MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMala Sinha
HomeMala Sinha
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hm hm hm hm aaaa aaaaa hmm hmmhm hm aaaa aaaaaa mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehmaan zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama leke meri tamannaayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan taare machalte huye diye se jalte huye jaise chalte huye ruk gaya aasmaan leke meri tamannayen raat huyi hai jawaan mere dil meri jaan jhoom le yahi hai sama zindagi to hai aawaara jaane kal ho kahaan mere dil meri jaan aaaa haaaa haaaaa hmmm hmmm hmmm aaaa haaa haaaaa hmmm hmmm hmmm click here
mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke karen kya ke apni khushi se bhi huye hum tabaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai jab bhi rooth rooth ke rok li teri humne raah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se teri shokh zulf ke saaye mein jo mile panaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi click here
mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob tere aanchal mein sitaare hain girebaan mein kiran teri nazron se huyi ishq ki duniya roshan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan jis mein jalta hoon usi aag mein jalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob chaand se maathe pe mehnat ke paseene ki lakeer jaag uthi jaag uthi hind ki soyi taqdeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer ladkhadayegi kahaan tak ke sambhalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob kone kone mein sulagti hai chita tere liye teri dushman hai teri narm ada tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye click here
mere mitwaaaaaaaaa mitwaaaaaa mere meet reeeeeeee meet reeeeee aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa mere meet ree aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa naam naa jaanu tera des naa jaanu naam naa jaanu tera des naa jaanu kaise main bheju sandesh naa jaanu ye phoolon ki ye jhoolon ki rutt naa jaaye beet re aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa tarsegi kab tak pyaasi nazariyaa tarsegi kab tak pyaasi nazariyaa barsegi kab mere aangan badariyaa chhod ke aa jaa tod ke aa jaa duniyaa ki har reet re aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa mere meet ree aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa click here
mere mitwaaa mitwaaa mere meet re mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa chaand chakori ki prem kahaani prem kahaani chaand chakori ki prem kahaani prem jagat mein hai sabse puraani sabse puraani ho o isse puraani ek kahaani teri meri preet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa hum hi mille thei kabhi jamunaa kinaare jamunaa kinaare hum hi mille thei kabhi jamunaa kinaare raadha krishan the kabhi naam humaare naam humaare ho o phir wo muraliyaa phir wo paayaliyaa phir wohi sangeet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa click here
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai click here
meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do pyaar ka akaal pada saare hi jag mein saare hi jag mein pyaar ka akaal pada saare hi jag mein dhoke hain har dil mein nafrat hai rag rag mein sab ne duboya hai mujhe paar tum utaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do khushi yahaan thodi si aur bahut ghum hain aur bahut ghum hain khushi yahaan thodi si aur bahut ghum hain jitna bhi pyaar mile utna hi kam hai ghum se bhare jeevan ko pyaar se nikhaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi tum mujhe pyaar do tum mujhe pyaar do click here
meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do saara gagan mandap hai saara jag baarati saara jag baarati saara gagan mandap hai saara jag baarati mann ke phere sache sache hai hum saathi laaj ka ye ghunghat patt aaj to utaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do dharti karvat badle badle har mausam badle har mausam dharti karvat badle badle har mausam preet ke pujaari hai badlenge nahin hum patjhad sa jeevan hai pyaar ki bahaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do click here
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko click here
milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi khulte nahin hai roz dariche bahaar ke khulte nahin hai roz dariche bahaar ke aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi tanha na kat sakenge jawaani ke raaste tanha na kat sakenge jawaani ke raaste pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein milti hai paas aane ki mauhlat kabhi click here
hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon ho oo hoho ho mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki badi khoobsurat adaa hai aapki badi khoobsurat nighaah hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein khoya khoya sa kuchh gumsum main aaj kal rehta hoon har mehfil mein koi dawaa to batlaao ke dard rehta hai zara sa dil mein yahi dard e dil to dawaa hai aapki yahi dard e dil to dawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai marzi hai aaj kya fizaa ki jo aaj mera dil yun hi dhadka rahi hai kya ho gaya hai iss hawaa ko jo aise meri zulfon ko bikhraa rahi hai kare kya ke aashique hawaa hai aapki kare kya ke aashique hawaa hai aapki mizaje garami dua hai aapki mizaje garami dua hai aapki aaye naa neend muhabbat mein to raat suhani koi kaise click here
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo click here
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke click here
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa click here
phir na kije meri gustaakh nighahi ka gila dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko main kahaan tak naa nighaahon ko palatne deti aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko iss kadar pyaar se dekho naa humaari jaanib dil agar aur machal jaaye to mushkil hogi tum jahaan meri taraf dekh ke ruk jaaoge wahin manzil meri taqdeer ki manzil hogi dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko ek yun hi si nazar dil ko jo chhoo leti hai kitne armaan jagaati hai tumhen kya maaloom ruh bechain hai kadmon se lipatne ki liye tumko har saans bulaati hai tumhen kya maaloom dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko har nazar aapki zajbaat ko uksaati hai main agar haath pakad loon to khafa mat hona meri duniyaa e muhabbat hai tumhaare dam se meri duniyaa e muhabbat se judaa mat hona dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko click here
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam click here
pyaar ka jahaan ho ho ho chhota sa makaan ho ho ho jisme rahe hum jisme raho tum koi na wahaan ho pyaar ka jahaan ho aaa haa chhota sa makan ho ho hoo jisme rahe hum jisme raho tum koi na wahaan ho jo raatein saloni si hon to din hon suhaane se zamaane mein rah kar bhi hum juda hon zamaane se ha ha hey hey la la la jo raatein saloni si hon to din hon suhaane se zamaane mein rah kar bhi hum juda hon zamaane se aur phir hamaari kismat hum pe mehrbaan ho pyaar ka jahaan ho chhota sa makan ho jisme rahe hum jisme raho tum koi na wahaan ho kahin jab chalenge hum tum mohabbat ki raahon mein sitaare utar aayenge humaari nigaahon mein aaa haa hoo haaaa kahin jab chalenge hum tum mohabbat ki raahon mein sitaare utar aayenge humaari nigaahon mein aise hi ruka ho chanda chandani jawaan ho pyaar ka jahaan ho chhota sa makan ho jisme rahe hum jisme raho tum koi na wahaan ho hmmm hmmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmmmmmm click here
raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ki har taraf yun khushi muskurane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage saara aalam hai yun dagmagaya hua saari duniya hai yun dagmagayi huyi aaj dil pe nasha sa hai chhaya hua aaj nazron pe masti hai chhayi huyi aur to ghum nahin hosh mein hum nahin gir na jaayen kahin hum sambhalne lage dil machalne lage raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ho gayi aaj dil ki tammanna jawaan zindagi ban gayi pyaar ki daastan aye zamaane mubaarak tujhe ye ghadi aye mohabbat mubaarak tujhe ye samah neend udne lagi khwaab sajne lage pyaas bujhne lagi deep jalne lage dil machalne lage har taraf yun khushi muskarane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage is zamaane mein hote hain aise kayi koi jinko gale se lagaata nahin jinki kismat mein hoti hain veeraniyan jinko gulshan mein koi bulaata nahin thaam ke ro click here
rang birangi raakhi leke aayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer ho rakhi bandhvaa le mere veer main na chaandi na sone ke haar maangun ho main na chaandi na sone ke haar maangun apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangun thoda sa pyaar maangun sona hazaar maangun iss rakhi mein pyaar chhupa le laayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer neele ambar se taare utaar laun ho neele ambar se taare utaar laun ya main chanda ki kirnon ke haar laun kirnon ke haar laaun hansti bahaar laaun pyaar ke badle ban ban ke lehraayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi ho kabhi bhaiya ye behna na paas hogi kahin pardes baithi udaas hogi behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kaun bichhad jaayen kab bhai behna ho rakhi bandhvaa le mere veer click here
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Dil Meri Jaan Jhoom Le Jaal Saaz (1959) 04:23 10636
 
Poster of Jaal Saaz (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:23   Song Number : 10636   

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Neela Akash (1965) 04:29 11890
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 11890   

Mere Mehboob Mere Saath Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 04:13 18950
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 04:13   Song Number : 18950   

Mere Mitwa Mere (Male) Geet (1970) 03:50 20929
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:50   Song Number : 20929   

Mere Mitwaaa Mere Meet Re Geet (1970) 03:38 11949
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:38   Song Number : 11949   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Female) Holi Aaee Re (1970) 03:55 37616
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:55   Song Number : 37616   

Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Male) Holi Aaee Re (1970) 04:24 20956
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shatrughan Sinha
Duration : 04:24   Song Number : 20956   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Milti Hai Zindagi Mein Ankhen (1968) 05:00 20968
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 20968   

Mizaje Garami Dua Hai Jaal (1967) 05:13 13390
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:13   Song Number : 13390   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Phir Na Kije Meri Gustakh Nighahi Phir Subha Hogi (1958) 03:24 12425
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:24   Song Number : 12425   

Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 03:39 21102
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 21102   

Pyaar Ka Jahaan Ho Jaal Saaz (1959) 06:46 19187
 
Poster of Jaal Saaz (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Kishore Kumar
Duration : 06:46   Song Number : 19187   

Raat Dulhan Bani Chaand Dulha Bana Chahat (1971) 04:06 37651
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:06   Song Number : 37651   

Rang Birangi Rakhi Anpadh (1962) 04:13 41020
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:13   Song Number : 41020   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   
Karaoke Songs of mala sinha, Sad Songs of mala sinha, Love Songs of mala sinha, Dance Songs of mala sinha, Hip-hop songs of mala sinha, Best songs of mala sinha, Super hit songs of mala sinha, hit songs of mala sinha, duet songs of mala sinha, solo songs of mala sinha, old songs of mala sinha, famous songs of mala sinha, Hindi Karaoke Songs of mala sinha, Hindi Sad Songs of mala sinha, Hindi Love Songs of mala sinha, Hindi Dance Songs of mala sinha, Hindi Hip-hop songs of mala sinha, best Hindi songs of mala sinha, super hit Hindi songs of mala sinha, hit Hindi songs of mala sinha, duet Hindi songs of mala sinha, solo Hindi songs of mala sinha, old Hindi songs of mala sinha, famous Hindi songs of mala sinha, Sing Along Songs of mala sinha, Sing Along Sad Songs of mala sinha, Sing Along Love Songs of mala sinha, Sing Along Dance Songs of mala sinha, Sing Along Hip-hop songs of mala sinha, Sing Along Best songs of mala sinha, Sing Along Super hit songs of mala sinha, Sing Along hit songs of mala sinha, Sing Along duet songs of mala sinha, Sing Along solo songs of mala sinha, Sing Along old songs of mala sinha, Sing Along famous songs of mala sinha