MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRavi
HomeRavi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain ambwaa ki daali pe koyal bole ambwaa ki daali pe koyal bole tanik naa aawat chain hoo raama jarat rehat din rain baswaari mein madhur sur baaje baswaari mein madhur sur baaje birahi papihara bolan laage madhur madhur madhu bain hoo raama jarat rehat din rain aas adhuri pyaasi umariyaa aas adhuri pyaasi umariyaa chhaaye andhera sooni dagriyaa darat jiyaa bechain darat jiyaa bechain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain click here
hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal gwaal baal sang raas rachaaye gwaal baal sang raas rachaaye natkhat nandgopal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal baajat dholak jhaanjh manjeera gaawat sab mil aaj kabiraa naachat de de taal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal bhar bhar maare rang pichkaari rang gaye brij ke narr naari udat abeer gulaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal aisi hori kheli kanhaayi jamna tath par dhoom machaayi raas rache nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal biraj mein hori khelat nandlaal click here
hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you koi laata gudiya motar koi laata gudiya motor race to koi laata phirki lattu koi chabbi ka tattu aur duniya kehti happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukri ki chintha na roti ki phikar nanhe munhe hote hum to dete sau hukam peeche peeche daddy mummy banke naukar choclate biscuit toffee khate aur peeta duddu aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you kaise kaise nakhre karte ghar walon se hum pal mein hanste pal mein rote karte naak mein dum akkad bakkad lukka chuppi kabhi chuha chu karte din bhar hulla gulla click here
are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye hum to mohabbat karega roni surat tujhse mohabbat jaa deewaane jaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye hum to mohabbat karega roni surat tujhse mohabbat jaa deewaane jaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega dekho ji dil na todo pehla pehla pyaar mera pehla pehla pyaar hai dekho ji dil na todo pehla pehla pyaar mera pehla pehla pyaar hai jaao ji rasta chhodo dil tumse bejaar mera dil tumse bejaar hai haye haye to phir main kahaan jaaun jaao jahannum mujhko kya ghum jaane meri balaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega karte ho dhokha humse kitne beimaan ho ji kitne beimaan ho karte ho dhokha humse kitne beimaan ho ji kitne beimaan ho jo bhi chaho wo click here
hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa click here
Hum Pyar Tumhe Karte Hai click here
hum to jhuk kar salaam karte hain wo nazar se kalaam karte hain kalaam karte hain hum to jhuk kar jhuk kar wo nazar se nazar se hum to jhuk kar salaam karte hain ye karishma to dekho naseeb ka unse nikla hai rishta kareeb ka ye karishma to dekho hoooo unse nikla hai rishta hooooo ye karishma to dekho naseeb ka unse nikla hai rishta kareeb ka jinke ghar hum kayaam karte hain kayaam karte hain hum abhi intzaam karte hain khel ulta tamaam karte hain tamaam kartehain hum abhi intzaam karte hain ga re sa re ga ga ma ga re ga ga ma pa ma ga ga ma pa ma ga re ga ga ga re sa re ga ga ga ma ga re ga ga ma pa ma ga ga ma pa ma ga re ga ga ma pa ni sa sa ni pa ma ga ga ma ga sa ga ma pa ni ni sa aisa mauka to milta hai kabhi kabhi hoooo inki khatir tawajjo to karden abhi bada hi faayda humko hua hai aaj mehfil se jinhen hum dhundhte phirte the haath aaye hain mushkil se aisa mauka to milta hai kabhi kabhi inki khatir tawajjo to karden abhi inke jalwon ko aam karte hain aam click here
hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain juta paalish karega juta paalish karega lekin tum par marega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain laila laila karega laila laila karega thandi aahen bharega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao humko door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao click here
hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein pyaar karte hain samajh kar pyaar ke kaabil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein is se badhkar aur kya karte tumhare vaaste is se badhkar aur kya karte tumhare vaaste humne apni zindagi mein kar liya shaamil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein raah e ulfat mein humari jaan bhi jaaye to kya raah e ulfat mein humari jaan bhi jaaye to kya kuchh bhi ho kar ke rahenge ek din haasil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein humko tanha chhod kar jaane se pehle soch lo humko tanha chhod kar jaane se pehle soch lo do kadam chalna na ho jaaye kahin mushkil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein pyaar karte hain samajh kar pyaar ke kaabil tumhein hum to pehli hi nazar mein de chuke hain dil tumhein click here
humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab nigaahein mili sharm aayi khul na paayi zabaan unke aage ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain dil me kuchh karwaten le rahi hain unki baahon ka le le sahara itni himmat kahaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi jaane kis raah par ja rahi thi unko dekha to manzil samjh kar ruk gaya carvan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki kaash wo jaan le baat dil ki haath faila ke kuchh mangte hain apni tanhaiyaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab click here
humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale ye dil jahaan le chala wahaan chale nazaare peechhe peechhe bahaaren peechhe peechhe deewanon ka jidhar kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka duniya hai sheher armaanon ka bikhre bikhre afsaanon ka fasane se sunaate chale hain hum gaate ke jaise nagmon ka kaarwaan chale humse na puchho hum kahaan chale sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye sapnon ka chaman hai rang liye dharti hai gagan ko sang liye daali pe kali jhule dhanak jaise phoole kadam tale jaise aasmaan chale humse na puchho hum kahaan chale humse na puchho hum kahaan chale oooo oooo ooo oooo ooooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se oooo oooo naiyaa pe chale jab haule se paani mein dehek gaye shole se nazar ko milaaye jo hum lehraaye to lehron ne puchha kaho kahaan click here
husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj tarse huye hathon ki suni jaayegi har kali pyaar ki gin gin ke chuni jaayegi pyaar ki aag mein jal jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do dil jo betaab hua jata hai ho jaane do bin piye aaj bahak jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge zindgani se bhi ye raat badi kar denge aaj har cheez pe chha jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke click here
husn hai yaa koi qayaamat hai khaab dekha hai yaa haqeeqat hai bebasi hai ke aa nahin sakte haayeeeee humse thodi siii door jannat hai humse thodi siii door jannat hai ooooooo ooooo ooooooooooo hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hoooooo oooooo ooooooo ooooo ooooo ooooo aisa koi naa tha nighaaon mein jaisa dekha hai aaj raahon mein dil keenchaa jaa raha hai pehlu seeeee har ajnabee humsafar ki baahon mein ajnabee humsafar ki baahon mein kyun naa milne ki koshishen kar len poori tann mann ki khawaahishen kar len koi taaqat jinhen naa tod sakeeee haayeee aao hum aisi bandishen kar len aao hum aisi bandishen kar len click here
aa aaaa aaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa haaaa husn pahadon ka ho sahiba husn pahadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka rutt ye suhaani hai meri jaan rutt ye suhaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoooo aaaaa aaaaa hmmmm tum pardesi kidhar se aaye aate hi mere mann mein samaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye chhote chhote jharne hain ke jharnon ka paani chhoo ke kuchh waade karne hain jharne to behte hain kasam le pahadon ki jo kaayam rahte hai hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaaa khile khile phoolon se bhari bhari waadi raat hi raat mein kisne sajaa di lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi kya gul buten hain pahaadon mein yeh kehte hain pardesi to click here
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai click here
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat hogi aisi pyaari mulaaqaat mil ke kabhi phir chhutega naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat hooo ooooo oooo ooooo ooooo hooo ooooo oooo hooo ooooo ooooo ooooo ooooo yunhi milte julte dono ke dil mil jaayenge ek din pyaar ke taraane dono mil ke dohraayenge ek din yunhi milte julte dono ke dil mil jaayenge ek din honge aise meethe naghmaat jinko sun ke chhutegaa naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat meetha ho ke teekha bhoolta nahin din pehle milan kaa wahi ek din to kaaran hai har din ke milan kaa meeta ho ke teethaaaaaa bhoolta nahin din pehle milan kaa meethi teekhi kahi suni baat padh kar bole chhutegaa naa saath inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat inhin mulaaqaton mein koi mulaaqaat wooooo dekho panchhi saanjh dhale apne baseron ko laut chale wooooo dekho panchhi saanjh dhale apne baseron ko laut chale click here
iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua iss bhari duniya mein ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua iss bhari duniya mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein click here
iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha aap ko apna samjh kar apni kismat saunp di aap ko apna samjh kar apni kismat saunp di apne armaan de diye apni muhabbat saunp di apni muhabbat saunp di kiss liye wo khaab dekhe jinse kuchh haasil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha jaate jaate kuchh gila koi shikaayat naa huyi jaate jaate kuchh gila koi shikaayat naa huyi hum bhi raahon mein pade the par inaayat naa huyi par inaayat naa huyi ek thokar hi lagaate ye to kuchh mushkil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha click here
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hiya Jarat Rehat Din Godaan (1963) 04:30 13284
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:30   Song Number : 13284   

Hori Khelat Nandlaal Godaan (1963) 04:54 13285
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 13285   

Hum Bhi Agar Bachhe Hote Door Ki Awaz (1964) 05:23 13170
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:23   Song Number : 13170   

Hum Bhi Akele Salaam Memsaab (1961) 03:14 20659
 
Poster of Salaam Memsaab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:14   Song Number : 20659   

Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 05:33 14405
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 14405   

Hum Pyaar Tumhen Karte Hain Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:26 39317
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:26   Song Number : 39317   

Hum To Jhuk Kar Salaam Karte Hain Fakira (1976) 05:43 20173
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Danny Denzongappa, Mukri
Duration : 05:43   Song Number : 20173   

Hum To Muhabbat Karega Dilli Ka Thug (1958) 03:16 20550
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Nutan
Duration : 03:16   Song Number : 20550   

Hum To Pehli Hi Nazar Mein Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:15 37990
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:15   Song Number : 37990   

Humne Chaha Magar Keh Na Paaye Umeed (1962) 04:33 36586
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 36586   

Humse Na Puchho China Town (1962) 03:30 12171
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Shakila
Duration : 03:30   Song Number : 12171   

Husn Aur Ishq Ke Sagai (1966) 04:48 36838
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 04:48   Song Number : 36838   

Husn Hai Yaa Koi Qayaamat Saudagar (1973) 05:03 14167
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Padma Khanna
Duration : 05:03   Song Number : 14167   

Husn Pahadon Ka Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:29 20568
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:29   Song Number : 20568   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Inhin Mulaqaton Mein Maan Abhiman (1980) 07:09 13634
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 07:09   Song Number : 13634   

Iss Bhari Duniyaan Mein Bharosa (1963) 04:08 12907
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 12907   

Iss Tarah Toda Mera Dil Shehnai (1964) 03:51 14241
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 03:51   Song Number : 14241   

Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 03:36 12555
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 12555   
Karaoke Songs of ravi, Sad Songs of ravi, Love Songs of ravi, Dance Songs of ravi, Hip-hop songs of ravi, Best songs of ravi, Super hit songs of ravi, hit songs of ravi, duet songs of ravi, solo songs of ravi, old songs of ravi, famous songs of ravi, Hindi Karaoke Songs of ravi, Hindi Sad Songs of ravi, Hindi Love Songs of ravi, Hindi Dance Songs of ravi, Hindi Hip-hop songs of ravi, best Hindi songs of ravi, super hit Hindi songs of ravi, hit Hindi songs of ravi, duet Hindi songs of ravi, solo Hindi songs of ravi, old Hindi songs of ravi, famous Hindi songs of ravi, Sing Along Songs of ravi, Sing Along Sad Songs of ravi, Sing Along Love Songs of ravi, Sing Along Dance Songs of ravi, Sing Along Hip-hop songs of ravi, Sing Along Best songs of ravi, Sing Along Super hit songs of ravi, Sing Along hit songs of ravi, Sing Along duet songs of ravi, Sing Along solo songs of ravi, Sing Along old songs of ravi, Sing Along famous songs of ravi