Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahmood
HomeMahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naazon ke pale naazon ke pale kaanton pe chalen aisa bhi jahaan mein hota hai taqdeer ke zaalim haathon se dil khoon ke aansoon rota hai naazon ke pale kaanton pe chalen aisa bhi jahaan mein hota hai taqdeer ke zaalim haathon se dil khoon ke aansoon rota hai naazon ke pale hoooo oooo ooo oooo oooo oooo ooo ooooo oooo oooo nit jin mein charaaga rehta tha khaakh udti hai unn ewano mein makhmal pe naa rakhte the jo kadam phirte hain wo registanon mein naazon ke paleeeee hoooo oooo ooo oooo oooo oooo ooo ooooo oooo oooo chalne ka sahara koi nahin rukhne ka thikana koi nahin iss haal mein kaam aane wala apna begana koi nahin naazon ke paleeeee hoooo oooo ooo oooo oooo oooo ooo ooooo oooo oooo duniyaa mein kisi ko bhi apni kismat ka likha maloom nahin saaman hain laakhon barson ke aur kal ka pata maloom nahin naazon ke paleeeee naazon ke pale kaanton pe chalen aisa bhi jahaan mein hota hai taqdeer ke zaalim haathon se dil khoon ke aansoon rota hai naazon ke paleeeee
nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai haa hahaa haha hahaa aaaaaa nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi chand ke rath par baith ke jhilmil chand ke rath par baith ke jhilmil raat ki raani aayi shaam suhaani aayi haa hahaa haha hahaa aaaaaa naye zamane naye taraane le ke jawaani aaayi sun sun jisko naach uthe dil sun sun jisko naach uthe dil aisi kahaani laayi shaam suhaani aayi nadiya me utha hai shor chhayi hai ghata ghanghor jaana door hai hooo ooo ooo dharti par aakash hai jab tak hooo ooo ooo ooo dil ka nagar aabaad rahega dhalta suraj dhoop sunehari aaj ka mausam yaad rahegaa aaj ka mausam yaad rahegaa rut ye rangeeli pyaar ki saajan rut ye rangeeli pyaar ki saajan ban ke nisaani aayi shaam suhaani aayi nadi kinare saath humare shaam suhaani aayi aa aaa aaaa aaaa aaaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware chain kahaan mohe sajan saanwre nain huye baanware nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware dekhte hi dekhte main kho gayi dekhte hi dekhte main kho gayi jaagte hi jaagte main so gayi jaagte hi jaagte main so gayi ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re nain huye baanware chalte chalte paanv mere tham gaye chalte chalte paanv mere tham gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye mil gayi zulfon ki thandi chhanv re mil gayi zulfon ki thandi chhanv re nain huye baanware dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah kiss tarah saajan teri ban jaaun re kiss tarah saajan teri ban jaaun re nain huye baanware nainon se naina tere kuchh keh gaye oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo nainon se
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
o dildaar bolo ik baar kyaa mera pyaar pasand hai tumhein ho gori sukumaar humaari sarkaar badaa tera pyaar pasand hai hamein ye uljhe uljhe baal ye masti bhari chaal oo hooo ye uljhe uljhe baal ye masti bhari chaal kya khayaal hai kya khayaal hai teri har chaal dhaal gori jaadu rahi daal ho kamaal hai ho kamaal hai piyaa dekh lo piyaa dekh lo jawaani kaa suhaanaa iqraar o dildaar bolo ik baar kyaa mera pyaar pasand hai tumhein ho gori sukumaar humaari sarkaar badaa tera pyaar pasand hai hamein hoo hoo aaaa aaaaa aaaaaaa aaa hoooo aaaaaa karoge ji kab mere dil mein ghar bolo jaadugar hum to kabhi ke huye tere dilabar ab kaahe ki fikar ho karoge ji kab mere dil mein ghar bolo jaadugar hum to kabhi ke huye tere dilabar ab kaahe ki fikar to phir aao ji to phir aao ji meraa dil badaa hai beqraar o dildaar bolo ik baar kyaa mera pyaar pasand hai tumhein ho gori sukumaar humaari sarkaar badaa tera pyaar pasand hai hamein aao jeevan bitaa len piyaa mauj manaa len hoooooo
phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dam liya tha na qayamat ne hano dam liya tha na qayamat ne hano phir tera waqt e safar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya zindagi yun bhi guzar hi jaati zindagi yun bhi guzar hi jaati kyun tera rahaguzar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya phir tere kooche ko jaata hai khayal phir tere kooche ko jaata hai khayal dil e gumagashta magar yaad aaya phir mujhe deeda e tar yaad aaya dil jigar tishna e fariyaad aaya
phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai phir kar baitha mehenga sauda phir kar baitha mehenga sauda jis mein sab kuchh khoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai armaanon ka ret mahel phir armaanon ka ret mahel phir tufaanon ne dhoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam
Phool Ki Ankh Mein Ansoo Hai
chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao arre ye anjaane raaste ye nagari anjaani hoo ye anjaane raaste ye nagari anjaani arre iss chakkar se na bache kya gyani kya dhyani hoo iss chakkar se na bache kya gyani kya dhyani tum in pyaar ki galiyon se chahe bach bach ke jaao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar hoke rahega pyaar hoke rahega chaahe naina churao arre iss duniya ki bheed mein aaoge akele hoo iss duniya ki bheed mein aaoge akele arre aate hi lag jayenge armanon ke mele hoo aate hi lag jayenge armanon ke mele mann ke raaj mahel mein chahe parde giraao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao chaahe daaman bachao pyaar ho ke rahega pyaar ho ke rahega chaahe naina churao arre kehne ko to pyaar pe marta hai zamaana hoo kehne ko to pyaar pe marta hai zamaana arre
pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali aa haa haa haa aa haa haa haa haa mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali tere khaabon mein kahin mera guzar hai ke nahin poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko meri raaton ke muqaddar mein sehar hai ke nahin pyaar par bas to nahin hai kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aa haa haa haa aa haa haa haa haa kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aur teri marmari baahon ka sahaara na mile ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein aur tere reshmi aanchal ka kinaara na mile pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par
pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga chaand taaron ko maisar hai nazaara tera meri betaab nigaahon se yeh parda kyu hai chaand aaina mera taaren mera naksh e kadam gair ko aankh milane ki tamanna kyun hai tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bas yahi iske siva meri khata kya hogi maine achcha kiya ghabra ke jo munh pher liya isse kam dil ke tadapne ki saza kya hogi tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga
raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal dekh dekh chakori ka mann hua chanchal chanda ke mukhde pe badli ka anchal kabhi chhupe kabhi khile roz ka ye khaar khele roz ka ye khaar raahi matwaale kali kali choom ke pawan kahe khil jaa kali kali choom ke khili kali bhanware se kahe aa ke mil jaa aa piyaa mil jaa kali kali choom ke dil ne suni kahin dil ki pukaar dil ne suni kahin dil ki pukaar kahin dil ki pukaar raahi matwaale tu chhed ek baar mann ka sitaar jaane kab chori chori aayi hai bahaar chhed mann ka sitaar raahi matwaale raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke raat bani dulhan bheegi huyi palken bheeni bheeni khushboo ke saagar chhalke aise mein nainon se naina ho
raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein dil reh reh ke yaad dilaaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye duniyaa paraayi log paraaye raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye
rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya chand murjhayiii huyi kaliyon ka manzar dekh kar chand murjhayii huyi kaliyon ka manzar dekh kar gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya rang laayi ab meri ye
ro ro beeta jeevan saara jeevan saaraa ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta aaya na man kaa meet humara aaya na man kaa meet humara ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta khushiyon ke sab geet chura kar pyaar ka jalta deep bujha kar loot liya hai de ke sahaara ro ro beeta raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil main hoon akelaa path andhiyaaraaa ro ro beeta ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta
roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga phir se doobe huye taaron ko ubharna hoga roshani ban ke meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye zindagi tujhko dulhan ban ke sanwarna hoga roshani ban ke maine aawaaz tere naam se di hai usko maine aawaaz tere naam se di hai usko mera daawa hai zamaane ko theharna hoga roshani ban ke ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale tujhko dushwaari e manzil se guzarna hoga roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga roshani ban ke
ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar o nupur na bajale karo bashite o hasi na meshale karo hasite o nupur na bajale karo bashite o hasi na meshale karo hasite tomar oi sonar fagun ki dam pabe tomar oi sonar fagun ki dam pabe jodi keu na thake debar ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar e jiban na jarale karo jibane e sapon na chharale karo sapone e jiban na jarale karo jibane e sapon na chharale karo sapone rongeen oi din guli ki emon rabe rongeen oi din guli ki emon rabe sara keu debe na je aar ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar
saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein teri nazar se ise dekh loon main dil se mere tum ye mehsoos kar lo toofan ye mere dil se utha hai chaaho to tum apne daaman mein bhar lo toofanon mein khoya hua ye raasta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein haara hua tha andheron ka raahi manzil se pehle hi neend aa rahi thi tum door le kar chale aaye warna mere charaagon se lau jaa rahi thi tere liye jeete hain hum dil jaanta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein
karte rahe fizaa se hum saudaa bahaar kaa badlaa diya to kya ye diyaa unke pyaar kaa sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya hum badnaseeb pyaar ki rusvaayi ban gaye khud hi laga ke aag tamaashaayi ban gaye tamaashaayi ban gaye daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya le le ke haar phoolon ke aayi to thi bahaar nazren utha ke humne hi dekha na ek baar dekha na ek baar aankhon se ab ye parde hathaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Naazon Ke Pale Kaanton Pe Chalen Shahenshah (1953) 03:30 15664
 
Poster of Shahenshah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Amar Utpal
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:30   Song Number : 15664   

Nadi Kinare Babul (1950) 03:18 16205
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Munavvar Sultana
Duration : 03:18   Song Number : 16205   

Nain Mile Nain Huye Baanware Tarana (1951) 03:13 14324
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 14324   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

O Dildaar Bolo Ik Baar School Master (1959) 03:36 15538
 
Poster of School Master (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Kamini Kadam
Duration : 03:36   Song Number : 15538   

Phir Mujhe Deeda E Tar Mirza Ghalib (1954) 02:49 12393
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 02:49   Song Number : 12393   

Phir Pyaar Kiya Hai Talat Mahmood 03:32 40327
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 40327   

Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 03:39 21102
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 21102   

Phool Ki Aankh Mein Aansoo Hain Talat Mahmood 03:32 38937
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 38937   

Pyaar Hoke Rahega Aas (1953) 03:10 40568
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:10   Song Number : 40568   

Pyaar Par Bas To Nahin Sone Ki Chidiya (1958) 04:26 12537
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:26   Song Number : 12537   

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di Lala Rookh (1958) 03:18 15721
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 15721   

Raahi Matwaale Waris (1954) 03:38 15745
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Suraiya
Duration : 03:38   Song Number : 15745   

Raat Ne Kya Kya Khawab Dikhaaye Ek Gaon Ki Kahani (1957) 03:41 21143
 
Poster of Ek Gaon Ki Kahani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:41   Song Number : 21143   

Rang Laayi Ab Meri Talat Mahmood 05:51 39741
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 05:51   Song Number : 39741   

Ro Ro Beeta Jeevan Saara Talat Mahmood 03:08 36903
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:08   Song Number : 36903   

Roshni Ban Ke Fizaon Mein Talat Mahmood 03:27 37842
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37842   

Ruper Oi Pradeep Talat Mahmood 03:17 14740
 
Poster of Talat Mahmood
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 14740   

Saawan Ki Raaton Mein Prem Patra (1962) 03:53 12432
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sadhna, Shashi Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12432   

Sab Kuchh Luta Ke (Male) Ek Saal (1958) 03:46 12346
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 12346   
Karaoke Songs of mahmood, Sad Songs of mahmood, Love Songs of mahmood, Dance Songs of mahmood, Hip-hop songs of mahmood, Best songs of mahmood, Super hit songs of mahmood, hit songs of mahmood, duet songs of mahmood, solo songs of mahmood, old songs of mahmood, famous songs of mahmood, Hindi Karaoke Songs of mahmood, Hindi Sad Songs of mahmood, Hindi Love Songs of mahmood, Hindi Dance Songs of mahmood, Hindi Hip-hop songs of mahmood, best Hindi songs of mahmood, super hit Hindi songs of mahmood, hit Hindi songs of mahmood, duet Hindi songs of mahmood, solo Hindi songs of mahmood, old Hindi songs of mahmood, famous Hindi songs of mahmood, Sing Along Songs of mahmood, Sing Along Sad Songs of mahmood, Sing Along Love Songs of mahmood, Sing Along Dance Songs of mahmood, Sing Along Hip-hop songs of mahmood, Sing Along Best songs of mahmood, Sing Along Super hit songs of mahmood, Sing Along hit songs of mahmood, Sing Along duet songs of mahmood, Sing Along solo songs of mahmood, Sing Along old songs of mahmood, Sing Along famous songs of mahmood