Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjaan
HomeAnjaan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shree raam shree shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam dukh ka sahaara tumhaara yahi naam seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam ik yug mein baahein uthaaye dhanush baan ik yug mein baahein uthaaye dhanush baan ik yug mein chhede muraliya madhur taan ik yug mein chhede muraliya madhur taan seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam har paap harne ye karuna bhare nain har paap harne ye karuna bhare nain sukh ki jage bhor dukh ki dhale rain sukh ki jage bhor dukh ki dhale rain seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam dukhiya janon ke ho sukh dukh mein tum saath dukhiya janon ke ho sukh dukh mein tum saath sabko ubaare tumhare daya naath sabko ubaare tumhaare daya naath seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha ke shyaam seeta ke shri raam raadha
sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane phool mein jaise basi hai khushboo tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu mane ya na mane sooraj se jo kiran ka nata pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule hoo jaise sawan ki pehli purwayi dharti ko chhoo le dharti se jo neel gagan ka sawan se purwayi ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka hoo wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile tum bole do bol ke mujhko janam janam ke geet mile taar se jo jhankar ka nata geeton se jo sargam ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm
soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana o chanda maama zameen pe laaye sitaaron waali rail dekho dekho o aayi abhi to hoga naya tamaasha shuru karenge khel chalo chalo shabaas rail chalegi chhuk chhuk chhuk hum bolenge ruk ruk ruk phir gaadi ruk jaayegi hum sabko baithayegi ud kar uppar jaayegi mud kar neeche aayegi taaron waali rail hamein aakaash ki sair karayegi soti hai ye raat sone do neend mein jahaan ko khone do geet mere tum to suno tum kahin so mat jaana paas to aao tumhen sunaaun ek maze ki baat laut rahe the picknic se hum raste mein ho gayi raat kahin achanak shor utha mude jo hum to kya dekha humne dekha dekha ki bhoot phir chintu ne ki chaturaayi jaadu ki bansari bajaayi jhoom ke aisi taan
heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah haa hey duniyan mein wo khushnaseeb yaar koyi jiske kareeb pyaar yahaan sabse ameer baaki yahaan sab gareeb pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi ho pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah jis par ye chhaya nasha wo hosh mein aa gaya jannat usse mil gayi jo dil tujhe paa gaya jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi ho jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah dooba jo dil pyaar mein wo doob ke tar gaya
Tera Chehra Mujhe Gulab Lage
tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele ho tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele sadiyon ke sapne pal mein tod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale ho dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein hoo manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein aise shaher se nazaren mod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale hoo dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale
tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage tera ishq bada jhootha ho ho oo oo tera ishq bada jhootha mujhe jhutha achha lage o tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage nis din mujhe bas ab teri yaad sataati hai tanhaai bhi raaton ko mujhe jagaati hai tere in labon pe mere honthon ka ab chumban hoga anjane khwabon ka aaj milan hoga tera ishq bada pheeka mujhe pheeka achha lage ha tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage o teri iss ada pe teri iss hansi pe jaan fida meri mil jaaye tu mujhko hai ye dua meri tere saaye mein tere pehlu mein jannat hai meri teri dilkash panahon mein raahat hai meri tera ishq bada khatta mujhe khatta acha lage tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho tera ishq bada jhootha mujhe jhootha
koi parchhayi das jaaye tan jale man murjhaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye raat bhar ye zehar piya nahin jaaye bheegi bheegi akhiyon mein raina kat jaaye geeton ke phoolon ki meethi meethi bhoolon ke din the wo kitne haseen aankhon mein hai chhupi saanson mein hai dabi bujhe bujhe sapne kahin sab kuchh haar ke baithi mann maar ke ye tapan ye jalan mann se na jaaye barse ghata bhi to agan barsaye aahon ka ye safar aansu ki ye umar kaise kate tanha kahaan ye jahaan hai dhuwaan do badan ek jaan kaise rahe door yahan tu kahin main kahin zindagi ye nahin beeta pal ho ya kal kyun na laut aaye tere bin kaise jiyen jiya nahin jaaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye
Tu Hai Meri Diwani
tu jahaan jaayegi main wahan aaunga ek din main tujhe saath le jaaunga main kya hoon bataunga tujhe pyaar karna sikhaunga tujhe tujhe tujhe tu jahaan jaayegi main wahan aaunga ek din main tujhe saath le jaaunga main kya hoon bataunga tujhe pyaar karna sikhaunga tujhe dil mera toda mujhe kahin ka na chhoda tujhe chhod ke kahaan main ab jaunga tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe ek din tujhe tadpaunga ho ho ho ho ho ho ho ho dil mera toda mujhe kahin ka na chhoda tujhe chhod ke kahaan main ab jaunga tune thukraya mujhe bada tadpaya mujhe ek din tujhe tadpaunga aaaa jal ke jalaunga tujhe pyaar karna sikhaunga tujhe tu jahaan jaayegi main wahaan aaunga ek din main tujhe saath le jaaunga main kya hoon bataunga tujhe pyaar karna sikhaunga tujhe tu nashe mein choor hai jawani ka saroor hai ye husn ka garoor main mitaunga bigde sanam mujhe pyaar ki kasam tujhe kadmon pe pyaar ke jhukaunga ho ho ho ho ho ho ho ho tu nashe mein choor hai jawani ka saroor hai ye husn ka
hey tu main ban gaya main tu ban gaya tu main ban gaya are main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum are bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane tu main ban gaya main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane are tu main ban gaya main tu ban gaya aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon koi aaye aake hamko pehchane kaun kaun hai ye kaun jaane are tu main ban gaya yeh main tu ban gaya do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho yeh do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya kya karenge log bhala anjaane kaun kaun hai ye kaun jaane ye tu main ban
uri uri baba uri uri baba babaa uri uri baba uri uri baba babaa pyaar kiya humne kiya kya bura kiya kaun hai vo jisne yahaan pyaar na kiya pyaar kiya humne kiya kya bura kiya kaun hai vo jisne yahaan pyaar na kiya uri uri baba uri uri baba uri uri baba baba uri uri baba uri uri baba uri uri baba baba pyaar kiya humne kiya kya bura kiya kaun hai vo jisne yahaan pyaar na kiya uri uri baba uri uri baba uri uri baba babaa saara jahaan dekhe magar kyun humse aankhen churaaye aankhen meri kehti hain kya tujhko samajh mein na aaye saara jahaan dekhe magar kyun humse aankhen churaaye aankhen meri kehti hain kya tujhko samajh mein na aaye pyaar na kiya to sanam ji ye kya kiya kaun hai wo jisne yahaan pyaar na kiya uri uri baba uri uri baba uri uri baba babaa uri uri baba uri uri baba uri uri baba babaa pyaar kiya humne kiya kya bura kiya kaun hai vo jisne yahaan pyaar na kiya uri uri baba uri uri baba uri uri baba babaa duniya to kya ab maut ka kuchh darr hai mujhko nahin
oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
oo wafa mere dil ki ye kya rang laayi wafa mere dil ki ye kya rang laayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi wafaon ka badla hai kyun bewafaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho idhar khoob royegi meri tamanna udhar tere haathon pe mehandi rachegi o idhar preet meri kafan odh legi idhar preet meri kafan odh legi udhar tere maathe pe bindiya sajegi haan bindiya sajegi kasam kya mohabbat ki tune nibhayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho udhar zindagi teri dulhan banegi idhar har khushi meri dam tod degi ho udhar saat pheron ke bandhan bandhenge udhar saat pheron ke bandhan bandhenge idhar mere sapnon ki arthi uthegi haan arthi uthegi qayamat se pehle qayamat hai aayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho suhagan ka joda mubaarak ho tujhko teri sej phulon se sajti rahenge o meri bheegi palkon se tootenge aansu meri bheegi palkon se
hmm hmm hm hm hmm hm hm hmm hm hm kabhi jo mile na wo aise mile hain ke barson yunhi saath jaise chale hain ye ehsaas kya hai jo yun jaagta hai dilon ko jo anjaan yun baandhta hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka hawaaon se khushboo ye kaise judi hai ghata udte baadal se kaise bandhi hai kise hai pata ye kashish kaun si hai jo saahil se lehron ko yun kheenchti hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ubharte hain kuchh khwaab tanhayiyon mein uthe dard sa dil ki gehraiyon mein mila koi fir bhi mila to nahin magar dil ko koi gila to nahin ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye rasmon riwaazon ki duniya na jaane koi aise rishton ko maane na maane ye kuchh to hai aakhir ye kaise hua hai ye kudrat
hooo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ooo auooo auooo auoo you are my darling tu hai meri jaan chehra jo dekhe sooraj seham seham jaaye chham chham chhanke ghunghroo jab kadam uthaaye hansen khil khila ke jaise shama jhilmilaaye ho ho ho ho you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ho ho ho ho you are my darling tu hai meri jaan halke halke chhalke jaise phoolon se shabnam dheeme dheeme gaaye jaise hawa koi sargam rang aise badle jaise aate jaate mausam auooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan auoooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan la la la la la la la la lala lala
chor sipaahi ke jhagde mein hogi kiski jeet chor kisi ke meet yahaan na mor kisi ke meet yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki o raja aa jaa talaashi de jaa yahaan se bach ke na jaa paayega lagi paabandi hai nakabandi agar tu bhaaga maara jaayega o raja aa jaa talaashi de jaa
ye bemisaal husn bepanaah ye sabaab hai tu lajawaab nahin lajawaab ka jawaab hai yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar mili to yun laga charag dil mein jal uthe yeh dil sulag sulag utha badan pighal pighal uthe yeh waqt tham gaya wahin yeh dil thahar thahar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron mila wo humsafar ke ghar safar haseen ho gaya safar naya yeh zindagi ko pyaar mein dubo gaya ye dil hi jaane dil mein khwab kya sambhal sambhal gaye yun to haseen hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye yun to jawaan hazaron nazar se guzar gaye ek aap hi the jo mere dil mein utar gaye dil mein utar gaye lala lalalalala lala
aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin ho oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin jaane waala kal tha kaisa aane waala kal kya hoga jo pal hai mila wo pal jeele jaane agla pal kya hoga aaj ka din kate mauj se kal ki baaton mein kuchh dum nahin oo oo zindgi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin hungaamon mein har din guzre rang raliyon mein har raat dhale yahi saaz baje yahi raag chhide yahi dhoom mache yahi daur chale jo khushi na mili na mili jo mili wo khushi kam nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Seeta Ke Shri Raam Radha Ke Shyaam Suman Kalyanpur 05:34 41022
 
Poster of Suman Kalyanpur
 
Category
Devotional
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 05:34   Song Number : 41022   

Sooraj Se Jo Kiran Ka Hungama (1971) 04:24 37153
 
Poster of Hungama (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 37153   

Soti Hai Ye Raat Do Aur Do Paanch (1980) 09:24 37600
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 09:24   Song Number : 37600   

Taqdeer Ka Badshah Taqdeer Ka Badshah (1982) 07:39 40426
 
Poster of Taqdeer Ka Badshah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:39   Song Number : 40426   

Tera Chehra Mujhe Gulaab Lage Aapas Ki Baat (1981) 05:59 37849
 
Poster of Aapas Ki Baat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 05:59   Song Number : 37849   

Tera Ghar Teri Galiyaan Oonche Log (1985) 04:49 37193
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 37193   

Tera Ishq Bada Teekha Rowdy Rathore (2012) 04:26 36284
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 36284   

Tere Bin Kaise Din Priyatama (1977) 04:08 37957
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Jeetendra
Duration : 04:08   Song Number : 37957   

Tu Hai Meri Deewani Pyara Dushman (1980) 06:53 37592
 
Poster of Pyara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amjad Khan, Vidya Sinha
Duration : 06:53   Song Number : 37592   

Tu Jahaan Jaayegi Bambai Ka Maharaja (1980) 04:02 37450
 
Poster of Bambai Ka Maharaja (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Sarika
Duration : 04:02   Song Number : 37450   

Tu Main Ban Gaya Aamne Samne (1982) 05:05 37406
 
Poster of Aamne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Aarti Gupta
Duration : 05:05   Song Number : 37406   

Uri Uri Baba Dushman Devta (1991) 06:26 40897
 
Poster of Dushman Devta (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Uthup
On Screen Actors- 
Aditya Pancholi, Sonam
Duration : 06:26   Song Number : 40897   

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863   

Wafa Mere Dil Ki Rukhsat (1988) 05:13 40567
 
Poster of Rukhsat (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty, Anuradha Patel
Duration : 05:13   Song Number : 40567   

Ye Bandhan Kachchey Dhaagon Ka Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983) 05:17 39213
 
Poster of Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 39213   

You Are My Darling Hum Naujawan (1985) 03:31 38721
 
Poster of Hum Naujawan (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tabu
Duration : 03:31   Song Number : 38721   

Yun Ghoor Ghoor Ke Zindagi Ek Juaa (1992) 09:01 38723
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shakti Kapoor
Duration : 09:01   Song Number : 38723   

Yun To Haseen Hazaron Shradhanjali (1981) 05:30 37895
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Duration : 05:30   Song Number : 37895   

Zindagi To Hai Chaar Din Teri Meri Kahani (1981) 03:45 39000
 
Poster of Teri Meri Kahani (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:45   Song Number : 39000   
Karaoke Songs of anjaan, Sad Songs of anjaan, Love Songs of anjaan, Dance Songs of anjaan, Hip-hop songs of anjaan, Best songs of anjaan, Super hit songs of anjaan, hit songs of anjaan, duet songs of anjaan, solo songs of anjaan, old songs of anjaan, famous songs of anjaan, Hindi Karaoke Songs of anjaan, Hindi Sad Songs of anjaan, Hindi Love Songs of anjaan, Hindi Dance Songs of anjaan, Hindi Hip-hop songs of anjaan, best Hindi songs of anjaan, super hit Hindi songs of anjaan, hit Hindi songs of anjaan, duet Hindi songs of anjaan, solo Hindi songs of anjaan, old Hindi songs of anjaan, famous Hindi songs of anjaan, Sing Along Songs of anjaan, Sing Along Sad Songs of anjaan, Sing Along Love Songs of anjaan, Sing Along Dance Songs of anjaan, Sing Along Hip-hop songs of anjaan, Sing Along Best songs of anjaan, Sing Along Super hit songs of anjaan, Sing Along hit songs of anjaan, Sing Along duet songs of anjaan, Sing Along solo songs of anjaan, Sing Along old songs of anjaan, Sing Along famous songs of anjaan