MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajrooh Sultanpuri
HomeMajrooh Sultanpuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na click here
tu hai harjai to apna bhi yahi taur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi tu hai harjai to apna bhi yahi taur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi tu nahin aur sahi badi lambi hai zamin milenge laakh haseen badi lambi hai zamin milenge laakh haseen saari duniya mein sanam tu akela hi nahin saari duniya mein sanam tu akela hi nahin jaam aankhon ke bahut hain kahin ek daur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi tu nahin aur sahi mujhse tu aankh mila kya kami hai ye bata mujhse tu aankh mila kya kami hai ye bata tujhse ummeed e wafa ban gayi ek khata tujhse ummeed e wafa ban gayi ek khata pyaar auron ka salamat hai tera jaur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi tu nahin aur sahi tu nahin aur sahi click here
tu tu jaam liye jaa uuuu ankhon se ankhon ka tu jaam liye jaa zulfon ke saaye mein aaraam liye jaa ankhon se ankhon ka tu jaam liye jaa zulfon ke saaye mein aaraam liye jaa ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae are sun are sun are sun sun sun sun sun har dil ko chahat ka tu jaam diye ja leta ja duaayen aaraam diye ja har dil ko chahat ka tu jaam diye ja leta ja duaayen aaraam diye ja hone de jo aye dil kisi ko ghum hai khud ko apna ghum hai yahi kya kam hai hone de jo aye dil kisi ko ghum hai khud ko apna ghum hai yahi kya kam hai jab tak tere dum mein dam hai jhoom jhoom ke yunhi jeeye jaa hey wo dil hai jo sabke dukhon ko baante hanske chunta jaaye ghumon ke kaante wo dil hai jo sabke dukhon ko baante hanske chunta jaaye ghumon ke kaante saare jhuthe dil apnaa ke jhoom jhoom ke yunhi jiye ja aa ha ha ankhon se ankhon ka tu jaam liye jaa zulfon ke saaye mein aaraam liye jaa haaye har dil ko chahat ka tu jaam diye ja leta ja duaayen aaraam diye ja ae ae ae ae ae ae ae click here
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar click here
uff uff o tera ye baankpan tu hi to jahan mein nahin gulbadan jaata hai ja par mujhse itna na ban hey tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin haan par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho are armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho jud jaye dil dil se haathon mein tera haath ho haan magar abhi bole mujhe tu kya jane jod bhi doon tod bhi doon main to aisi hoon naazni tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola ab to hai husn mera apni hi ada mein magan are ab to hai husn mera apni hi ada mein magan fursat hai kisko yahan dhundhe jo teri anjuman ha magar o deewane mujhe tu kya jane main hoon shola main hoon bijli aa milungi main har kahin tu mera click here
tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se hey sab sun liya dil ne kaha pyaar hua ikraar hua la la la la lala lala lala la tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se hey sab sun liya dil ne kaha pyaar hua ikraar hua la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala ye to hai meri jaan kadardani aapki tumne mujhko chaaha meharbani aapki mili hai nayi zindgani hoo hooo ye to hai meri jaan kadardani aapki tumne mujhko chaaha meharbani aapki mili hai nayi zindgani jhoome fiza gaaye hawa pyaar hua ikraar hua la la la la la la lala arre ho gaye hum to deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se ye mausam deewana ye sama jadu bhara aao meri baahon me sama jaao zara tere siva kaun mera hooo ye mausam deewana ye sama jadu bhara aao meri baahon click here
tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le nara nana nanaaaaaaaa naaaaaaaaa nana nana nanaaaa nana nana nana nanaaaaaa meri duniyaa mein bhi to koi nahin meri duniyaa mein bhi to koi nahin jab chaahe aa jaana aanaa to phir naa jaana lala lala lalaaaaaa laaaaaaa lala lala lalaaaaa lala lala lala lalaaaaaaaa kya le kar aaye the kya le kar jaayenge apne kadmon ke nishaan hum chhod jaayenge hooooo hoooo hoooo lene aayi re manzil humen saathiyaa tujhe dene ko mere paas kuchh nahin tujhe dene ko mere paas kuchh nahin ik dil hai chaahe to le leeeeee ik jaan hai chaahe to le le nara nana nanaaaaaaaa naaaaaaaaa nana nana nanaaaa nana nana nana nanaaaaaa kaajal ke jaisa tujhe nainon mein basa lenge sheeshe ke jaisa tera dil hum sambhalenge hooooo hoooo click here
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba click here
tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo katre nahin chhalke ye aankhon ke peyaalon se moti hain muhabbat ke in phool se gaalon pe in phool se gaalon pe behne nahin doongaa main bekaar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo ashkon se bharaa dekhoon kaise teri aankhon ko ae jaan ye sulagtaa ghum de de meri aankhon ko de de meri aankhon ko palkon pe uthaa loongaa sau baar tere aansoo dekhe nahin jaate hain dildaar tere aansoo tukde hain mere dil ke ae yaar tere aansoo click here
haaa haaa haa haaa haaaaaa hmm hmm hmmmm aaaaaaaa haaaa haaaaa haaaaa haaaaa tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa uuuuu uuuuuu reh bhi sakoge tum kaise ho ke mujhse judaa hat jaayengi deewaren sun ke meri sadaaa aanaa hoga tumhen mere liye saathi meri sooni raah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin kitni akeli si pehle thi yahi duniyaa tumne nazar jo milaayi bas gayi duniyaa dil ko mili jo tumhaari lagan diye jal gaye meri aah se tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin click here
tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin dekho mujhe sar se kadam tak sirf pyaar hoon main gale se laga lo ke tumhara beqaraar hoon main tum kya jaanon ke bhatakta phira kiss kiss galiiii tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin ab hai sanam har mausam pyaar ke kaabil padi jahaan chhanv humari sajj gayi mehfil mehfil kya tanhaai mein bhi lagta hai jee tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin click here
tum bin jaaun kahan tum bin jaaun kahan ke duniya mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin hay jaaun kahan ke duniya mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin dekho mujhe sar se kadam tak sirf pyaar hoon main gale se laga lo ki tumhaara bekaraar hoon main tum kya jaano ke bhatakta phira kis kis gali tumko chaah ke tum bin hey jaaun kahan ke duniya mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin reh bhi sakoge tum kaise ho ke mujhse juda phat jaayengi deewaren sun ke meri sadaa aana hoga tumhen mere liye saathi meri sooni raah ke tum bin jaaun kahan tum bin jaaun kahan ke duniya mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin jaaun kahan ke duniya mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin click here
hey tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye geet jo chhed de dil ban ke ek saath saikdon dil dhadke geet jo chhed de dil ban ke ek saath saikdon dil dhadke la la la aayen to mache hulchal jaayen to hungama karke aayen to mache hulchal jaayen to hungama karke tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye jo dekhe na ho aise jalwe dikhlane aaye tum dilwalon ke aage laakhon deewane aaye ab dekho rang e mehfil ab hum mastaane aaye click here
tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar wo chaahna humen suboh shaam wo chaahna humen suboh shaam wo har nazar muhabbat ke naam bhula do bhula do wo baaten tamaam humennnnnn humen yaad hai har iqraar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar munh dekhte har ilzaam par munh dekhte har ilzaam par aise to hum nahin the magar badal hi gayi jab tumhari nazar jooooooooo jo chaahe kaho dildaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar maana tumhen nahin aitbaar maana tumhen nahin aitbaar jhutha sahi dil e beqaraar kahaan phenk den dard ki yaadgaar apnaaaaaa apna to yahi sansaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar click here
hooooo tum jaison ko to payal mein baandh lun tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi are honge jee laakh choron ke chor tum hum bhi hain bade khilaadi pa pa pa pa papapapapa pa pa pa pa papapapapa tum jaison koto payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi main ghungaroo jhanjana ke naachungi dagmaga ke deewana tumhe banaaungi suna mere shikaari uhoo main ghungaroo jhanjana ke naachungi dagmaga ke deewana tumhe banaaungi suna mere shikaari pa pa pa pa papapa tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi tum hamse kya chhupoge in nainon se na bachoge are aisi khel khel na to zindagani hai humaari uhoo tum hamse kya chhupoge in nainon se na bachoge aisi khel khel na to zindagani hai humaari pa pa pa pa papapa pa pa pa pa papapa tum jaison ko to payal mein baandh lun samjho na mujhe anadi jaaao humko jhhumne do aaj pyaala chumne do do na madira pee ke jhhumne ki hai ye raat pyari pyari uhoo jaaao humko jhhumne do aaj pyaala chumne do madira pee ke click here
ha ha hahahaha tum tum tum tum tum jiyo hazaaron saal saal ke din hon pachaas hazaar sooraj roz aata rahe roz gaata rahe leke kirnon ke mele palchhin kaliyaan gin gin tera har din tab tak rangon se khele aa haa ho ho aa aa aa aa ho ho hey hey aa aa aa aa rang jab tak baaki hai bahaaron mein tum jiyo hazaaron saal saal ke din hon pachaas hazaar aa ha ha ha aa ha ha ha aa ha ha ha aa ha ha ha yahaan vahaan shaam ho chaahe jahaan yoon hi jhoome shama sun ke tumhaari baatein pyaar liye chaand ka tika diye yoon hi jugnu liye chamke tumhaari raatein aa aa ho ho ho ho hooo ha ha ho ho aa aa aa aa noor jab tak baaki hai sitaaron mein tum jiyo hazaaron saal saal ke din ho pachaas hazaar click here
tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye kya manzilein kya karwaan baahon mein teri hai saara jahaan aa jaane jaan chal dein wahaan milte jahaan hai zamin aasmaan manzil se the kahin door hum aaj nikal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye aaya mazaa laaya nasha tere labon ki bahaaron ka rang mausam jawaan saathi haseen uf ye nazar ke ishaaron ka rang jitne bhi rang the sab teri aankhon mein dhal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye tum jo huye mere humsafar raste badal gaye laakhon diye mere pyaar ki raahon mein jal gaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa aa haa click here
chaand mera dil chaandani ho tum chaand se hai door chaandani kahan laut ke aana hai yahin tumko jaa rehe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milega sachcha pyaar mushkil se ho dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yahi to hai sanam pyaar ka thikaana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chaandani ho tum chaand se hai door chaandani kahan laut ke aana hai yahin tumko jaa rehe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye ho ho jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere kadmon mein aa dil kya mehfil hai tere duniyaaan ki bahaare tere liye chaand sitaare tere liye ho ho jaane adaa ho ho ho jaane adaa jaane wafaa tujhpe main fida ho ho ho jaane wafaa tujhpe main fida ho hooo aa dil kya mehfil hai tere click here
hey hey hey hey hey hey ho ho ho ho ho ho ho ho ho tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge tum saath ho jab apne duniya ko dikha denge hum maut ko jeene ke andaaz sikha denge maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye arre maana ke andheron ke gehre hain bahut saaye par ghum hai yahan kis ko aati hai to raat aaye hum raat ke seene mein ik shama jala denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la andaaz sikha denge hum to hain dil waale khanjar se nahin marte arre hum to hain dil waale la la khanjar se nahin marte la la la la hum zulfon ke qaidi hain sooli se nahin darte sooli ko bhi zulfon ki zanzeer bana denge tum saath ho jab apne la la la la la duniya ko dikha denge la la la la la la la hum maut ko jeene ke la la la la la la andaaz sikha denge hai ahle jahaan tumko nafrat ki hai bimaari hai ahle jahaan tumko la la nafrat ki hai bimaari la la la la click here
tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein ye tumne kaisa dikhayaa sapnaa main pichhe sab chhod aayi apna pichhe sab chhod aayi apna khadi hoon rango ke ek nagar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein chubhan si hai dil mein pyaari pyaari hai meethi meethi si beqaraari meethi meethi si beqaraari jalan suhaani si hai jigar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein jee naa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Tu Hai Harjai To Apna Bhi Yahi Tu Nahin Aur Sahi (1960) 03:39 36297
 
Poster of Tu Nahin Aur Sahi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kumkum, Pradeep Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 36297   

Tu Jaam Liye Ja Ankhon Se Bewaqoof (1960) 03:20 39051
 
Poster of Bewaqoof (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Pran
Duration : 03:20   Song Number : 39051   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Tu Mera Jo Nahin Bheegi Raat (1965) 04:41 37816
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala, Pradeep Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 37816   

Tujh Mein Kya Hai Bade Dil Wala (1984) 05:19 21345
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 21345   

Tujhe Dene Ko Kudrat (1998) 06:28 21349
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:28   Song Number : 21349   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Tukde Hain Mere Dil Ke Mere Sanam (1965) 03:31 21353
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 21353   

Tum Bin Jaaun Kahaan (Kishore Kumar) Pyar Ka Mausam (1969) 03:45 12055
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:45   Song Number : 12055   

Tum Bin Jaaun Kahaan (Md Rafi) Pyar Ka Mausam (1969) 03:28 12140
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12140   

Tum Bin Jaaun Kahan Dil Vil Pyar Vyar (2002) 04:01 36372
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Bablu Chakraborty
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
R Madhavan, Riya Sen, Asrani
Duration : 04:01   Song Number : 36372   

Tum Dilwalon Ke Sitamgar (1985) 07:04 14260
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:04   Song Number : 14260   

Tum Jaao Kahin Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:14 13717
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:14   Song Number : 13717   

Tum Jaison Ko To Payal Garam Masala (1972) 07:12 32966
 
Poster of Garam Masala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Mehmood, Aruna Irani
Duration : 07:12   Song Number : 32966   

Tum Jiyo Hazaaron Saal Sujata (1959) 02:59 13233
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil, Shashikala
Duration : 02:59   Song Number : 13233   

Tum Jo Huye Mere Humsafar 12 O'clock (1958) 03:46 11897
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:46   Song Number : 11897   

Tum Kya Jaano Mohabbat (Competition Song) Hum Kisise Kum Naheen (1977) 10:33 13353
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq
Duration : 10:33   Song Number : 13353   

Tum Saath Ho Jab Apne Kaalia (1981) 04:45 17955
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 04:45   Song Number : 17955   

Tumhaare Bin Jee Naa Bhumika (1977) 04:07 12913
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Smita Patil, Amol Palekar
Raag- 
Todi
Duration : 04:07   Song Number : 12913   
Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Sad Songs of majrooh sultanpuri, Love Songs of majrooh sultanpuri, Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Best songs of majrooh sultanpuri, Super hit songs of majrooh sultanpuri, hit songs of majrooh sultanpuri, duet songs of majrooh sultanpuri, solo songs of majrooh sultanpuri, old songs of majrooh sultanpuri, famous songs of majrooh sultanpuri, Hindi Karaoke Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Sad Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Love Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Dance Songs of majrooh sultanpuri, Hindi Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, best Hindi songs of majrooh sultanpuri, super hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, hit Hindi songs of majrooh sultanpuri, duet Hindi songs of majrooh sultanpuri, solo Hindi songs of majrooh sultanpuri, old Hindi songs of majrooh sultanpuri, famous Hindi songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Sad Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Love Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Dance Songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Hip-hop songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Best songs of majrooh sultanpuri, Sing Along Super hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along hit songs of majrooh sultanpuri, Sing Along duet songs of majrooh sultanpuri, Sing Along solo songs of majrooh sultanpuri, Sing Along old songs of majrooh sultanpuri, Sing Along famous songs of majrooh sultanpuri