MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnjan
HomeAnjan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor are purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or jhuki jhuki bole kaare kaare ye badarva jhuki jhuki bole kaare kaare ye badarva kab se pukaare tohe nainon ka kajarva umad ghumad jab garje badariya re thumuk thumuk naache mor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or simit simit bole lambi ye dagriya simit simit bole lambi ye dagriya jaldi jaldi chal raahi apni nagariyaa rahiyaa takat birhiniyaa dulhaniyaa re baandh ke laganiyaa ki dor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj desvaa ki or pipra ke patwa sarikhe dole manva ki hiyara mein uthat hilor purva ke jhonkva mein aaiyo re sandesvaa ki chal aaj click here
pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye hoo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte hum kahan tak aa gaye ooo hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai aa aa aaaaa ik sunahri raat ka saya hamare sar pe hai bichh gayi raahon mein kaliyaan dil hasin manzar pe hai aaj apni hi ada se aap kyun sharma gaye aaaaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam aaaa aaaa kya hua jadu zameen par ab nahin padte kadam pyaar ke nazuk paron par udd rahe do dil sanam ek nazar mein hum zameen se aasma tak aa gaye haha hhaa hum nazar tak chahte the tum to dil par chha gaye pyaar ke daaman se lipte jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai aaa aaaaa jane jaan jaan ki kasam tum par ye jaan kurbaan hai tauba tauba aapki baaton se dil hairan hai raaz dil ke aaj aakhir iss zuban tak aa gaye click here
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai click here
hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar mathe ka chandan hai pyaar seene ki dhadkan hai kabhi bandh kar na toote jo pyaar sanson ka bandhan hai pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar haa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa pyaar pooja ke pal jaisa pyaar hai gangajal jaisa pyaar to jane lut jana pyaar mein koi chhal kaisa pyaar jo toota toot jaayegi jeewan ki sargam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar ki amanat hoon main pyaar meri zindagi sabke ranj o ghum ki hissedaar meri zindagi har saans meri hai naam pyaar ke har umar meri aaye kaam pyaar ke pyaar pe mar mitne ko loonga sau sau baar janam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum click here
pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar karam pyaar duaa pyaar sitam pyaar wafa pyaar se judaa to yahaan koi nahin koi nahin pyaar kushi pyaar nasha kya wo nazar kya wo adaa khoke fidaa pyaar mein jo khoyi nahin khoyi nahin dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai ho pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah ho yaa allah yaa allah yaa allah ho yaa allah door rahen paas rahen dil mein teri pyaas rahe tere liye main hoon tu hai mere liye mere liye pyaar sanam pyaar khuda yaar kabhi ho na judaa yaar bina koi yahaan kaise jeeye click here
pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa pyar ki raah dikha duniyaa ko pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko tum badloge ulti chaale bigde huye zamaane ki tum laaoge bahaar waapas iss ujde viraane ki dekh raha hai khawaab zamaana dekh raha hai khawaab zamaana murda chaand sitaaron ke fikr karo kuchh tum duniyaa ki bigdi baat bannane ki pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum mein hi koi gautam hoga tum mein hi koi hoga gandhi pyar ki raah dikha duniyaa ko aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa tumhen muhabbat karni hai bhookhe nangen laachaaron se tumhen to hai insaaf maangna zulm ke thekedaaron se tumhen mitaane hai ye saare jhagde takhat aur taajon ke tumhen bachaani hai ye duniyaan top teer talwaaron se pyar ki raah dikha duniyaa ko roke jo nafrat ki aandhi tum click here
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan o jaan e jahaan marr kar bhi yahaan teraa peechha chhodoon na na na na hooo pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan o jaan e jahaan marr kar bhi yahaan teraa peechha chhodoon na na na na pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan arre abhi roothe tu abhi maane tu tauba ye kya hai nazaara kabhi bole na kabhi bole haan teri adaaon ne maara abhi roothe tu abhi maane tu tauba ye kya hai nazaara kabhi bole na kabhi bole haan teri adaaon ne maara tu laakh chhupa thaa mujhko pata teri na mein chhupi thi haan haan haan haan pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan aisa to kabhi socha hi nahin ye pyar hai itna pyaara aa hi gayee main baahon mein teri dil ne yun dil ko pukaara aisa to kabhi socha hi nahin ye pyar hai itna pyaara aa hi gayee main baahon mein teri dil ne yun dil ko pukaara tere jaisa haseen tere jaisa jawaan koi hai mehboob kahaan aaa aaa pyar mein dil pe click here
raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil maana mushkil safar hai jaana jaane kidhar hai raahen apni nayi hain dushman apne kayi hain dushmanon ka dar kise yahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil mausam badle hawayen chhayi ghum ki ghatayen saansen kahin thak na jaaye raahi kahin ruk na jaaye hum rukenge dum ruke jahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil click here
raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do laaa laaa lala laaaa aaaaa lala lalaaaa lala la aaaaa kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi aa dekh le hai kya mazaa dil haar ke raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se hey ho ho hoooo ho hey hey hey ho ho ho hoooo hooo aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aa dilruba khul ke zara mil yaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se haa socho na dekho to dekho haan jaane jaan click here
ayeeeeee bala bala bala bab baaa bala bala bala bab baaa bala bala bala bab baaa ri bab baa baa baa are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon are gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon tiri didi didi de eeeeee tiri didi didi de eeeeee tiri didi didi de eeeeee eeee raju mera naam masti se mujhko kaam are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta rehta hoon are gun gun gun gun gun gun gun main gaata rehta hoon duniyaa ko daulat pyaari hai mujhko pyaare yaar inka pyaar mile to marr ke loonga janam hazaar duniyaa ko daulat pyaari hai mujhko pyaare yaar inka pyaar mile to marr ke loonga janam hazaar ye jo chaahen ye jo bolen main wo karta hoon yaaron ki yaari pe main sau jaan se marta hoon raju ju ju ho mera naam naam naam masti se mujhko kaam are jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom main jhoomta click here
come to me bhool jaayen sara jahaan come to me hum banalein apni nayi jagah come to me bhool jaayen sara jahaan come to me hum banalein apni nayi jagah ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki right here right now hai khushi ka samaa right here right now hum hain is pal jahan bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki come to me come to me aao mil jaayein hum yun ke phir na ho judaa never gonna let you go girl never gonna let you go no no no no na ho koi faasle na ho dooriyan never gonna let you go girl never gonna let you go no no no no no no right here right now hai khushi ka samaa right here right now hum hain is pal jahan bhool jaao muskurao reh na jaaye click here
ari mishri jaisi tori suratiyaa aur mirchi jaisi boli bole aise bol ke sunke laage karajwaa pe goli roop jab aisa mila roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki bhari botal ho jawaani ki nashaa kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani are re teri zulmi jawaani chadi nadiyaa toofani ude jab latt mukhde pe ghata ho paani paani dekh ke tujhko zulm dil pe bhala kaise naa hoo haan zulm kaise naa hoo roop jab aisa mila haaye haaye haaye bagiyaa ki saari kaliyaan kheton ki hariyaali are paanw talle bichh jaaye jab chale yun nakhrewaali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali hai mukh par subah ki laali badan phoolwaan ki daali bhara har ang mein jaadoo magar dil pyaar se khaali aisa ho nakhraa to phir jiyaraa phidaa kaise naa hooo haan phidaa kaise naa hooo roop jab aisa mila aisi adaa kaise naa hoo bhari botal ho jawaani ki haayeee click here
hey hey rote huye aate hain sab rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan pyaar se jeete dilon ko wo jhuka de aasman jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi maut mehboobaa hai apne saath lekar jaayegi marr ke jeene ki ada jo duniyaa ko sikhlaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai har kadam pe aansuon ki ik nayee zanjeer hai saaz e ghum par jo khushi ke geet gaata jaayega wo mukaddar click here
hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana saara zamana jab husn hi nahin to duniya mein kyaa kashish hai dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana la lala la la la la lala lala la la la lala lala la la saara zamana click here
rom rom tera naam pukaare ek huyen din rain humare hum se hum hi chheen gaye hain jab se dekhe nain tihaare sajanaaaaaaaaaaaaaaa teri kaali ankhiyon se jind meri jaage dhadkan se tej daudun sapnon se aage ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaaaa tera sajdaaaa din rain karun naa hi chain karun sajdaaaa tera sajdaaaa lakh waar karun meri jaan karun hoooo ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaaaa tera sajdaaaa karun main tera sajdaa din rain karun naa hi chain karun sajdaaaa tera sajdaaaa karun main tera sajdaa lakh waar karun meri jaan karun raanjhanaaa nainon ke teer chal gaye saajnaaaaa saanson se dil sil gaye palkon mein chhupa loon seene mein samaa loon palkon mein chhupa loon seene mein samaa loon tere ang ang rang mera hoooo ab jaan loot jaaye ye jahaan chhut jaaye sang pyaar rahe main rahun naa rahun sajdaa tera sajdaa karun main tera sajdaa din rain karun naa hi chain click here
samay ka udta panchhi jiskoo saath udaa le jaaye wo duniya se jaane wala laut ke phir na aaye re bhaiya laut ke phir na aaye samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke aage hum to kya hain samay ke aage hum to kya hain jhuk jaaye bhagwaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan iss duniyaa mein samay ne bhaiya iss duniyaa mein samay ne bhaiya raam ko bhi na chhoda raam ko bhi na chhoda raaj sinhaasan chheen ke unka van se naata joda van se naata joda ye sanjog viyog yahaan hain khel samay ka saara jeena pade hamen chaahe bichhde praanon se koi pyaara praanon se koi pyaara jo har haal mein jo har haal mein hans kar jee le sukhi wohi insaan re bhaiyaa samay bada balwaan samay bada balwaan re bhaiya samay bada balwaan samay ke chakkar se jeevan mein samay ke chakkar se jeevan mein koi nahin bach paaya koi nahin bach paaya click here
nazron se nazren mili to jannat si mehki fizaayen lab ne jo lab chhoo liya to aasmaan se barsi duwaayen aisi apni muhabbat aisi rooh e ibaadat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah teri baahon mein ye jism khil gaya teri saanson mein chain mil gaya kaise rahen hum judaa hoo hoo tere paas hum itne huye tere khaab apne huye aise huye ab hum fidaa aisi uski inaayat mit gayi har shikaayat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah hooo tere saaye mein mili har khushi teri marzi meri zindagi le chal tu chaahe jahaan haan haan meri aankhon mein nazar teri hai meri shaam o sehar teri hai tu jo nahin to main kahaan khil gayi meri kismat paa ke teri ye chaahat hum pe meharbaan do jahaan shukraan allah wal hab dulillah shukraan allah wal hab dulillah click here
i know there will be pain everywhere and i know there will always be despair and there always will be fighting for no rhyme or reason but i know that i will find you somewhere there will be someone dying on the road and there will be someone carrying all the load and i know that this whole world will never ever care but i know that i will find you somewhere somewhere in the darkness of defeat somewhere on a lonely crugged street somewhere when there's nowhere to turn to and care yes i know that i will find u somewhere somewhere in the shadows there is care i have seen the love in the eyes that are scared yes i know that there's a home somewhere inside the hatred yes i know that i will find you somewhere there will be someone dying on the road and there will be someone carrying all the load and i know that this whole world will never ever care but i know that i will find you somewhere yes i know that i will find u somewhere click here
tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise hamen kaise nachata hai ye paisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele sitam ka hai ye karobaar kaisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon kahawat bezubanon ki nigahon mein utar aayi humen dar hai tamasha khud na ban jaye tamashayi badal jaye kahan inka iraada dekhiye karishma ye kabhi dekha na click here
chakrita ami peye gechhi bela sunchho ekhon ar keu atkate parbena samandhuta eibar tumi bheste dite paro ma ke bole dao biye tumi korchhona chakrita ami peye gechhi bela sunchho ekhon ar keu atkate parbena samandhuta eibar tumi bheste dite paro ma ke bole dao biye tumi korchhona chakrita ami peye gechhi bela sotti ar matro kayekta mas bas starting ei ora egaroso debe tin mas pare confirm chup kore keno bela kichhu bolchhona etaki 2441139 bela bose tumi parchho ki sunte dash baro bar wrong number periye tomake peyechhi debona kichhutei ar harate hello 2441139 din na deke bela ke ekti bar meter jachhe bere ei public telephone e joruri khub joruri darkar sapno e bar hoye jabe bela sotti eto din dhore eto apekkhar rastar kato sasta hotel e baddho cabine bandi dujane ruddhshas kato pratikkhar sapno e bar hoye jabe bela sotti eto din dhore eto apekkhar rastar kato sasta hotel e baddho cabine bandi dujane ruddhshas kato pratikkhar ar kichhu din tarpar bela mukti kasbar oi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pipra Ke Patwa Godaan (1963) 03:23 12354
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:23   Song Number : 12354   

Pyaar Ke Daaman Se Char Dervesh (1964) 04:34 36566
 
Poster of Char Dervesh (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Feroz Khan
Duration : 04:34   Song Number : 36566   

Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 03:39 16097
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Nazrudeen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:39   Song Number : 16097   

Pyaar Lo Pyaar Do Swami Dada (1982) 06:37 36925
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mithun Chakravarti
Duration : 06:37   Song Number : 36925   

Pyaar Zindagi Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 07:21 21133
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Rakhi, Vinod Khanna
Duration : 07:21   Song Number : 21133   

Pyar Ki Raah Dikha Duniya Ko Lambe Haath (1960) 06:26 15616
 
Poster of Lambe Haath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahaboob
Duration : 06:26   Song Number : 15616   

Pyar Mein Dil Pe Mahaan (1983) 06:33 18420
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 06:33   Song Number : 18420   

Raahi Hoon Main Wanted (1983) 06:37 32726
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri, Chorus
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:37   Song Number : 32726   

Raat Baaki Baat Baaki Namak Halaal (1982) 07:36 21138
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shashi Kapoor
Duration : 07:36   Song Number : 21138   

Raju Mera Naam Yaadgaar (1984) 05:47 18545
 
Poster of Yaadgaar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Others
Duration : 05:47   Song Number : 18545   

Right Here Right Now Bluffmaster (2005) 03:07 21163
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 03:07   Song Number : 21163   

Roop Jab Aisa Mila Ganga Ki Saugand (1978) 03:24 18297
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:24   Song Number : 18297   

Rote Huye Aate Hain Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:31 21175
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:31   Song Number : 21175   

Saara Zamana Yaarana (1981) 04:30 18277
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18277   

Sajdaa My Name Is Khan (2010) 06:22 17026
 
Poster of My Name Is Khan (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol, Various
Duration : 06:22   Song Number : 17026   

Samay Bada Balwan Hai Ghar Parivaar (1991) 07:10 32749
 
Poster of Ghar Parivaar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Nitin Mukesh
Duration : 07:10   Song Number : 32749   

Shukraan Allah Kurbaan (2009) 04:44 17022
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:44   Song Number : 17022   

Somewhere Dutta Vs Dutta (2012) 02:51 39598
 
Poster of Dutta Vs Dutta (2012)
 
Year- 
2012
Lyricist
Anjan Dutt
Music Director- 
Neel Dutt
Singer- 
Neel Dutt
Duration : 02:51   Song Number : 39598   

Tamasha Ban Ke Aaye Hain Adventures Of Tarzan (1985) 06:48 35901
 
Poster of Adventures Of Tarzan (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Uttara Kelkar
On Screen Actors- 
Hemant Birje, Kimi Katkar
Duration : 06:48   Song Number : 35901   

Telephone No 2441139 Anjan Dutta 05:11 14756
 
Poster of Anjan Dutta
 
Lyricist
Anjan Dutta
Singer- 
Anjan Dutta
Duration : 05:11   Song Number : 14756   
Karaoke Songs of anjan, Sad Songs of anjan, Love Songs of anjan, Dance Songs of anjan, Hip-hop songs of anjan, Best songs of anjan, Super hit songs of anjan, hit songs of anjan, duet songs of anjan, solo songs of anjan, old songs of anjan, famous songs of anjan, Hindi Karaoke Songs of anjan, Hindi Sad Songs of anjan, Hindi Love Songs of anjan, Hindi Dance Songs of anjan, Hindi Hip-hop songs of anjan, best Hindi songs of anjan, super hit Hindi songs of anjan, hit Hindi songs of anjan, duet Hindi songs of anjan, solo Hindi songs of anjan, old Hindi songs of anjan, famous Hindi songs of anjan, Sing Along Songs of anjan, Sing Along Sad Songs of anjan, Sing Along Love Songs of anjan, Sing Along Dance Songs of anjan, Sing Along Hip-hop songs of anjan, Sing Along Best songs of anjan, Sing Along Super hit songs of anjan, Sing Along hit songs of anjan, Sing Along duet songs of anjan, Sing Along solo songs of anjan, Sing Along old songs of anjan, Sing Along famous songs of anjan