Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjan
HomeAnjan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ari mishri jaisi tori suratiyaa aur mirchi jaisi boli bole aise bol ke sunke laage karajwaa pe goli roop jab aisa mila roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki bhari botal ho jawaani ki nashaa kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani ude jab latt mukhde pe ghata ho paani paani dekh ke tujhko zulm dil pe bhala kaise naa hoo haan zulm kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye bagiyaa ki saari kaliyaan kheton ki hariyaali are paanw talle bichh jaaye jab chale yun nakhrewaali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali bhara har ang mein jaadoo magar dil pyaar se khaali aisa ho nakhraa to phir jiyaraa phidaa kaise naa hooo haan phidaa kaise naa hooo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki haayeee
hey hey rote huye aate hain sab rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan pyaar se jeete dilon ko wo jhuka de aasman jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi maut mehboobaa hai apne saath lekar jaayegi marr ke jeene ki ada jo duniyaa ko sikhlaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai har kadam pe aansuon ki ik nayee zanjeer hai saaz e ghum par jo khushi ke geet gaata jaayega wo mukaddar
hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana saara zamana jab husn hi nahin to duniya mein kyaa kashish hai dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana la lala la la la la lala lala la la la lala lala la la saara zamana
saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o saathi ho ho ho mitwaa ho ho saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar itne dinon ke baad ye soorat dekhi hai ik bhagwaan ki tooti moorat dekhi hai itne dinon ke baad ye soorat dekhi hai ik bhagwaan ki tooti moorat dekhi hai pooja ke ye phool na bikharein pyaar ki maala toote na saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o ho ho ho o o o o o ho ho ho umm hmm hmm hmm kaash tujhe main apni umar ye de paati maut agar yun aati mar kar de jaati kaash tujhe main apni umar ye de paati maut agar yun aati mar kar de jaati chhote duniyaan par haathon se haath tera ye chhote na saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar o saathi ho ho ho mitwaa ho ho saathi tera pyaar pooja hai tere siwaa kaun mera dooja hai yaar
rom rom tera naam pukaare ek huyen din rain humare hum se hum hi chheen gaye hain jab se dekhe nain tihaare sajanaaaaaaaaaaaaaaa teri kaali ankhiyon se jind meri jaage dhadkan se tej daudun sapnon se aage ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaaaa tera sajdaaaa din rain karun naa hi chain karun sajdaaaa tera sajdaaaa lakh waar karun meri jaan karun hoooo ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaaaa tera sajdaaaa karun main tera sajdaa din rain karun naa hi chain karun sajdaaaa tera sajdaaaa karun main tera sajdaa lakh waar karun meri jaan karun raanjhanaaa nainon ke teer chal gaye saajnaaaaa saanson se dil sil gaye palkon mein chhupa loon seene mein samaa loon palkon mein chhupa loon seene mein samaa loon tere ang ang rang mera hoooo ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaa tera sajdaa karun main tera sajdaa din rain karun naa hi chain
samay ka udta panchhi jiskoo saath udaa le jaaye wo duniya se jaane wala laut ke phir na aaye re bhaiya laut ke phir na aaye samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke aage hum to kya hain samay ke aage hum to kya hain jhuk jaaye bhagwaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan iss duniyaa mein samay ne bhaiya iss duniyaa mein samay ne bhaiya raam ko bhi na chhoda raam ko bhi na chhoda raaj sinhaasan chheen ke unka van se naata joda van se naata joda ye sanjog viyog yahaan hain khel samay ka saara jeena pade hamen chaahe bichhde praanon se koi pyaara praanon se koi pyaara jo har haal mein jo har haal mein hans kar jee le sukhi wohi insaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke chakkar se jeevan mein samay ke chakkar se jeevan mein koi nahin bach paaya koi nahin bach paaya
nazron se nazren mili to jannat si mehki fizaayen lab ne jo lab chhoo liya to aasmaan se barsi duwaayen aisi apni muhabbat aisi rooh e ibaadat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah teri baahon mein ye jism khil gaya teri saanson mein chain mil gaya kaise rahen hum judaa hoo hoo tere paas hum itne huye tere khaab apne huye aise huye ab hum fidaa aisi uski inaayat mit gayi har shikaayat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah hooo tere saaye mein mili har khushi teri marzi meri zindagi le chal tu chaahe jahaan haan haan meri aankhon mein nazar teri hai meri shaam o sehar teri hai tu jo nahin to main kahaan khil gayi meri kismat paa ke teri ye chaahat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah
i know there will be pain everywhere and i know there will always be despair and there always will be fighting for no rhyme or reason but i know that i will find you somewhere there will be someone dying on the road and there will be someone carrying all the load and i know that this whole world will never ever care but i know that i will find you somewhere somewhere in the darkness of defeat somewhere on a lonely crugged street somewhere when there's nowhere to turn to and care yes i know that i will find u somewhere somewhere in the shadows there is care i have seen the love in the eyes that are scared yes i know that there's a home somewhere inside the hatred yes i know that i will find you somewhere there will be someone dying on the road and there will be someone carrying all the load and i know that this whole world will never ever care but i know that i will find you somewhere yes i know that i will find u somewhere
tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise hamen kaise nachata hai ye paisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele sitam ka hai ye karobaar kaisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon kahawat bezubanon ki nigahon mein utar aayi humen dar hai tamasha khud na ban jaye tamashayi badal jaye kahan inka iraada dekhiye karishma ye kabhi dekha na
chakrita ami peye gechhi bela sunchho ekhon ar keu atkate parbena samandhuta eibar tumi bheste dite paro ma ke bole dao biye tumi korchhona chakrita ami peye gechhi bela sunchho ekhon ar keu atkate parbena samandhuta eibar tumi bheste dite paro ma ke bole dao biye tumi korchhona chakrita ami peye gechhi bela sotti ar matro kayekta mas bas starting ei ora egaroso debe tin mas pare confirm chup kore keno bela kichhu bolchhona etaki 2441139 bela bose tumi parchho ki sunte dash baro bar wrong number periye tomake peyechhi debona kichhutei ar harate hello 2441139 din na deke bela ke ekti bar meter jachhe bere ei public telephone e joruri khub joruri darkar sapno e bar hoye jabe bela sotti eto din dhore eto apekkhar rastar kato sasta hotel e baddho cabine bandi dujane ruddhshas kato pratikkhar sapno e bar hoye jabe bela sotti eto din dhore eto apekkhar rastar kato sasta hotel e baddho cabine bandi dujane ruddhshas kato pratikkhar ar kichhu din tarpar bela mukti kasbar oi
la la la la la la la la la la la la la la la la tera mera pyaar amar hum pyaar ke hain humsafar tera mera pyaar amar hum pyaar ke hain humsafar mana tumhen jeevan sanam tumse juda honge na hum wada karle karle waada chhutega na saath humara janam janam kal tak to the ajnabi tum aaj ho zindagi lagta hai tumse meri janmon ki pehchan thi badlenge sau sau janam badlenge sau sau janam honge sada saath hum wada karle karle waada chhutega na saath humara janam janam tera mera pyaar amar hum pyaar ke hain humsafar mana tumhen jeevan sanam tumse juda honge na hum wada karle karle waada chhutega na saath humara janam janam la lala la laa laa la la la lala laa chaahat ke ehsaas mein yun milke kho jayen hum ek duje mein doob ke ek roop ho jayen hum hoga na ye pyaar kam hoga na ye pyaar kam tootegi na ye kasam wada karle karle waada chhutega na saath humara janam janam tera mera pyaar amar hum pyaar ke hain humsafar mana tumhen jeevan sanam tumse juda honge na hum hoooo wada
tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake yaara teri yaari ko maine to khuda maana yaad karegi duniya tera mera afsana mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye tere sang jeena yahan tere sang mar jaana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana
tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re nainon ki chaal hai makhmali haal hai meechi palkon se badle samaa naina sharmaayen jo yaa ke bhar aayen jo tham ke ruk jaaye donon jahaan rab ki nemat hai teri nighaahen jismen basti hain uski duwaayen aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re hooooooooo aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere naina re tere naina tere naina tere naina re aahat khaabon ki chaahat dhadkan ki unke kadmon ke hain ye nishaan chaahe kuchh naa bolun chaahe raaz naa kholun ye samjhte hain meri zubaan mujhpe barsi jo teri nighaahen meri saanson ne badli adaayen hooooooo aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye aise nainon ki baaton mein koi kyun naa aaye hooooo oooooo oooo tere naina tere naina tere
hey raani priyaani preetani prorlopaani turu turu turu hey triya triya priya priya shikoru naukuru kuru kuru kuru heyi kashumbom mukumbom briyaamyeeeeeeee thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai o juile o sheela o raanon jamaalo koi humko roko koi to sambhalo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai o juile o sheela o raanon jamaalo koi humko roko koi to sambhalo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai main bhi jaanu peena to buri baat hai kaise na peeyun pyaasi ye raat hai main bhi jaanu peena to buri baat hai kaise na peeyun pyaasi ye raat hai upar se haseenon ka hasin saath hai o juile o sheela o raanon jamaalo humen gori gori baahon mein utha lo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai mera hai zamaane se alag raastaa mujhe bhala duniyaan se kya waastaa mera hai zamaane se alag raastaa mujhe bhala duniyaan se kya waastaa humse khafaa
main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na manzoor manzoor mujhe hai mere sajna tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tumse jo main kahun tum karogi bas wahi haan main karungi wahi ye kabhi na sochogi kya galat hai kya sahi nahin nahin kabhi nahin ye mujhe manzoor hai sajanaa main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na pyaar ki raah mein phir wo mod aaye na tauba meri kabhi nahin meri zindagi mera saath chhod jaye na tu hai jahaan main hoon wahin ye mujhe manzoor hai sajana tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na hey main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na
tu mera kya laage o saathiya tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye tune hi phir jeena sikhlaa diya laage na laage re tere bin kahin jiyaa din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan bin poochhe bin maange dil le liya laage na laage re tere bin kahin jiyaa jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi ye na jaane hum tere deewane kaise ho gaye jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi
oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye tu pagal premi aawaara dil teri muhabbat ka maara tujhe pehchaan liya re apna tujhe maan liya re tujhe pehchaan liya re apna tujhe maan liya re oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye chhed ke mujhko mere dil mein pyaar jagaaya tune pyaar se thi anjaan mujhe ye pyaar sikhaya tune chhed ke mujhko mere dil mein pyaar jagaaya tune pyaar se thi anjaan mujhe ye pyaar sikhaya tune tu pagal premi aawaara dil teri muhabbat ka maara tu pagal premi aawaara dil teri muhabbat ka maara tujhe pehchaan liya re apna tujhe maan liya re oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye oye aa aa aa aa aa aa aa aa tu rootha to rooth ke itni door chali jaaungi saari umar pukaare phir bhi laut ke na aaungi tu rootha to rooth ke itni door chali jaaungi saari umar pukaare phir bhi laut ke na
tu rutha dil toota mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de kya jaane kyun tujh pe mujhe itna pyaar aaye tu ruthe to jaise meri kismat ruth jaaye door naa ja yun aankh chura ke kya paayega mujh ko rula ke maan bhi jaa deewane mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar
tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala la lala lala la lala lala la la la la hoooo hoo hooo hooo hooo mujh se pehle kabhi dil kisi ko diya meri jaan sach hai kya ye bata de mujhe tere dil ki kasam apni jaan ki kasam zindagi mein sanam sirf chaaha tujhe aaj ka din saugaat ka hai haan sapnon ki baaraat ka hai tune di hai ye khushi maine saari zindagi likh di hai tere naam tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala aaaa haaaa haaaa haaa oooo hooo hooo hooo lala la lala teri zulfon mein hum aaj aise ghire ab nikalne ko dil karta hi nahin main bhi chaahun piya yun hi uljhe
tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin jaana hai to maana nahin mujhe pehchaana nahin duniyaan deewani meri mere peechhe peechhe bhaage kis mein hai dam yahaan thehre jo mere aage mere aage aana nahin dekho takraana nahin kisi se bhi haare nahin hum jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin jaana hai to maana nahin mujhe pehchaana nahin duniyaan deewani meri mere peechhe peechhe bhaage kis mein hai dam yahaan thehre jo mere aage mere aage aana nahin dekho takraana nahin kisi se bhi haare nahin hum jo sochen jo chaahen wo kar ke dikha de hum wo hai jo do aur do paanch bana de are tune abhi dekha nahin dekha hai to jaana nahin hum aate jaate raahon mein kab kaise kya gul khilaayen jo uljhe wo samjhe hum kya kamaal kar jaaye hey aye aye aye aye aye phoolon ki raahon se kaanton ko hata de hum wo hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Roop Jab Aisa Mila Ganga Ki Saugand (1978) 03:24 18297
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:24   Song Number : 18297   

Rote Huye Aate Hain Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:31 21175
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:31   Song Number : 21175   

Saara Zamana Yaarana (1981) 04:30 18277
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18277   

Saathi Tera Pyaar Insaniyat (1994) 04:41 18592
 
Poster of Insaniyat (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 04:41   Song Number : 18592   

Sajdaa My Name Is Khan (2010) 06:22 17026
 
Poster of My Name Is Khan (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol, Various
Duration : 06:22   Song Number : 17026   

Samay Bada Balwan Hai Ghar Parivaar (1991) 07:10 32749
 
Poster of Ghar Parivaar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Nitin Mukesh
Duration : 07:10   Song Number : 32749   

Shukraan Allah Kurbaan (2009) 04:44 17022
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:44   Song Number : 17022   

Somewhere Dutta Vs Dutta (2012) 02:51 39598
 
Poster of Dutta Vs Dutta (2012)
 
Lyricist
Anjan Dutt
Music Director- 
Neel Dutt
Singer- 
Neel Dutt
Duration : 02:51   Song Number : 39598   

Tamasha Ban Ke Aaye Hain Adventures Of Tarzan (1985) 06:48 35901
 
Poster of Adventures Of Tarzan (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Uttara Kelkar
On Screen Actors- 
Hemant Birje, Kimi Katkar
Duration : 06:48   Song Number : 35901   

Telephone No 2441139 Anjan Dutta 05:11 14756
 
Poster of Anjan Dutta
 
Lyricist
Anjan Dutta
Singer- 
Anjan Dutta
Duration : 05:11   Song Number : 14756   

Tera Mera Pyaar Amar Rukhsat (1988) 05:10 19141
 
Poster of Rukhsat (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Anuradha Patel
Duration : 05:10   Song Number : 19141   

Tere Jaisa Yaar Kahaan Yaarana (1981) 03:47 18072
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Amzad Khan
Duration : 03:47   Song Number : 18072   

Tere Naina My Name Is Khan (2010) 04:40 17027
 
Poster of My Name Is Khan (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:40   Song Number : 17027   

Thodi Si Jo Pee Li Hai Namak Halaal (1982) 06:52 13832
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Om Prakash
Duration : 06:52   Song Number : 13832   

Tu Jo Bole Haan To Haan Priyatama (1977) 03:00 36582
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 03:00   Song Number : 36582   

Tu Mera Kya Laage O Saathiya Oonche Log (1985) 05:51 31103
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Salma Agha
Duration : 05:51   Song Number : 31103   

Tu Pagal Premi Aawara Shola Aur Shabnam (1992) 06:48 18699
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda, Divya Bharati
Duration : 06:48   Song Number : 18699   

Tu Rutha Dil Toota Yaarana (1981) 03:07 18073
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:07   Song Number : 18073   

Tujhko Hi To Wo Haq Hai Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:02 18543
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Rameshwari
Duration : 05:02   Song Number : 18543   

Tune Abhi Dekha Do Aur Do Paanch (1980) 05:20 21389
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:20   Song Number : 21389   
Karaoke Songs of anjan, Sad Songs of anjan, Love Songs of anjan, Dance Songs of anjan, Hip-hop songs of anjan, Best songs of anjan, Super hit songs of anjan, hit songs of anjan, duet songs of anjan, solo songs of anjan, old songs of anjan, famous songs of anjan, Hindi Karaoke Songs of anjan, Hindi Sad Songs of anjan, Hindi Love Songs of anjan, Hindi Dance Songs of anjan, Hindi Hip-hop songs of anjan, best Hindi songs of anjan, super hit Hindi songs of anjan, hit Hindi songs of anjan, duet Hindi songs of anjan, solo Hindi songs of anjan, old Hindi songs of anjan, famous Hindi songs of anjan, Sing Along Songs of anjan, Sing Along Sad Songs of anjan, Sing Along Love Songs of anjan, Sing Along Dance Songs of anjan, Sing Along Hip-hop songs of anjan, Sing Along Best songs of anjan, Sing Along Super hit songs of anjan, Sing Along hit songs of anjan, Sing Along duet songs of anjan, Sing Along solo songs of anjan, Sing Along old songs of anjan, Sing Along famous songs of anjan