MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mukesh
Home Mukesh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali maine to haai ye bhi na jaanaa kab din doobaa kab raat dhali phir bhi hain milne se majboor phir bhi hain milne se majboor o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan jab se hai janami pyaar ki duniyaa tujhko hai meri mujhe teri lagan tujh bin ye duniyaa benoor tujh bin ye duniyaa benoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor haai ri qismat andhi qismat dekh saki naa meri teri kushi haai ri click here
paani re paani paani re paani tera rang kaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani hooo paani paani re paani ho o o o o is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete paani re paani tera rang kaisa bhookhe ki bhookh aur pyaas jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o hoooo ganga se jab mile to banta ganga jal tu paawan baadal se tu mile to rimjhim rimjhim barse saawan saawan aaya saawan aaya rimjhim barse paani aag odh kar aag pahan kar kahin pe dekho chhat tapakati jeena hua haraam duniya banaane waale rab jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye jab tu phire ummeedon par tera rang samajh na aaye kali khile to jhat aa jaaye click here
aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa shabaab pe main zara si sharaab phenkunga kisi haseen ki taraf ye gulaab phenkunga parda hai parda hai parda hai parda hai parda hai parda parda hai parda parde ke peechhe parda nasheen hai pardanasheen ko beparda na kar doon beparda pardanasheen ko beparda na kar doon to akbar mera naam nahin hai hey parde ke peechhe parda nasheen hai pardanasheen ko beparda na kar doon to akbar mera naam nahin hai main dekhtaaaaa hoon jidhar log bhi udhar dekhen kahaan theharti hai jaa kar meri nazar dekhen mere khaabon ki shehzaadi main hoon akbar ilhaabadi main shaayar hoon haseenon ka main aashique mehjabeenon ka tera daaman tera daaman tera daaman tera daaman naa chhodunga main har chilman main har chilman ko todunga naa dar zaalim zamaane se adaa se yaaa bahaane se zara apni surat dikha de samaa khubsoorat bana de nahin to tera naam le ke tujhe koi ilzaam de ke tujhko iss mehfil mein click here
patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai khilen phool si teri jawani koi bataye kaha kasar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai hoye main chanchal madmast pawan hoon main chanchal madmast pawan hoon jhoom jhoom har kali ko choomun jhoom jhoom har kali ko choomun bichhad gayi bichhad gayi main ghayal hirni tumko dhoondhun ban ban ghoomun meri zindagi mast safar hai meri zindagi mast safar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun main behte dariya ka paani main behte dariya ka paani khel kinaaron se badh jaaun khel kinaaron se badh jaaun bandh na paaun naya nagar nit nayi dagar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai priyatam mere mujh ko likhna kya ye tumhare kaabil hai pyaar chhupa hai khat mein itna jitne saagar mein moti choom hi leta haath tumhara paas jo tum mere hoti phool tumhe bheja hai khat mein neend tumhe to aati hogi kya dekha tum ne sapna aankh khuli to tanhaayi thi sapna ho na saka apna tanhaayi hum door karenge le aao tum shahnayee le aao tum shahnayee preet badha kar bhool na jaana preet tumhin ne sikhlaayee phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein khat se jee bharta hi nahin ab nain milen to chain mile chaand hamare angna utre koi to aisi rain mile milna ho to kaise milen hum milne ki soorat likh do milne ki soorat likh do nain bichaaye baithe hain hum kab aaoge khat likh do phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein click here
prem hai prem hai prem hai prem hai piya man ki madhur ek bhaawna piya man ki madhur ek bhaawna anbujhi pyaas mein anbujhi pyaas mein ek doobi huyi si kaamna ek doobi huyi si kaamna prem hai aao aaj likhen adhron se adhron par hum aisi kavita besudh apni in saanson mein ghul jaaye jiski maadaktaa sagar ki baahon mein jaise bandhti hai sarita har ghadi aise hi har ghadi aise hi apni baahon mein mujhko baandhna piya man ki madhur ek bhaawna aaj pranay ki is bela mein mera har adhikaar mujhe do main na bhulun tum na bhulo aisa kuchh uphaar mujhe do tum ye anghuthi meri sajni lo svikaar karo kam kabhi ho nahin kam kabhi ho nahin preet ki apni aaraadhna piya man ki madhur ek bhaawana prem hai prem hai prem hai prem hai piya man ki madhur ek bhaawna piya man ki madhur ek bhaawna anbujhi pyaas mein anbujhi pyaas mein ek doobi huyi si kaamna ek doobi huyi si kaamna prem hai aao aaj likhen adhron se adhron par hum aisi kavitaa besudh apni in saanson mein ghul jaaye jiski click here
pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana aisa na ho baaghon se bahaar chali jaaye kali kali ho ke beqaraar chali jaaye aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye aisa na ho baaghon se bahaar chali jaaye kali kali ho ke beqaraar chali jaaye aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye isiliye to kaha hai pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana chhoti si hai aaj ki hamaari mulaqaat ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat jaane phir kab koi dekhe humen saath chhoti si hai aaj ki hamaari mulaqaat hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat jaane phir kab koi dekhe humen saath isiliye to kaha hai click here
pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kya baat huyi ke raaton ko ab neend nahin aati hai bin pal bhar chain naa paaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche kya unn se kahoon aur kaise kahoon bas baat yahi dil soche aur soch soch reh jaaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar pyaar ka saagar pyaar ka saagar click here
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan click here
saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana pyaar humara ban jaaye naa fasaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane apni bala se koi maane yaa naa maane pyaar mein itne bhi bano naa deewane pyaar mein itne bhi bano naa deewane saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan click here
samay ka udta panchhi jiskoo saath udaa le jaaye wo duniya se jaane wala laut ke phir na aaye re bhaiya laut ke phir na aaye samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke aage hum to kya hain samay ke aage hum to kya hain jhuk jaaye bhagwaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan iss duniyaa mein samay ne bhaiya iss duniyaa mein samay ne bhaiya raam ko bhi na chhoda raam ko bhi na chhoda raaj sinhaasan chheen ke unka van se naata joda van se naata joda ye sanjog viyog yahaan hain khel samay ka saara jeena pade hamen chaahe bichhde praanon se koi pyaara praanon se koi pyaara jo har haal mein jo har haal mein hans kar jee le sukhi wohi insaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke chakkar se jeevan mein samay ke chakkar se jeevan mein koi nahin bach paaya koi nahin bach paaya click here
na mujhko hichki aayi na panv mera fisla arey arey arey arey na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla garibon ne pee dhan waalon ne pee hai ye buddhon ne pee jawaanon ne pee hai zamaanon se ye to zamaanon ne pee hai ho oo karte ho do ghoont peeke hangaama dikhaate ho tum ye naya kaarnaama ho mama ho mama ab chhod do ye drama hey aira gaira to isko peene se darta hai arey koi kaleje waala hi ye pyaala bharta hai main bhar ke jaam duniya se haan main bhar ke jaam duniya se pyaar karne nikla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla tumhen dekh kar humko aati sharam hai zara socho kaisa tumhaara karam hai na imaan tum mein na koi dharam hai hoooo dharam kya hai bolo ye imaan kya click here
suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana darr hai aankhon hi aankhon mein ban jaaye na koi afsaana ban jaaye na koi afsaana ye pal to guzar jaate hain magar afsaane hi reh jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao muddat se yunhi tadpate ho ab aur humen na tadpaao ab aur humen na tadpaao hum pyaar ki lambi raahon pe chalne se abhi ghabrate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko click here
teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha tum batao main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein saanson mein chhipi dhadkan ke sang jab pyaar ne li thi angdaayi ek swarg pari chham chham karti baanhon mein meri aa muskaayi madmast jawaani ka palkon ke aanchal mein chhipna dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein aaaaaa aaaa aaaa aaaaa ooooo ooo ooo amrit ke saagar ki shruti mandir ke deepak ki jyoti alhad kamlon par pade huye heere neelam maanik moti teri uthti jhukti palkon mein teri uthti jhukti palkon mein sooraj dekha chanda dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein hmmm mmm mmmmmmm click here
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara click here
thaane kajaliyo banalyun maare naina mein ramalun thaane kajaliyo banalyun maare naina mein ramalun raajpalakaan mein bandh kar raakhuni ho ho ho raajpalkaan mein bandh kar raakhuni gori palkaan mein neend kayinyaan aveli gori palkaan mein neend kayinyaan aveli aveli gori palkaan mein neend kayinyaan aveli maari palkiyaan palaniye jhulaveli jhulaveli palkiyaan palaniye jhulaveli hoo maare naina su dur dur kayinyaan jawolaji dhola kayinyaan jawolaji maare naina su dur dur kayinyaan jawolaji dhola kayinyaan jawolaji thaane chandan haar bana lun thaane chandan haar bana lun maare hridye su laga lun chunndi mein mun kaahe thaane rakhuni ho ho ho chunndi mein mun kaahe thaane rakhuni gori chunndi lehar leharaveli gori chunndi lehar leharaveli lehraveli chunndi lehar leharaveli bhola prana mein preet jagaveli jagaveli prana mein preet jagaveli hooo maare hivde su dur dur kayinyon jawolaji dhola kayinyaan jawolaji maare hivde su dur dur kayinyon jawolaji dhola kayinyaan click here
tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan donon jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan tu hai to sab hai yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan dono jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan hota nahin ye magar ho jaaye aisa agar tu hi nazar aaye tu jab bhi uthe ye nazar hota nahin ye magar ho jaaye aisa agar tu hi nazar aaye tu jab bhi uthe ye nazar ho o tu hai to sab hai yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan dono jahaan wahin mere ha mile mujhe haan tu jahan tere paanv ke nishan kho gaye hain kahan sooni ho gayi hai nazar gum gaye donon jahaan tere paanv ke nishan kho gaye hain kahan sooni ho gayi hai nazar gum gaye donon jahaan tu tha to sab tha yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan donon jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan click here
tu mahal mein rehne wali main kuttiya mein rehne wala phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya tu aasmaan ka taara tu aasmaan ka taara main ek darra bekara bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi lagi rahi lagi rahi main khol ke khidki mehal ki haye re khadi rahi khadi rahi khadi rahi tu hansti khadi us paar tu hansti khadi us paar meri naav beech manjhdhar bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo teri mitthi mitthi yaad mere dil mein haye haye aati rahi aati rahi aati rahi meri bheegi bheegi ankhiyon se nindiya haye haye jati rahi jati rahi jati rahi teri jhooti hai har baat teri jhooti hai har baat tu chhod gayi mera saath bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya jab rimjhim rimjhim rimjhim o jab rimjhim rimjhim barkha haye haye hoti rahi hoti rahi hoti rahi main click here
tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani rehati hai khaamosh sadaa bas ek paheli si woh har dam mere saath magar lagti hai akeli si woh ek hi baat mein kar jaati hai woh kitni hi baaten uski baaten khatam na ho dhal jaayen lambi raaten kabhi kabhi lagti hai apni kabhi kabhi begaani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani mere dil mein bajten hai uski yaadon ke ghunghuroo usko dekha to mai jaana kya hota hai jaadu angdaayi wo leti hai dil mera dhadak jaata hai uske phool badan se ik shola sa lapak jaata hai wo chhoo le to aag lage jal jaaye yaar ye paani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani door se uss ko dekh ke dil ki pyaas bujha leta hoon sapnon mein usko main apne paas bula leta hoon tere dil click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

O Shamaa Mujhe Aashiq (1962) 05:07 12605
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:07   Song Number : 12605   

Paani Re Paani Shor (1972) 06:03 12498
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 06:03   Song Number : 12498   

Parda Hai Parda Amar Akbar Anthony (1977) 08:03 18254
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 08:03   Song Number : 18254   

Patli Kamar Hai Barsaat (1949) 03:23 12217
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 12217   

Phool Tumhe Bheja Hai Saraswatichandra (1968) 04:00 21105
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manish Kumar, Nutan
Duration : 04:00   Song Number : 21105   

Prem Hai Prem Hai Dillagi (1978) 05:45 12853
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:45   Song Number : 12853   

Pyaar Ka Fasaana Bana Le Teesra Kaun (1965) 04:00 19189
 
Poster of Teesra Kaun (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Kalpana
Duration : 04:00   Song Number : 19189   

Pyaar Ka Saagar Pyaar Ka Saagar (1961) 03:20 12436
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 12436   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Saiyaan Chhod De Baiyaan Rakhi (1962) 03:18 12453
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep, Waheeda Rehman
Duration : 03:18   Song Number : 12453   

Samay Bada Balwan Hai Ghar Parivaar (1991) 07:10 32749
 
Poster of Ghar Parivaar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Nitin Mukesh
Duration : 07:10   Song Number : 32749   

Sharaabi Kehta Hai Mujhko Do Jhoot (1975) 05:32 39600
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pran, Aruna Irani, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:32   Song Number : 39600   

Suljhao Na Uljhi Zulfon Ko Girls Hostel (1962) 03:18 16243
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Geetanjali
Duration : 03:18   Song Number : 16243   

Teri Jheel Si Gehri Ankhon Mein Dhuen Ki Lakeer (1974) 03:35 32265
 
Poster of Dhuen Ki Lakeer (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rameshwar
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Ramesh Arora, Parveen Babi
Duration : 03:35   Song Number : 32265   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   

Thare Kajaliyo Banalyun Veer Durgadas (1960) 03:24 32160
 
Poster of Veer Durgadas (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
B M Vyas, Poonam
Duration : 03:24   Song Number : 32160   

Tu Jahan Mile Mujhe Doosri Sita (1974) 03:17 36287
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Nitin, Mukesh
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:17   Song Number : 36287   

Tu Mahal Mein Rehne Wali Shabnam (1949) 04:28 19133
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 04:28   Song Number : 19133   

Tu Mujhe Suna Chandni (1989) 04:43 21338
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 04:43   Song Number : 21338   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh