho armaan tha hum kehte jo bhi tamanna hoti armaan tha hum kehte jo bhi tamanna hoti deewaar ban jaati hai zaalim teri khamoshi zaahir mein khamoshi parde mein ek afsaana halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho ek dil mila hai dekho ek dil se pehle pehle ek dil mila hai dekho ek dil se pehle pehle wo dil bahek na jaaye manzil se pehle pehle chaahat ki manzil hai dil aur nazar mil jaana suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho click here
sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata ek tere liye duniya se munh mod ke aa gayi hoon main bandhan sabhi tod ke kya na kiya tere liye saajan tujhe kya pata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata yug badal gaye dil na badal saka aansuon se bhi kajra na dhal saka aandhiyon mein jal raha diya tere pyaar ka sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata aaa aaa aaa aaa aa aaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aa re aa bhi ja rasta hi bhool ke khel ja mere gajron ke phool se dulhan to main bani teri ghungta bhi tu hi utha sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata sunsaan raaton mein jab tu nahin aata tere bina aur lagta hai gehra ye sannaata aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa aaaa click here
surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala lala la la la hooo lele surma le hooo hooo lele surma le hooo hooo tedidididi ayeeeee tududududdudu ayeeeee ye waqt ye zamaana jab naa lage suhaana phir mere paas aana khaadim hoon main puraana rastaa jo kuchh nazar hai samjhega kya asar hai andhe ko kya khabar hai hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya ya surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya hooo lele surma le hooo hooo lele surma le hooo hooo tedidididididi ayeeeee tududududdudu ayeeeee dushman jise sataaye isko lagaa ke jaaye jaa ke nazar milaaye dhokha kabhi naa khaaye bhudha ho yaa ho bachchaa kyun ho nazar ka kachchaa rakhtaa hoon maal sachchaa hai koi nazar waala hai koi nazar waala yaya ya ya ya surma mera niraala aankhon mein jisne daala jeevan hua ujaala hai koi nazar waala hai koi nazar waala bumm bumm hooo lele surma click here
taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne jhanki paayal macha gayi hulchul ambar saara lagaa hilne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne hai ghataaon ka do nain mein kaajal dhoop ka mukh pe daale sunehraa sa aanchal hai ghataaon ka do nain mein kaajal dhoop ka mukh pe daale sunehraa sa aanchal ho yun lahraai li angdaai lagi jaise dhanak khilne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne aag si lapke jalti hui raahein ji ko dahlaaen bechain toofaan ki aahein aag si lapke jalti hui raahein ji ko dahlaaen bechain toofaan ki aahein ho naa daregi naa rukegi dekhein kyaa ho kahaa dil ne taaron mein sajke apne sooraj se dekho dharti chali milne dekho dharti chali milne dekho dharti chali milne click here
hey ho hey ho tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao ye kangan ke haath ye payal ke paanw ye kangan ke haath ye payal ke paanw ye bindiya ki basti ye jhumke ka kaan oo haye gazab kitna suna tha sab aaj hone do ghungroo ki jhankar hey tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao aa daalon gale ye baahon ka haar aa daalon gale ye baahon ka haar main jina sikhaun main sikhlaun pyaar milke sanam aa manayenge hum aaj dil se dil milne ka tyohar tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao hey tak jhum nacho nashe mein choor yara hamse hai thodi door aane wali bahaar jhumo re gao re aao re aao aaa aaa aaa aaaa click here
tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum maathe ki bindiyaa tu hai sanam naino ka kajraa piya tera ghum nain kiye neeche neeche rahun tere peechhe peechhe chalun kisi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil tumse nazar jab gayi hai mil jahaan hai kadam tere wahin mera dil jhuke jahaan palken teri khule jahaan zulfen teri rahun ussi manzil mein tasveer teri dil mein jiss din se utaari hai phirun tujhe sang le ke naye naye rang le ke sapnon ki mehfil mein tasveer teri dil mein toofan click here
tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain qayaamat hai kya teri angdaayiyaan hain bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho ye sab teri soorat ki parchhaaiyaan hain ke tann se udtaa gulaal kahaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye click here
hmm hmm hmmm hmm aa haaa haa haa oo hoo hoo hoo tauba ye nazaare ye qaatil ishaare lut gaye ae husn waalo hum shehar mein tumhaare tauba ye nazaare ye qaatil ishaare lut gaye ae husn waalo hum shehar mein tumhaare tauba ye nazaare baar baar mudti nigahein jaise puchhengi haal kisi ka baar baar mudti nigahein jaise puchhengi haal kisi ka laal laal honthon pe aahen jaise inko malaal kisi ka tauba ye nazaare ye qaatil ishaare lut gaye ae husn waalo hum shehar mein tumhaare tauba ye nazaare oo hoo hoo oo hoo hoo oo hoo hoo oo hoo hoo aa haaa aa haa haa haa haa dekh dekh jaao haseenon badi door se aaye khade hain dekh dekh jaao haseenon badi door se aaye khade hain o bahaar ke humnasheenon dekho raahon mein hum bhi pade hain tauba ye nazaare ye qaatil ishaare lut gaye ae husn waalo hum shehar mein tumhaare tauba ye nazaare rang rang doobi adaayen le ke aaj suno jo humaari rang rang doobi adaayen le ke aaj suno jo humaari dil se aa rahi hain sadayen maula umr daraaz click here
haan tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana oh tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin are dil dhadke mera lehron mein lehrake dolo nahin haan aaa yeh rangeen badan dekho sitam dhaaye na kahin are dil dhadke mera lehron mein lehrake dolo nahin darta hoon main shola hai tu aag paani mein lag jaaye na haay tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan aisa dilwaalon ko pyaar aaye na yun dekho jaan e jaana lipat jaayega koi deewaana yeh socho zara koi tera choome hai kadam haaye zid na karo jeene do auron ko bhi ae sanam oh hooo yeh socho zara koi tera choome hai kadam haaye zid na karo jeene do auron ko bhi ae sanam chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na hooo tauba yeh adaayen dekhe se khumaar aaye are gora tan click here
tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gayi mujhe sahal ho gayin manzilen mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya badi cheez hai tujhe kya pata badi cheez hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the gir ke sambhal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wohi raaz jaise ke sun liya wohi raaz jaise ke sun liya wohi geet jo mere dil mein the wohi geet jo mere dil mein the wo labon pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gaye tera haath haath mein aa gaya click here
aa haa haa haa haaa haaa aa ho ho ho ho hooo hooo oo aaaa aaaa aa aaaa aaa aaaa aaaa tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam raaz jo ismein chhipa hai wo samajhta hai dil aa aa aa aa aa raaz jo ismein chhipa hai wo samajhta hai dil kaise kholen tera khat hum ke dhadakta hai dil ye dil thehre zara nazar thehre zara hosh mein aa le zara hum tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam ismein jo baat bhi hogi badi qaatil hogi aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa ismein jo baat bhi hogi badi qaatil hogi teri aawaaz bhi in baat mein shaamil hogi ye dil thehre zara nazar thehre zara sunen fir teri sadaa hum tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam kyun na paa kar ise toofaan uthe seene click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shikwa Koi Tumse Dhan Daulat (1980) 04:49 12323
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:49   Song Number : 12323   

Socha Tha Maine To Chandi Sona (1977) 05:53 12313
 
Poster of Chandi Sona (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Parveen Babi
Duration : 05:53   Song Number : 12313   

Sun Giniya Ginny Aur Johnny (1976) 03:39 33011
 
Poster of Ginny Aur Johnny (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood, Baby
Duration : 03:39   Song Number : 33011   

Sun Jaane Jaan Sannata (1981) 04:33 41024
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:33   Song Number : 41024   

Sun Mere Bandhu Re Sujata (1959) 02:48 12507
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:48   Song Number : 12507   

Sun Sun Qasam Se Kala Sona (1975) 05:14 37561
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Farida Jalal
Duration : 05:14   Song Number : 37561   

Sun Sun Sun Zaalima Aar Paar (1954) 02:58 21262
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Guru Dutt
Duration : 02:58   Song Number : 21262   

Sunaun Kya Main Ghum Apna Mukesh 02:47 37345
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
Duration : 02:47   Song Number : 37345   

Sundari Aaye Haye Sundari Anokhi Ada (1973) 04:35 21263
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 04:35   Song Number : 21263   

Suniye Jaana Kya Pyaar Mein Aakash Deep (1965) 03:06 39694
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nanda
Duration : 03:06   Song Number : 39694   

Sunsaan Raaton Mein Sannata (1981) 06:21 38032
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sarika
Duration : 06:21   Song Number : 38032   

Surma Mera Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958) 03:19 12218
 
Poster of Kabhi Andhera Kabhi Ujala (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12218   

Taaron Mein Sajke Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 05:33 21272
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sandhya, Abhijeet
Duration : 05:33   Song Number : 21272   

Tak Jhum Nacho Nashe Kala Sona (1975) 05:07 32970
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:07   Song Number : 32970   

Tasveer Teri Dil Mein Maya (1961) 04:30 11875
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 11875   

Tauba Ye Matwali Chaal Patthar Ke Sanam (1967) 07:29 21276
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 07:29   Song Number : 21276   

Tauba Ye Nazaare Dillagi (1966) 04:42 40255
 
Poster of Dillagi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:42   Song Number : 40255   

Tauba Yeh Adaayen Ehsan (1970) 04:25 37875
 
Poster of Ehsan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Anjana
Duration : 04:25   Song Number : 37875   

Tera Haath Haath Mein Aa Gaya Hamdard (1953) 03:14 40823
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:14   Song Number : 40823   

Tera Khat Leke Sanam Ardhangini (1959) 03:20 38971
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 38971   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri